Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?
    Big Lot Size Effect: dear friends Forex Mein kam karte hue aapko apni trading ke liye Jyada Se Jyada money management aur apne account balance ko Dekhte hue a lot ka size Lagana chahie Jo log Big Lot size Lagate Hain unko Jyada profit bhi hota hai aur Jyada loss hone kaa lot ka size Lagana chahie Jo log Big Lot size Lagate Hain unko Jyada profit bhi hota hai aur Jyada loss hone ka bhi aur jo log trading Mein kam karte hue Chhoti Laut lagakar Apna trade karte hain unko Jyada loss Nahin Hota balke Unkaaur jo log trading Mein kam karte hue Chhoti Lot Apna trade karte hain unko Jyada loss Nahin Hota balke Unka account aur vah Thoda Thoda Karke Jyada profit Hasil kar sakte hain isliye aapko bhi chahie ki Jyada Se Jyada Meher Karen aur moneyaur vah Thoda Thoda Karke Jyada profit Hasil kar sakte hain isliye aapko bhi chahie ki Jyada Se Jyada Meher Karen aur money management ke sath apni money management ke sath kam Karen aur aapka account bhi sev Rakh sakte hain. Aapko chahie ke daily basisAapko chahie ke daily basis ke mehnat karte hue Jyada Se Jyada time trading co data ki aap Achcha trade kar sake aur acchi earning karne Ke Kabil banaa sakekarte hue Jyada Se Jyada time trading co data ki aap Achcha trade kar sake aur acchi earning karne Ke Kabil banaa sake.

    Bari lot Laga kar aapko Jyada last ho sakta hai isliye aapko chahie ke Soch Samajh Kar Apna trade Karen aur Achcha analysis karne ke bad aur Tamam sources ko use karte hue aap apna trade Karen Taki aap Kamyab ho sake aur aapka account bhi save Rah sake Jo log trading Mein planning ke sath kam karte hain Vahi log apni acchi earning bhi kar sakte hain aur Apna account bhi save Rakh sakte hain big Lot ka aapke account per bahut jyada Asar hota hai isliye aapko chahie ke Soch Samajh Kar Apna Ladka size rakhen Taki aapka account bhi save rah sake
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza Katti Khel پيغام ديکھيے
    Big Lot Size Effect: dear friends Forex Mein kam karte hue aapko apni trading ke liye Jyada Se Jyada money management aur apne account balance ko Dekhte hue a lot ka size Lagana chahie Jo log Big Lot size Lagate Hain unko Jyada profit bhi hota hai aur Jyada loss hone kaa lot ka size Lagana chahie Jo log Big Lot size Lagate Hain unko Jyada profit bhi hota hai aur Jyada loss hone ka bhi aur jo log trading Mein kam karte hue Chhoti Laut lagakar Apna trade karte hain unko Jyada loss Nahin Hota balke Unkaaur jo log trading Mein kam karte hue Chhoti Lot Apna trade karte hain unko Jyada loss Nahin Hota balke Unka account aur vah Thoda Thoda Karke Jyada profit Hasil kar sakte hain isliye aapko bhi chahie ki Jyada Se Jyada Meher Karen aur moneyaur vah Thoda Thoda Karke Jyada profit Hasil kar sakte hain isliye aapko bhi chahie ki Jyada Se Jyada Meher Karen aur money management ke sath apni money management ke sath kam Karen aur aapka account bhi sev Rakh sakte hain. Aapko chahie ke daily basisAapko chahie ke daily basis ke mehnat karte hue Jyada Se Jyada time trading co data ki aap Achcha trade kar sake aur acchi earning karne Ke Kabil banaa sakekarte hue Jyada Se Jyada time trading co data ki aap Achcha trade kar sake aur acchi earning karne Ke Kabil banaa sake.

    Bari lot Laga kar aapko Jyada last ho sakta hai isliye aapko chahie ke Soch Samajh Kar Apna trade Karen aur Achcha analysis karne ke bad aur Tamam sources ko use karte hue aap apna trade Karen Taki aap Kamyab ho sake aur aapka account bhi save Rah sake Jo log trading Mein planning ke sath kam karte hain Vahi log apni acchi earning bhi kar sakte hain aur Apna account bhi save Rakh sakte hain big Lot ka aapke account per bahut jyada Asar hota hai isliye aapko chahie ke Soch Samajh Kar Apna Ladka size rakhen Taki aapka account bhi save rah sake
    Yes dear aapane bahut hi informative information Hamare Sath shaking Hai Jinke Jab Ham Forex trading kam kar rahe hote hain to ismein money management ke sath kam karna bahut jyada Jaruri hota hai money management ke rules and regulations ko follow karke apni trading Jab Ham Karte Hain To ismein Hamari lot size ki selection bilkul perfect aur behtarin Hoti Hai Jiska Hamare account per Koi negative effect Nahin Hota isliye Jab Ham trading Karte Hain To Ham Ko lot size ki selection ke Hawale se bahut careful Hona chahie

    Jab Ham apni trading Mein Big Lot size ki selection Karte Hain To usmein Humko Kuchh advantages bhi ho sakte hain aur kuchh disadvantages bhi ho sakte hain unke bare mein aap Tumhen briefley Kuchh important information described kar deta hun jisse aapko Big Lot size ke advantages aur disadvantages clarify Ho jaenge.

    Jab Ham Big Lot size select Aate Hain To usmein Humko sabse bada advantage ki hota hai ki Ham bahut jaldi bahut jyada profit Hasil kya sakte hain lekin yah use time per Hamare liye effective Hota Hai Jab Ham market ke trend ko focus karne ke bad apni trade open karte hain ya FIR Jab Ham scalping karte hain to usmein bhi Ham Big Lot size utilise karke bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.

    Jab Ham Big Lot size select karte hain to uska Humko sabse bada disadvantage yah hota hai ki agar market ki movement Hamari trade ki against Ho Jaaye To usmein Ham to bahut jaldi nuksan ho jata hai aur Hamare liye nuksan ko recover karna bahut difficult ho jata hai aur iske sath Hamare liye yah problem hota hai ki Hamara account hi bahut jaldi was ho sakta hai isliye Humko Big Lot size ke advantages ke sath sath Uske disadvantages Bhi Apne mind Mein rakhkar iski selection Karni chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

      Dear brother aapane bahut hi acchi information share ki Kahate Aur Main ummid Karta Hun Ki yah aapki post Baki Tamam members ke liye bhi informative ho sakti hai Kyunki Pakistan Forex forum mein bahut jyada new members kam kar rahe hote hain jinko trading ke bare mein pata nahin hota agar vah is post ko acchi Tarah Se Reet Karle Tu unke liye Bhi Ek bahut acchi information unko mil sakti hai dear Forex trading Mein kam karne ke liye sabse main chij par focus karna bahut jyada Jaruri Hota.

      My dear jab Ham is main apne analysis ko complete kar lete hain to Bari Aati Hai ismein trade open karne ki Jab market use point Tak pahunch Aati Hai To Ham ismein apni trade open karte hain dear jab Ham ismein nitride open Karte Hain To sabse pahle Hamen account capital ko dekhna Hota Hai Jis Tarah hamare pass account mein balance Hoga Usi Tarah Hamen apni lot size ki selection karna hoti hai agar Hamara account big hai aur ismein capital Achcha hai To Ham is main Fir Bhi money management ke sath kam Karenge To Hamen Jyada fayda Hoga Agar Ham ismein money management ko follow Nahin Karenge To Hamen bahut jyada loss ho sakta hai isliye money management ko follow karna aur risk reward ratio ko follow karna bahut jyada Jaruri hota hai aap yah chij Apne planning Mein set kar lete hain ki aapane Kis Tarah market Mein Mani minut ke sath kam karna hai.

      Dear aap Jab Chhote account per Big Lot use Karenge to usse market Ki Thodi Si against Munh Mein per aapka account was ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap ismein free margin Ko Dekhkar trade Karen aur ismein aap bahut hi Soch Samajh Kar kam karen to aapko ismein bahut fayda ho sakta hai Kyunki isase aapko Big Lot use karne mein Achcha profit to ho sakta hai lekin ismein aapko loss bhi bahut jyada ho sakta hai lot size ki selection bahut jyada important Hoti Hai Kisi Se aapke account depend kar raha hota hai is se aapka account wash bhi ho sakta hai aur aap ko ismein Achcha profit bhi ho sakta hai.

      Dear jab aap ismein kam karte hain to aapko chahie ki aap sabse pahle risk reward ratio aur money management ko follow karen to aapko ismein fayda Hoga otherwise aapka account bahut jaldi was ho sakta hai isliye aapko chahie kya aap ismein Soch Samajh Kar kam Karen aur ismein aap main karen to aapko ismein kamyabi mil sakti hai otherwise aapko ismein loss bahut jyada ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

        Dear forex members forex trading may haumay trade open kernay Kay liye market ki movement ko daikhtay hoye apni trade ka lot size select karna hota hay aur Trading may lot size ki selection bohaut zayada important hoti hay Kyu Kay appka sara account balance lot size Kay big honey pay ya small rakhnay pay depend karta hay bohaut saray traders usually Trading may lot size bara rakhtay hoye trade place Kartay hay magar pehlay wo market ki movement aur trends ko judge kartay hay phir jiss currency pair pay ya commudities pay order place karna hota hay uss say related news aur information hasal kartay hay Phir uss Kay mutabiq lot size bara rakhtay hoye trading kartay hay to unko profit bhi ziada hasal hota hay ake bat zehan nasheen kar Leay kay Agar app Trading may lot size bara select kartay hay to appko market ki movement aur trends ki information honi chahiye aur appki observation I honi chahiye takay app exactly market Kay trends ko judge Kar sakay aur kamyaabi Kay sath trade open kar sakay tou appko lot size big rakhtay hoye bhi acha profit hasal hota hay .

        Haumay Forex trading may lot size ki selection kartay hoye apney liye Money management ko tarteeb daynay ki zarorat hoti hay Kyu Kay jab app nay apna mind set Kia hota hai Kay mera account balance itna zayada ya Kam hay aur may itna profit ya nuksaan bardashat Kar sakta haun to phir app Kay liye lot size ki selection may Asaani rehti hay aor hamesha market ki movement pay nazar rakhtay hoye trade open karni chahiye takay appka account balance secure rahay aor app continuesly Trading Kar sakay.

        Jab app bagair knowledge Kay aur bagair information Kay trade open kartay hay to chahay lot size big ho ya small ho koi farak nai parta hay Kyu Kay important appki trading information aur knowledge hoti hay jiss ki base pay app Trading deceion laytay hay appko trading may zayada profit hasal karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge aur information ki zarorat hoti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

          Trading kertay huay bohat say aisay options available hotay hain jo traders kay liye bohat faida mand hotay hain. Forex trading business mai MT4 trading terminal pay traders ko unn kay benefits aur help kay liye bohat say tools available hotay hain Jin kay darust istamaal say he traders ko faida hota hai aur Agar unhain darust tareekay say istamaal na kia jaey tou traders ko bohat ziada loss bhi hota hai. Forex trading ki achi baat he yeh hai kay iss mai her trader apnay achay aur buray ka khud zimadaar hota hai. Kisi dusray ko kabhi bhi qasur waar nahi thehraya jaa sakta hai. Forex trading mai lot size aik bohat eham tool ya option hai jiss say traders ka waasta her trade mai parta hai aur iss kay sahi use say he faida ya nuqsaan bhi hota hai aur faida ya nuqsaan Kamm ziada bhi issi kay use say he hota hai.

          Lot size ka Matlab trading ka volume hota hai kay kisi bhi pair ya commodity mai kitni trading kerni hain aur yeh volume single trade ka count hota hai. Lot size kay liye account balance bohat importance rakhta hai aur uss kay saath saath uss pair ki price aur spread bhi bohat matter kerta hai. Traders lot size kay saath balance ka khayaal tou rakhtay hain laikin spread aur price ko ignore ker daitay hain jiss say masaael bantay hain.

          Lot size ziada rakhnay say faida tou ziada ho jata hai laikin risk manage kerna mumkin nahi rehta hai. Iss liye lot size hamesha iss Tarah select kerna chaiye kay apnay account mai risk ko manage ker lia jaey. Agar aik account currency pairs mai 0.50 lot size ko support kerta hai tou lot size 0.30 he rakhna chaiye takay hedging ya scalping kay liye bhi account balance aur margins available ho. Issi tarah jo account gold ki trade kay liye 0.10 lot size ko support kerta hai tou uss mai 0.03 say 0.05 takk ka lot size consume kerna he behtar rehta hai. Iss Tarah account mai money management aur risk management bohat achay tareekay say aik he waqt mai ki jaa sakti hain. Traders ko kabhi bhi apnay account ko full limit takk engage nahi kerna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

            G han dear ap ka kam hi kay ap es mai kam kartye hain tu ap kabhi bhi es mai lot size zayda bari na rakha karain kiyu kay lot size ager kam ho gaye tu ap ka faida zayda ho jata hai kiyu kay pta nhi chalta hai jaisye kay aj kal tu ap ka kam hai kay ap lot size kam he rakhain kiyu kay crona kay chakar mai kafi masla bana howa hai aik he time mai trade ki samjh nhi atye hain atna jaldi say move karta hai aur aik he side oay move karta hai ab ager ap ka lot size bara ho ga tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap es mai kafi acha kam kar saktye hain tu ap mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ki mahnet kay badlye mai ap ka bonus acha hai aur wo bhi ap bari lot size laga kay khtam kar daitye hain tu ap tu ap ka kam hai kay ap es mai safe trading kiya kartye tu ap ka kam hai kay ap es mai apni trading bhter kar kay acha kam kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu ap acha kam kartye rhatye hain tu ap kaliye acha hai jub kay ap ka kam hai kay ap acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain aur ager es mai ap ka lose ho jata hai tu ap ka lose bhi kam hota hai matlab kay ap usye recover kar saktye hain asani kay sath tu ap nay kam karna hai tu hamesha kam lot size laga kay kam karna hai ta kay ap kay kam ki value ho aur ap kay kam ki tareef ho jatye hain aur ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain tu acha kam karain aur safe trading karain safe trading mai ye zaroori hai kay ap lot size kam say kam rakha karain kiyu kay lot size pay he ap kaliye asani ho jatye hain tu ap lot size zayda bari na kagye karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

              Assalam-0-Alikum dear forex member apki baat say main agree karti hoon humhy lot size normal rkhna chiye humhy chiye k account ko dekhty hoye lot size rkhy forex main trading karty waqt humhy zyda sy zyda apni mangement ko dekhty hote r account k balance ko dekhty hoye lot ka siza rkhy jis say apko profit hasil ho yad rkhy ap trading karty waqt lot k size ko normal rkhy ku k iska koi faida nahi hota ap jitna b lot size rkhy gy apko apki mehnat kar hi result mily ga apko chiye k jis tara lot size dosry log rkhty hai apko b chiye k apko b apna lot size utna hi rkhna chiye lot k size ko zyda increase na kry apko loss b ho skta hai apko chiye k apko achy analyse dekhty hoye threads lagy jis say apko loss na ho or apki earning bachii ho or apka account b wash na ho apka account save rhy is liye humhy chiye k humhy lot ka size soch smjh k rkhy taa k ap loss sy bach sky
              • #8 Collapse

                Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                Big lot size profit yaa loss dono ko barha deti haj q keh agar trade profit me hai aor lot size bhi barri set ki hai phir to automatically prifit ziada hogaa is liey friends hamesha lot ka size apne bonus ke mutabiq rakhna chahiey taa keh hamara account safe rahe aor hamr trading me risk bhi nahi lena chahiey balkeh jitna hoo sake friends forex me safe trading karo aor lot ka size barha kar lalach ka koi faidanahi munasib lot size hi apko acha profit de sakti hai aesi koi baat nahi dosto ap mehnat kare pehley acha bonus banaey phir mazeed lot ko increase kar sakte hai taa keh apko loss na hoo balkeh achi earning kar sako so experience ke saath trading me sabar kar ke ap achi earning karne me kamiaab hoo sakte hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                  Mony Mengment ko follow karna chahiye Forex mein lalach nahin karna chahiye . Lalach karne se aakher mein kuchh hath nahi ata aur khas kar forex mein to Loss hi milta hai is liye soch samjh kar lot size lagain .
                  • #10 Collapse

                    Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                    Forex market bahut jyada Ricky market hai jo trader Forex Mein Big Lot size use karte hain unko loss ka Samna karna padta hai Kyunki Hamen proper market ka analysis karte hue news ko Dekhte Hue trading karni hai aur forex market Mein Apni earning ko increase karna hai Hamesha Big Lot size ko use karne se pahle Hamen market Karnal aur apne money management ke rules to follow karte hue hi trading karni hai jo trader Big Lot size use karte hain aur Market ki up and down movement ko ignore karte hain Unka account wash ho jata hai Hamen Apne account ko safe rakhne ke liye aur secure rakhne Ke Liye koshish karni hai ki Ham acchi Tarah market Karnal kis Karen aur Hamesha Big Lot size tab use Karen Jab Hamen confirm ho aur Hamare analysis from Ho To Hamen Apne balance ke forwarding Big Lot size use karte hue Achcha profit Hasim kar sakte hain otherwise market Mein earning ke liye Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki Big Lots sahi se Hamesha Naksan hi Hota Hai Hamen koshish deni hai ki Ham apni trade ko saaf rakhne ke liye koshish karen kya apni trading Mein stop loss or take profit ke margin ko set Karen aur Hamesha koshish karen ke kam se kam risk lete Hue market Mein trading Karen Taki Hamara experience increased ho aur ham easily market Mein profitable trading kar sake Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                      Big lot size ka trade pr ye capital pr bura asar parhta hai agr wo theek waqat pr theek jaga pr na lagae jay tu bohat dafa aisa hota hai agr ap ny big lot size open kr lee hai tu wo furan apka capital sefar kr dey ge jb b big lot size open krna ho tu RSI EMA Fibonnaci Bollinger Band ko daikhein hr time frame ky ander or koshish karein kh zaida tarh kam ya trade laptop ya desktop pr karein mobile pr kam sy kam kaam karein es liay kh bohat sari indicator mobile pr wo surt-e-hal ni daikhy gei jo laptop pr ya desktop pr nazar ay ga hamesha RSI EMA 50 EMA 200 Fibonnacci or Bollinger band ko hr time frame me lazman laga lia karein us sy apko low over low or high over high ka andaza phukta ho jay ga or agr ap big lot size open krty hain tu apna capital kam sy kam $ 200 ka lazman rakhein tb apko faida b mily ga or apka ehtemad b barhy ga esky ilawa jaisy he apka target $ 2 ya $ 20 ya fr $ 200 tk ka mukamal ho jay tu apni trade furan band kr dein ye bohat zaroori hota hai aksar market jb waps hoti hai tu bohat zaida waps ho jati hai js sy sara capital sefar ho jata hai in tamam batoon ko zehn nasheen kr lein or big lot size pr kaam krny ka trust banaty rahein
                      • #12 Collapse

                        Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                        Agr lot size bari ho market ka tred change hojae to zyada loss k chances hoty hn k is lye zyada profit k chkr ma pura loss na kren. Choti choti lots lgaen or profit generate kren. Risk free management kren
                        • #13 Collapse

                          Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                          Dear friends ager ap apni yrade main big lot size ka istmal karty haain apko iska kaafi nuqsaan ho sakta hai kyun matket ki movement ka koi andaza nahi haai kyun friends ager ap bari lot ka istmal kar layn gye to apka account bahot jald bhi wash hoo sakta hai so friends behtr haai kay koshsih yehi karyn kay jab bhi ap trade lagamy lagyn to apko kum say kum lot ka size ka istmal he karyn kyun jitni lot size kum hogi to apka accout bhi safe rahy ga or apko munfa bhi hota rahy so friends zarori haai kay behtr kaam karny say he apko faida hasil hota hai so friends ap analysis bhi achy say achy kar layn mager jab lot ka time ata haai to apko apny account bonus ko lazmi check karty rehna chiye tab he trade ko open karyn
                          • #14 Collapse

                            Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                            Big lot size ka traders par bahot hi bura asaar pard sakta hay esy traders kamyab hi nahi hoty jo key har trade hi big lot size key sath open karty hey, market ki condition hamesha esi nahi reh sakti hay key har time hi traders big lot size key sath trades open karen kesi time small lot size ka use karna be traders ki majboori ban sakti hay market ko check karny key ley market ki movement ko maloom karny key ley traders ko kesi time small lot size ka be use karna hota hay es ley jo traders apna har trade me big lot size ka use kary me esy traders ko kabi be acha trader nahi samjta hon es ki waja ye hay key big lot size ka use traders par positive nahi negative asaar dalta hay aur traders ki future trading performance be esi big lot size ki waja se mutaser ho sakti hay jetna lot size kam use kia jaye risk ko manage karny me etni hi asani ho gi aur traders ko kamyab hony me time be nahi lagy, ham market me hamesha key ley agar ye strategy raken gey key big lot size key sath hi trading kar key zeyada profit earn karna hay to jetna ham ne profit ka target high raka hota hay hamy loss be trading me etna hi high ho sakta hay esi high risk aur high loss se bachny key ley traders ko small risk leny par focus karna chaye aur discipline ki trading hi low lot size ko use karny par ho ki ja sakti hay, zeyada lot size ko use kar key ham discipline ki trading be nahi kar sakty hey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Big Lot Size Ka Trade Pr Kia Asar Parta Hy?

                              Assalamu alaikum bhai jaan aapane bahut Achcha Sawal kiya hai ki Bade lot size ki trade par kya Asar padta hai agar aapka lot size Jyada hoga tab aapko phone Asia nuksan Jyada Milega agar aap lot size Kamra kar Thoda Thoda profit bhi Karenge tab aap Jyada kamyabi Hasil kar Sakenge aapko account safe and Secure Hoga aapka account Hamesha andar ke baare trade Nahin lagaenge Bal Kisi Ki or trade lagaenge aap jaaiye ki Big Lot size se behtar Rahega Chhota lot size rakhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X