What is Difference between Scalping and Hedging?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Assalam-o-alaikum dear ye 2 chezen hy
    scalping: jb ap koi trade kartey hy and thorda profit ly kr side ho jatye hy i meanapni trade ko close kar dety hy tu wo scalping kehlati hy.
    Heding: jb ap koi trade kartey hy or ap ki trade -ve ho jai tu ap apni trade ke against trade lagatey hy tu osey hedginhg kehty hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Scalping trading karny ka tariqa hota hay keh hum kis trha ki trading karty hay scalping bohat he achi trading hay esmain humay loss ka kam say kam risk hota hay aur market say jald he exit kar jaty hay.
      • #348 Collapse

        Assalamao alaykum my dear janab foex scleping aor haging me bhot farak hay mary khyil me scleping me reading achi hoti hay aor profit bhot kam milta hay aor haging me rading bhot mushkel me hoti hay
        • #349 Collapse

          Scalping me hame bahut hi kam time me trade ko close kardete he lekin hedging me ham ek pair pe buy or sell dono karte he use hedging kehete he.
          • #350 Collapse

            yeh dono aik tarah say techniques he hain is mai app ko loss ho raha ho tu app ko ager clear signal mil jae k market appp k against he janay wali hai tu app hedge kar k apnaaccount bacha sakty hain or scalping kam tymmai high risk lay k zada earn karna
               
            • #351 Collapse

              pata nhi yaar main tu yah per abhi nay hun muijhe in cheezu ka kcuh bhe ni pata ha is leye main tu is k baray mani nhi janat hun k kiya huet hain.,
              • #352 Collapse

                dear brother.........scalping aur hedging may kaafi ferk hai .......hedging say ap apnay ap ko pasa lety ho .......aur hedging ap ko puzzal kr deta hai ......jis kaafi loss b ho skta hai ......scalping ek kisam ka analysis hi hota hai.
                • #353 Collapse

                  my dear friend forex trading mein admi hedging aur scalping dono se hi faida utha sakta hae aur ye hedging ka mani ye hae aik ap aik currency jis mein trading kar rehae hein us ko at the same time buy aur sell karte hein aur market ki movement se faida uthate hein.
                  • #354 Collapse

                    Scalping and Hedging well , i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne kaha he mujhe us ke bare mein knowledge nahin he , tawbi mujhe is bare mein pataw nahin he , well it is so helful for new comers thanks :)
                    • #355 Collapse

                      scalping main trading kerne ka max time 5mint ke hote hai scalping main small profit hote hai aur ye trade ache hote hai.is main ziyada loss nahi hota aur na zayada profit hota hai.begineer ke liye scalping method best hai laiken bht ziada risky hay.
                      • #356 Collapse

                        yeh do techniques hai jin ka use aana app ko zaroori hai yeh mukhtalif moqoon per use hoti hain lekin done he risky hain app ko kafi mehnat ki zaroorat hoti hai is ko demo per skills hasil karnay ki zaroorat hai
                         
                        • #357 Collapse

                          .risky hone ki waja se km profit leya jata hai scalping seaur hedging mein ye difference hai jb hum sell ya buy lagate hain. aur loss ho jaey tu ose hedging khte hain. mera khyal say is ka koi fida nai hay 1 hi bat hay use karo ya na karo fida hi nai hay 1 cheez ka lakin agar ap use karna chty hain to kisi seniour member say puchy
                          • #358 Collapse

                            dear in dono main kaafi ziyada deffernce hay scalpinmg kuch pipes rakh kar ki jati hay us mai hamen jaldi profit ho jata hay lekin hedging mainm ham aik hi currency ko buy ya sell karte hain to usay hedging bolte hain.
                            • #359 Collapse

                              hedging aur scalping duno aek hi tarha hoti hay un mein koi bhi fark nahin hay .kuch traders high investment kay sath big lots open karta hay aur un ki lot chand mint mein hi buhat hi good profit mein chali jati hay tuo wo us ko foran hi close kar letay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                hedging mein ap ko do oppsite trade open karna parti hai ek he point se buy or sell trade dalna parti hai lekin scalping mein ap ko lot bari rakh kr do se teen pips le kar apni trade close kar deni parti hai. hedge mein ap ko market k ek end per jane k bad us ko close karna parta hai jab k dusare taraf jane per dusari ko

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X