Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?
    Agar ham insta forex trading broker ky through forex market main trade ker rehy hoty hain tou kuch pairs aesy hain jin main contract expired hony per hamari trade automatically closed Ho jati hai aur jab contract renew hota hai tou hamari trade dobara reopen ho jati hai lekin aesa sirf kuch pairs main hi hota hai Jesy crude oil aur natural gas etc. Agar broker ka contract tamam pairs main hota hai tou tamam pairs main hamari trade close honi chahiay lekin tamam pairs main trade kerty huey aesa nehi hota sirf kuch pairs main hi aesa hota hai tou tamam members please clarify kerain ky aesa contract expiry ka effect sirf kuch pairs main hi kyun hota hai halanky forex market main trade tou tamam pairs main hi rehi hoti hai baqi pairs main contract expired kyun nehi hota?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

    Assalamu alaikum all Forex member forex market Mein Kuchh pairs Aise Hote Hain Ki Jo expire Ho Jaate Hain isliye Jo prokar trade Lagate Hain unhen Pata hota hai ki kaun se Pare expire Ho chuke hain Agar sirf Humne unhi pairs mat rate Lagai hai to hamare Sare per expire ho gaye hain to use time Hamari trade band ho jayegi Jaise hi Hamare Pyar Se reopen Honge To Hamen trade ko bhi reopen karna padega sari pairs hi expire Nahin Hote Sab per SMS se Kuchh Aise Hain Jo jaldi expire Ho Jaate Hain UN pears Mein crude oil aur aur natural gas Hai jismein pair expire Ho Jaate Hain aur Hamari trade close Ho Jaati Hai isliye Hamen chahie ke usko bhi Dekhne Mein Se Kam Nahin Aise ko sirf Karen Jinke expire hone ke chances kam hun Kyunki Jab Hamare pair expire Ho Jaate Hain To Hamara profit bhi ruk jata hai aur pair close ho Jaate Hain yah pair ki close Hona Bhi Ek automatically baat hai isase Hamen close nahin karna padta yah automatically close ho Jaate Hain Hamen apni trade mein jyada per usko select karna chahie Taki Agar Kuchh pair close ho jaaye To Kuchh fair working mein hun aur jo pyar working Mein hote hain vah Hamen profit dekhte hain isliye Hamen Forex ko samajhne Mein Apne senior ki guideline Jarur leni chahie Agar Ham Apne senior se guideline dekar kam Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda hai Forex trading Mein Hamen market ko samajhna bahut jaruri hai isliye Hamen chahie ki Ham Dam account ke practice ko Jarur Karen Taki Hamen real account per Kam Karne Ka Tarika a Jaaye aur Hamari e trading profit Mein Hi Jaaye loss ke chances bhi khatm ho jaaye
    • #3 Collapse

      Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

      Forex market main kuch pairs kaaa contract jab khatam hotaa hai to humaaari trades automatically close ho jaati hain isliye humen is baat kaaa khaaas khyaal rakhna chaahiye k kab contract start huaa hai or kab khtam hogaaa q k jab tak humen is k khatam honay kaaa pta nai hogaa tab tak naaa hi hum safely kaaam kar saktay hain or naaa hi is main kaaam kar k loss se yaa account wash se khud ko bachaa saktay hsin q k koi ptaaa nai hotaaa k kab humaaari trade loss main ho or contract khtam ho jaaaey isliye humen bhot hi soch samajh kar or news vageraa ko check kartay rehnaaa chaahiye taakay hum nuqsaan se bach kar trading kar saken or kaamyaab bhi ho saken or ueh contract crude oil kaaa bhi hota hai or us kaaa bhi contract taqreeban month k baaad expire ho jaaata hai lekin humen is baaat kaaa dehaaan rakhnaa chaahiye k kab start huaa hai or kis time expire ho rahaaaa hai is se humen faaida bhi hogaa or hum loss se yaaa kayi dafaaa account wash se bhi bach saken gy or humen market main kabhi bhi news ko ignore nahi karna chaahiye warnaa hum is main kaaamyaaaab nahi ho saktay or naa hi earning main izaafa kar saktay hain.
      Last edited by ; 01-08-2020, 10:28 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

        G haan forex markeet main contract kuch pair per he hota hai kyun kay jab bhi contrct khatm hota hai apki tamam trade khud ba khud close ho jaati haai jis ki wajha say bahot dafa mujhy nuqsan bhi howa mager ye pehly hota thaaa magr ab aysa nahi jin pair per contract expair hota hai wo kuch kay liye trade close ho jaati haai or kuch time kay baad apki trade wahan say he open hoo jati haai jahan tak mujhy pata hai forex market main croud oil he wo wahid pair haai jis per contract expeair ho jata hai dear friends apko chiye kay jab bhi trade lagany lagyn to ap kay minde contract expair date lazmi honi chiye taanky apko maloom hoo saky kay ap kab tab new contract lagna haai forex market main is kay ilwaa bhi kaafi pair hoon gye jinka contrct change hota hoga so friends apko chiye kay mehnat achi karyn or safe hoo kar he trading ki jiye to kaafi behtr hai kabhi kabhar aysa hoota haai kay humrye account ko bhi kaafi nuqsan othna perta hai so friends account ka wash hony say behtr haai kay safe hoo kar he trading karyn
        • #5 Collapse

          Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

          Crude oil monthly contract hota hai jo expired ho jata hai
          Forex trading members crude oil monthly basis for contract mein trade hota hai aur jab 1 month complete ho jata hai auto pay aapki trade close kar di jaati hai broker ki taraf se because contract per price different hoti hai new friend contract per current price ke accordingly price set hoti hai jiski vajah se market weekend py gap ma open hoti hai.
          Trading market mein sentimental fundamental technical and basic knowledge aap ko pata hona chahie related currency pairs instruments for trading kab karoge jab aapko on ke bare mein complete knowledge mil jaaye aur aap kisi confusion mein na raho trading ke liye aur ham members ko trading market mein struggle karte hue market ki ki ki samajh rakhni hai tab aapko trading ki ki grift milati hai. Technical fundamental analysis ke sath crude oil ko analyse karo aap ko maloom hona chahie crude oil daily 2 to 3 dollar karta hai.
          Trading dangerous international business hai jis mein management ke saath saath aapke pass s basic knowledge aur different traditional knowledge bhi maloom hona chahie different countries ki economy score manipulate karna data understand karna important hai hai agar aap analysis karna market ke bare mein indicators and oscillators ko use karna nahin jante aapko trading nahin karni chahie. Trading market mein technical tools ko use kr jy behtr proift lia ja skta hai agr ham daily 5 to 10 dollar earning kr len to ham behtr trader bn skty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
            Agar ham insta forex trading broker ky through forex market main trade ker rehy hoty hain tou kuch pairs aesy hain jin main contract expired hony per hamari trade automatically closed Ho jati hai aur jab contract renew hota hai tou hamari trade dobara reopen ho jati hai lekin aesa sirf kuch pairs main hi hota hai Jesy crude oil aur natural gas etc. Agar broker ka contract tamam pairs main hota hai tou tamam pairs main hamari trade close honi chahiay lekin tamam pairs main trade kerty huey aesa nehi hota sirf kuch pairs main hi aesa hota hai tou tamam members please clarify kerain ky aesa contract expiry ka effect sirf kuch pairs main hi kyun hota hai halanky forex market main trade tou tamam pairs main hi rehi hoti hai baqi pairs main contract expired kyun nehi hota?
            Yes dear aap ki information bilkul valid hai main aapki baat se bilkul Ittefaq karta hun Agar ham crude oil aur natural gas per trading kar rahe hain To Ham Ko is baat ka bhi khayal rakhna chahie ke iska contract kab khatam ho raha hai Kyunki Jab Inka contract khatam ho jata hai to Hamari trades automatically close Ho Jaati Hai Aur Uske bad Jaise hi contract Renu hota hai to Hamari trade automatically use point per reopen Ho Jaati Hai Aur ismein Kafi gap bhi ah sakta hai.

            Is Hawale se main crude oil per Kuchh Apne analysis aapke sath Hare karna chahta hun Kyunki Maine crudeoil per Kuchh Din trading Ki Hai jisse Mujhko yah information pata hai ki crude oil ka contract 21 yah 22 date ko expire hota hai aur agar aap further iski exact date check karna Chahe to aapko is related information mil sakti hain jisse aap ko pata chal sakta hai ki crude oil aur Natural Gas ka contract kon si date Tak khatm Hota Hai Jis date to contract khatm Hona hota hai aapko chahie ke usse pahle pahle aap apni trade ko close kar len taka Uske bad market gap ki vajah se aapko Koi nuksan Na Ho Jaaye.

            Jis Tarah Friday last session mein bahut Sare member trading se avoid karte hain Kyunki Uske bad market Mein Kafi gap ho sakta hai isliye aapko contract expiry ka bhi bahut Khyal Rakhna chahie Kyunki Jab new contract start hota hai to usmein bhi aapko nuksan ke chances ho sakte hain isliye is baat ka khas khayal rakhna chahie ki Jis commodity per aap kam kar rahe hain usmein contract expiry ki koi condition To Nahin Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

              G han dear es mai un ka he contract khtam ho jata hai jin ki price due hoti hai jis kay bad us mai ye masla ban jata hai tu es ka effect har aik pair mai nhi hota hai jis pair ka contract expire ho jata hao us kaliye hota hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kam kartye hain tu apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam better ho jata hai aur ap es mai kamyabi mil jatye hain tu ap ka kam hai kay ap usi pair mai kam karain jo kay regular hai aur jin kaliye contract ka masla nhi hota hai un mai sub say mashoor hai gold jis kay barye mai har kisi ko pta hai tu ap gold pair mai acha kam kar laitye hain tu ap ka kam hai kay ap gold mai kam karain aur ap es mai acha kam kar saktye hain ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tuap ka kam hai kay ap zayda acha kam jar saktye hain gold mai ap ka kam kafi acha ho jata hai gold kay sath sath ap ka kam hai kay ap oil pay bhi kafi acha kam kar saktye hain ager ap es mai acha kam kartye hain ap mahnet kay sath kam kartye hain tu ap gold pay bhi acha kam kar saktye hain jub kay oil mai kam karna atna mushkil kam nhi hai ap mahnet aur lagan kay sath acha kam jartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet kay sath acha kam ho jata hai tu ap mahnet kay sath he acha kam ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnet aur lagan kay sath ager ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap kay kam mai kafi bhatri a jatye hain jis kay bad ap ed mai kamyab ho jatye hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

                Ji han bilkul dear brother aapane bahut acchi baat ki hai Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen proper Iske bare mein knowledge Hasil Karke kahan karna chahie aur ismein learning Karke kam karna chahie Agar Ham ismein kamyabi Hasil karna chahte hain to uske liye hamare pass proper knowledge or experience Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai tab hi Ham ismein Achcha profit bhi earn kar sakte hain aur ismein ham kamyabi bhi Hasil kar sakte hain.

                Ji han bilkul dear aapane Sahi kaha hai Ham dekhte hain ki forex market Mein Ham Jab ine stop Forex broker per kam kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh commodities Aisi hoti hain ki Jin per aap trade karte hain aur 1 month ke bad use trade ka contract expire ho jata hai aur aur Jab Bhi commodity ka contract expire hoga to broker ki taraf se aapki running trades close kar di jaayengi Chahe vah trade aapki loss mein ho ya FIR vah trade aapki profit mein ho broker ki taraf se vah aapki Tamam trades close Kadi jaayengi aur Jaise hi new contract open hoga uski new price se aapki new trades open ho jayegi sem lot se aur Agar aapki trades Jyada was main Thi To usmein Aap Ko Agar marjane kam ho gaya hai to aapki trades open Nahin hongi.

                Dear Forex Mein trading karte waqt aapko is main commodities trading karte waqt bahut Soch Samajh Kar aur unke contract over date ko mind mein rakh kar kam karna hota hai agar aap contract over date par koi bhi trade Lagate Hain to vah trade aapki loss mein agar close Ho Jaati Hai To bonus account per aapko Vas recover karna padh sakta hai isliye aapko bahut hi Soch samajhkar trade open Karni chahie Jaisa ke Ham dekhte hain ki Forex Mein trading karte waqt Jo commodity crude IL Hai Uska contract over ho jata hai aur one month ke bad uska contract over hone mein jo time hota hai use Waqt Jo traits running hoti hain Tamam trades close Kahate Jaati Hain broker ki taraf se a to aapko crude oil per kam karte waqt is Baat Ko mind Mein Rakhna hoga ho sakta hai ki aapki trade use Waqt loss mein ho to aapko vah loss recover karna padh sakta hai ISI Tarah natural gas Mein kam karte waqt aapko yah Baat mind Mein rakhkar kam karna Hota Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

                  Dear friend contract darasal Hamara lot ka size Hota Hai Jab contract khatm hota hai to vah ki trade close ho jata hai automatically aur yah Kuchh Pyar Mein Hota Hai software mein nahin Hota iske liye aapko knowledge or experience ki jarurat hoti hai aur apne trade Mein Soch Samajh Kar Apna lot size Rakhna Hota Hai Jab contract Dobara hota hai to Aapka trade Dobara open ho jata hai aur Is Tarah aapki trading continue Ho Jaati Hai isliye aapko chahie ke daily basis per mehnat karte hue apni trading ko kam job Banaye Taki aap acchi karne karne ke Kajal Ban sake.

                  Jo log trading may experience rakhte Hain vah is Baat ko jante Hain isliye aapko bhi chahie ki daily basis per mehnat karte hue Jyada Se Jyada knowledge aur learning pr focus Karen Taki aap apne trade Mein kam Shahbaz Saken.

                  Dear members Hamesha aapko money management ke sath hi apni trading co Jari Rakhna chahie Jo log trading Mein analysis aur Tamam points ko Salon karte hue apni training karte hain Vahi log Kamyab hote hain aur acchi trading karte hain isliye Hamesha Sadar ke sath kam Karen mehnat Karen Takiya Kachi earning karne Ke kaabil Ban sake.
                  🌼 Never Give Up 🌼
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

                    Assalamu alaikum mere Bhai aapane bahut hi achcha question Kiya hai Jahan Tak mujhe andaza hai tu kuchh pairs men long time ke liye contract chalta hai aur poochh pears mein main shot time ke liye contract chalta hai hai hamen kisi bhi commodity ya currency pair ko dekhte hue faisla karna padta hai aur ham apne broker ki website se bhi dekh sakte hain ki yah contract kitne time tak chal sakta hai
                    Long and short term period:
                    Han magar Gold per working kar rahe hain ya crew dial per working kar rahe hain to hamen pahle hi apni broker ki website per dekh lena chahie ki hamara contract kitne time tak chalega jitna time tak contract chal raha hota hai hamen usi ke mutabik trading karni hoti hai kyunki hamen contract ka pata hona chahie Jab hamen contract ka pata hoga to tabhi hamari trading theek hogi aur agar Ham contract ke mutabik Kam nahin karenge to hamari trading theek nahin ho sake gi isliye hamen contract ke mutabik kam karna chahie kyunki Jab ham contract ke a ko theek tarike se a analyse karenge to tab hamari working board hogi crude oil main contract jarur dekhna chahie kyunki is mein bag Jab a jata hai hai isliye isko jarur dekhna chahie taake hamari trading behtar ho sake aur ham apni trading se board profit Le sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                      Agar ham insta forex trading broker ky through forex market main trade ker rehy hoty hain tou kuch pairs aesy hain jin main contract expired hony per hamari trade automatically closed Ho jati hai aur jab contract renew hota hai tou hamari trade dobara reopen ho jati hai lekin aesa sirf kuch pairs main hi hota hai Jesy crude oil aur natural gas etc. Agar broker ka contract tamam pairs main hota hai tou tamam pairs main hamari trade close honi chahiay lekin tamam pairs main trade kerty huey aesa nehi hota sirf kuch pairs main hi aesa hota hai tou tamam members please clarify kerain ky aesa contract expiry ka effect sirf kuch pairs main hi kyun hota hai halanky forex market main trade tou tamam pairs main hi rehi hoti hai baqi pairs main contract expired kyun nehi hota?
                      Ji aapki baat bilkul theek hai Kuchh Nahin balki Aksar brokers mein aisa hota hai ki Jab Ham Kisi bhi commodities pair ke upar trade lete hain jaise ke Crude oil ,Silver ,Gold ,natural gas ,Platinum to inke Upar Jab contract end hota hai to Hamari trade ko automatically close kar diya jata hai aur uske dobra humre trade open automatic Nahin Hoti Hamen manually karna padta hai Is Tarah Hamen Aksar kaffee Bade loss ka Samna karna padta hai Kyunki Hamari trade loss ke andar Run kar rahi hoti hai aur jab contract End Hota Hai Tu Is Tarah Hamari trade automatically close Ho Jaati Hai jisse Hamen sad feel hota hai Hamen chahie ki Ham commodities ke upar Agar trade karna chahte hain to Kisi Aise broker ke andar in commodities pairs Mein Ham trade Karen Jinka contract end Na Hota Ho Agar end Hota bhi ho to trade automatically close Na Hoti Ho Koi Achcha process Ho .Hamen contract End wale broker ke andar kabhi bhi commodities pair ke upar long term trade Nahin Karni chahie Agar Ham Aisa Karte Hain To Hamen Ek bade loss Ka Samna karna pad sakta hai crude oil ke upar Ek se 2 broker Aise Hain Jo contract End Nahin Karte Jin ke upar Ham long term trade kar sakte hain Uske alava Baki Jo Bhi broker Hain jaisa k FBS ,instaforex ,OcataFX in Mein crude oil Ke Upar contract End Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamari trade automatically closs hoti hai Chahe vah loss mein ho ya profit mein ho agar Ham automatic trade close hone ki problem Se Bachana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham jis broker ke upar commodities Mein trade karna chahte hain to pahle ose broker ki support se poochh le ki kya Ham ais broker Mein commodities pair ke upar long term trade kar sakte hain ya pher Hamen contract End ka Samna karna padta hai agar vah broker Ijazat Deta Hai To fir Ham kar sakte hain otherwise Hamen currencies pair ke upar trade Karen hoge Kyunki currencies pair ke upar contract wala bilkul bhi Chakkar Nahin Hota aur Inka contract Kabhi end nahi hota hai inke Upar Ham 4 sal ,10 Sal ya 15,15 year tak apni trades ko Run kara sakte hain chahie wo loss mein ho ya profit mein .
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

                        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Jahan Tak Mujhe Dada Hai To Kuchh pears Mein long time ke liye contract chalta hai aur poochh pears Mein showtime ke liye contract chalta hai Hamen Kisi bhi comedy ya currency pairs ko Dekhte Hue Faisla karna padta hai aur ham Apne broker ki website se bhi dekh sakte hain ki yah contract kitne time tak chal sakta hai long and short trumpet Road Ham Magar Gold per working kar rahe hain ya grovedale papa working kar rahe hain To Hamen pahle hi apni broker ki website per dekh lena chahie ke Hamare contract kitne time tak challenge itna time tak contract chal raha Hota Hai Hamen Usi ke mutabik trading Karni Hoti Hai Kyunki Hamen contract Ka Pata Hona chahie Jab Hamen counteract Ka Pata Hoga tabhi Hamari trading theek Hogi aur Agar Ham contract ke mutabik Kam Nahin Karenge To Hamen trading theek Nahin ho sake gi isliye Hamen contract ke mutabik kam karna chahie Kyunki Jab Ham contract ke mutabik kam theek tarike se Karenge to Anil Si se Karenge to kam hi Hamari working board Hogi karod Royal Mein contract Jarur dekhna chahie Kyunki ismein bag Jab a Jata Hai To isliye Krodh koi call Azmi dekhna chahie Kyunki Jab Ham isko Dekhenge tab hi Hamari trading beta Hogi aur ham acche se kam kar Sakenge aur Kamyab Hona Sakenge isliye aap Jyada Jyada mehnat kar acche se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake aur Achcha bonus Hasil kar sake aur is Mein Vahi Banda Kamyab hota hai jo acche se minut karta hai aur apne kam ko serious leta hai aur Soch Samajh Kar kam Karta Hai Vahi ismein Kamyab ho jata hai isliye Mere Bhai Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat kar acche se kam Karen Taki Ham Kamyab ho sake
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia contract expired sirf kuch pairs main hi hota hai?

                          Assalamu alaikum all forex member foreign exchange marketplace Mein Kuchh pairs Aise Hote Hain Ki Jo expire Ho Jaate Hain isliye Jo prokar trade Lagate Hain unhen Pata hota hai ki kaun se Pare expire Ho chuke hain Agar sirf Humne unhi pairs mat charge Lagai hai to hamare Sare according to expire ho gaye hain to apply time Hamari trade band ho jayegi Jaise hi Hamare Pyar Se reopen Honge To Hamen change ko bhi reopen karna padega sari pairs hi expire Nahin Hote Sab consistent with SMS se Kuchh Aise Hain Jo jaldi expire Ho Jaate Hain UN pears Mein crude oil aur aur herbal gasoline Hai jismein pair expire Ho Jaate Hain aur Hamari exchange near Ho Jaati Hai isliye Hamen chahie ke usko bhi Dekhne Mein Se Kam Nahin Aise ko sirf Karen Jinke expire hone ke possibilities kam hun Kyunki Jab Hamare pair expire Ho Jaate Hain To Hamara earnings bhi ruk jata hai aur pair near ho Jaate Hain yah pair ki close Hona Bhi Ek robotically baat hai isase Hamen close nahin karna padta yah mechanically near ho Jaate Hain Hamen apni alternate mein jyada according to usko pick karna chahie Taki Agar Kuchh pair close ho jaaye To Kuchh honest running mein hun aur jo pyar operating Mein hote hain vah Hamen income dekhte hain isliye Hamen forex ko samajhne Mein Apne senior ki guiding principle Jarur leni chahie Agar Ham Apne senior se guideline dekar kam Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda hai forex trading Mein Hamen marketplace ko samajhna bahut jaruri hai isliye Hamen chahie ki Ham Dam account ke practice ko Jarur Karen Taki Hamen actual account in step with Kam Karne Ka Tarika a Jaaye aur Hamari e trading earnings Mein hello Jaaye loss ke chances bhi khatm ho jaaye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X