Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye
    Assalam walekum doston Forex mein masla ye hai k ham apni pechle ghalti se sabaq Nahin sekhty jis ki waja se noqsan othana parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

    Walekum assalam dear agar aap Forex trading me kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko apni mistake kabhi bhi repeat Nahin Karni chahie Kyunki agar aap apni mistake ko repeat karte rahenge to aap Hamesha nuksan karte rahenge isliye Hamesha apni mistake ko repeat hone se avoid Karen aur aur apni mistake se ek Achcha lesson Hasil karne ki koshish karen aur use experience ka Kaise banaen
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asattar317 پيغام ديکھيے
      Assalam walekum doston Forex mein masla ye hai k ham apni pechle ghalti se sabaq Nahin sekhty jis ki waja se noqsan othana parta hai
      Walekum assalam dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai kya gairon Forex ke upar ab nikal De Karke usko Dobara theek kar lete hain To Hamen acchi learning Hasil Ho Gai aur dwara kam se hua mistake Nahin Hogi dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar ham forum ke upar acchi quality working Karenge aur apni post aur threads quality ko Behtar karne ke liye Apne seniors ki post Aur treads Ko acche tarike se padenge aur usko sikhenge To Hamen is Forum per bahut kamyabi Hasil kar sakte hain. Balke Hamen Forex forum per acchi quality working Karke kam karna chahie Taki Hamare weekly bonus Achcha Aaye aur ham trading ke bare mein Achcha knowledge Hasil Karke Apne Dam account ke upar practice Karke apne aap ko ek Achcha profit bhi De Sakenge.
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

        ji bilkul theek ka Forex trading mein Hamen apni mein mistake Ko dhurana nahin chahie balki apni mistake se learn karna chahie Jo log apni mistake: karke Forex trading mein kam karte hain vahi log acchi earning bhi kar sakte hain aur Ka main out parade abhi Ban sakte hain Forex all word mein best business epic snehame hardworking ke sath kam karna chahie tabhi Ham achcha fayda hasal kar sakte hain aur kamyab trader Ban sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

          G ha daers forex main galti ho jati hain is liya hamay perishan ni hona chahiya balkay is ko theak karni chahiya is liya hum nay jab be trading karni hain pahlay hamay is ki planning karni chahiya pher hamay trading karnin chahiya is liya hum demo account per be practice karni chahiya ku kay ya aik teacher ki traha hain jo hamay har tarha ki guidance dayta hain jab hum trainho jai to hum real main trading kar kay apni galtiyo ko theak kar saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

            Han g. Forex ki mistakes ko kbi repeat ni karna chahe. Jo trader mistakes ko ignore kar deta hai wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni hota. Forex ma hamy apni galtyo ko note down karna chahe or hamesa un sy bachny k lae trade sy pehle unko revise lazmi karna chahe.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

              Dear friend Pakistan Forex Mein Galti HO se nahin ghabrana chahie Bal ke Unse subakasalu karna chahie Taki Agali dafa vah galtiyan Na Ho galtiyo se bhi aapke experience mein bahut jyada fayda hota hai isliye kabhi bhi ine Se mayus Na Hona disaat Na Ho bol ke unko Apna experience banane ki koshish karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

                agar aap forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to aapko apni mistake ko improve karna honga aur ek he mistakes ko bar bar repeat nahin karna hoga. Iska behtarin solution yei hai keh sabse pahle apni galti ko jaanen. apni galti jaan lene ke bad is galti ko dobara forum per aur trading mein repeat na Karen Balkeh usko improve karne ki koshish karen Takah aap ek successful trader Ban saken.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein jab ik ghalti Kar lein to dobara wo ghalti nahin karni chahiye

                  Ji aap bilkul theek Kahate Hain agar aap Forex trading karte hue Koi Ek Galti karte hain to aapko chahie ki aisi Galti Dobara na Karen Kyunki Ek Achcha trader Vahi hota hai jo Apne galtiyo Ko sudharta Hai Aur koshish karta hai ki vah aainda trade karte waqt apni galtiyo Se Dur Rahe aur dobara Koi Aisi Galti na Karen Jiski vajah Se Usko pahle loss Hua Hai Hamesha trade karte waqt Hamen Har Samajh Ke Sath trade karne chahie aur koi bhi Aisi Galti Nahin Karni chahie Jo Hamare Los ka Sabab ho. ek Acha trader wahi hota hai jo galtiyan Bar Bar nahin karta aur apni galtiyan se seekhta hai aur an galtiyan ko dubara karne se ruk jata hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X