Re: Koshish karen ke overtrading na karen.
Over trading forex mai traders ki aik bohat Bari dushman kahi jaa sakti hai kiyu kay jo traders over trading kay trap say bach jatey hain woh kaamyab ho jatey hain aur jo traders over trading kay trap mai ajaey hain woh nakaam ho jatey hain. Over trading koi bhi trader jaan bhoojh kay nahi kerta hai bulkay over trading khud say ho jaati hai. Jab aik trade open ho aur market mai aik aur achi move mill jaey tou aik aur trade open ho jaati hai phir achanak pichli dono trades close honay say pehlay koi aur achi move mill jaati hai tou uss pay bhi trade open ho jaati hai aur yehi say over trading shuru ho jaati hai. Over trading pay control kay liye money management bohat zaruri aur laazmi hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим