Maximum traders yeh kartey hain keh jab un ko aik bar profit ho jata hy to woh arrogant ya over-confidence ho jatey hain aur careless ho kar trading start kar detay hain jis ki waja sey un ko buhat ziada loss ho jata hy. Is leye pehlay planning karna buhat zaroori hy takeh aik special target par puhanch kar hi lots close ki jayen. Aap ki kia opinion hy is baray main?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим