Assalamu Alaikum dear Pak forum members Mein yah aapko batana Chahunga ki Forex trading Mein trend line Kaise hoti hai aur iska istemal kaise kiya Jata Hai Ham Dete Hain Ki forex market musalsal Jab ek hi direction Mein moment kar rahi hoti hai to aap market ka trend dekhne ke liye ismein ek trendline draw karte hain aur aap usmein nitrate Lagate Hain agar aap ismein trendline draw karte hain to market trend line ko bahut jyada follow Karti Hai trendline ka ya fayda hota hai ki market Jab Bhi niche Aati Hai Aur trendline Ko Touch Karke Wapas movement karti hai agar market use trendline ko break karti hai to aap is mein dekh sakte hain ki market Apna and change karke hai lekin uske upar aap trade tab open kar sakte hain Jab aap ismein market ke confirmation candle ya FIR retest ka vate Karenge to tab aapko confirm Hoga Ki market kar trend totally change ho gaya hai aur trendline aap trading Dur Se dekh sakte hain jismein aap ton line block kar sakte hain usmein aapka bahut fayda ho sakta hai aur agar aap ismein against the trend koi bhi trade lagayenge to aapko ismein Vas ho sakta hai Forex Mein trend hi aapka friend Hota Hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим