Ghar main aisa hota hy keh jab children Forex market ki movement ko Computer par ya laptop par ya mobile par dekhtay hain to woh excited ho jatey hain aur koshish kartey hain keh woh bhi koi kam karain. Is tarah aap ko loss bhi ho sakta hy. Children ko jab aap trading kar rahay hon to zara door hi rakha karain. Kaheen aap key children bhi to aisa nahi kartey?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим