Jab gold ki market tez hoti hy to USD bhi up hota hy ya nahi? Kia is baray main koi guide kar sakta hy keh USD aur gold ka apas main koi relation hy ya nahi hy. Kuch log kehtay hain keh gold up honey sey USD par koi farq nahi parta. Agar kisi ko is baray main pata ho zaroor batayen, takeh hum gold main bhi trading kar sakain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим