assalam walekum doston ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se honge main aapko batana chahta hun ki aap jab bhi trading karen to jaldbaji Mein aakar ke Koi galat faisla Na Le balki market ki direction aur iski movement ko acche tarike se analyses karne ke bad hi koi step len kyunki aajkal market ki condition aur iski situation kuchh acchi nahin ja rahi jabse covid-19 ka asar pada hua hai tab se market ki direction sidhi hi nahin Ho Pa Rahi hai to hamen is current situation Mein lalach se dur rahana hoga aur market ki direction ko analysis kiye bagair trading nahin kar rahi hogi jab Ham proper analysis karenge tabhi Forex se achcha profit is current situation main bhi gain karenge agar jaldbazi Mein aakar ke kam karenge to sirf nuksan hi hoga aur jo trader jaldbaji Mein aakar ke lalach Mein aakar ke kam karta hai vah hamesha nuksan mein hi rahata hai aur uska koi bhi future Forex ke business mein nahin hota
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим