Forex trading me loss se kese bacha jae
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #16 Collapse

Re: Forex trading me loss se kese bacha jae

Asalam o alikum friend ap ny both acha sawal pucha hy dear profit or loss to hmari life ka hisa hoty han koi bi kam ho humy us m jahan profit hota hy wahin loss ka b lazmi samna hota hy humy loss sy ghbrana ni chaey balky humy jin mistakes ki waja sy loss hoa un mistakes ko find out kar k us sy sekhna chaey or ainda un ko ni dohrana chaey tbi hum kamyab ho sakty han wasy to loss ki both c wjohat hoti han jasa k knowledge ki kmi experience ka na hona bagar learning k trading start kar lyna ya sabar na karna ye sab humary leay loss ka sabab banty han mgr hmari sab sy bari mistake jis ki waja sy humy loss hota hy wo hy over trading jis ki waja sy ziada tar traders apna account wash kar dyty han aksar traders ziada earning k chkar m bari bari or aik k bad aik trade open karty han jab k is m unan kbi b koi faida ni hota balky nuqsan hi hota hy humy pori koshish karni chaey k hum loss sy bach saken jis k leay humy trading ki learning mukmal knowledge or experience ka proper tor par hasil karna zrori hy humy agr loss sy bachena hy to humy apny andar itni ability pyda karni ho ge k hum trading ki planning achy sy kar saken analysis ko study kr k trades open or close kar saken tbi hum loss sy bach kar achi earning kar saken gy humy bharpor mehnat karni ho ge tbi hum kamyabi hasil kar saken gy
• InstaForex
• #17 Collapse

Re: Forex trading me loss se kese bacha jae

dear friend trading aik profitable and secure online business hai lekin ye profitable hoe k sat sat aik risky business b hai our profit and loss both are the part of business so ham kabi kabi is business main loss b hasil kar sakte hai lekin bar bar loss hona achi bat nahi hai hame apne loss ko control karna our aone profit ko increase karna ana chahiye ta k ham ache trader ban saken

how to controlr loss :
dear friends trading main loss hamsha apni hi galtyon ki wjha se hota hia agr ham mehnat karen our trading ko sekh kar our analysis k bad karen to ham loss par control kar sakte hai our achi earning kar sakte hai.

Good trading knowledge :
dear friends agar aap loss se bachna chahte hai to sab se pehly aap k pass acha trading knowledge hona bohat zarori hai ku k agar aap k pass acha trading knowledge nahi ho ga to aap ka acha capital bhi aap k kisi kam nahi aye ga our ap apni tmama investmnet zaya kar do ge is liye jaha tak mumkin ho tarading ko seekhen

Good trading experience :
dear friends good knowledge k sat sat ap ko ache trading experience ki b zroat ho g ku k agar aap k pass trading ka experience nhi ha to aap apna knowledge achy se use kani kar pao g our galtyan karo ge jo k loss ka sbab bane g is liye daily bases par demo account par practice karen our apna experience level increase karen

Good lot size celection:
dear friends trading main aap ko is bat ka khyal rakhna ho ga k aap ne lot size apne capital our analysis k hisab se lgaya hai kbi kabi ham bara capital laga kar bhi buhat zyada loss hasil kar lety hai jo k na kable bardasht hota hai is liye lot size dehan se chose karen

USE of Stop loss:
koshish karen k apni har trade main sto loss ko use karen our is ka bharpor faida uthayn stop loss ap ko buhat bare loss se bachata hai agar aap is ko apni har trade main use karte hai to ap market mein zayda se zayda der tak survive kar sakte hain

Good analysis and strategy:

dear friends koshish karen k trading hmesha achi analysis our achi stragye k sat kare our koshish karen k market ko achy triky se smjhe our phir apni khud ki strategy ko use karen kabi bhi kisi dosry par depends na rahe is tarha aap kabi b achy trade na ban sako ge

Last edited by ; 04-08-2020, 04:11 PM.
Ayisha Cutey's Trading Journal
https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
• #18 Collapse

Re: Forex trading me loss se kese bacha jae

Assalamu Alaikum dear Forex member!!! Forex trading me hmy different reasons ki wajah se loss hota hai agar Ham un reasons ko khatm Karte To Ham Forex trading me loss sy kafi had Tak bach sakte hain aur yahan se profitable trading Karke acchi earning ki taraf Ja sakte hain... Forex trading Mein loss hone ki bahut hi reason Hai.. Jeen mein se ek reason Forex ko serious business Nahin samajhna Hai Jab Ek trader Forex ko serious business Nahin samajhta vah Forex trading co time pass Samajhta Hai yah mazak Samajhta Hai To vah yahan se loss ki taraf jata hai..... . Forex trading Mein loss hone ka dusra Bara reason hamare pass Forex trading ki knowledge or experience Ka Na hona hai Jab hamare pass forex ki knowledge r experience Nahin Hota To Ham loss Ki Tarah Jaate Hain Kyunki Jab Ham Forex trading co join karne se pahle Forex ki learning Nahin Karte Forex ka experience Nahin lete Forex ki knowledge Nahin lete To Ham yahan se acchi trading nahin kar paate Kyunki bagair experience or knowledge ke Hamen market ki situation ki samajh nahin aati aur jb market ki situation ko smjhy bger trading Karte Hain To Ham loss ki taraf hi jaty Hain...... Forex trading Mein loss hone ka ek reason overconfidence bhi hai agar Ham overconfidence show Karenge to Abhi Ham Yahan loss Ki Tarah ja sakte hain..... aur Forex trading main loss hone ki ek Wajah jaldbazi karna Bhi Hai Jab Ham Jahan jaldbaji se kam karte hain tab bhi ham loss ki taraf Jaate hain.... Tu Agar Ham Chahte Hain Ky hMein Forex trading Mein lost Na Ho To Hamen chahie ki Ham Forex trading mein mehnat se kam Karen Forex trading co serious business samjhe isy time pae Na Samjhe aur dusra Agar Ham Forex trading Main loss Se Bachana Chahte Hain Hamen chahie ky forex ki learning Karke Forex trading co join kar Kyunki Jab Ham learning Karke aaenge to hamary pass Forex ka experience or knowledge Hogi Jab Ham experience and knowledge to use karte hue trading karte hain to market ki situation ko samajhne Mein asanii hoti aur jab Ham market ki situation ko samajh kr trade open Karte Hain To Ham loss se bache padhte hain aur profile Ki Tarahf Jaate Hain isliye Ham bhi chahie ki Ham apni tamam mistakes ko avoid Karen Taki Ham los t se Bacche r profit Ki Taraf ja Sky..
• InstaForex
• #19 Collapse

Re: Forex trading me loss se kese bacha jae

forex trading mean agar aap loss se bachana Chahte Hain To iske liye bahut hello jaruri hai ki aap trading karne se pahle marketplace ko acche se examine Karen Uske terrible trading Karen market ke bare mein know-how or enjoy Hasil Karen getting to know Karen tab hello exchange lagaen aapke pass jitna Jyada knowledge or experience Hoga loss ke possibilities utny hello Kam Honge...shukriyaaaaa

اب آن لائن

Working...
X