Dont be arrogant or over-confident
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex business mai zaroori hai kay aap arrogant mat bno q kay forex mai agr aap arrogant bnogay to is sai aap ko koi faiad nhi hoga is kay ilawa bhi forex mai aap overconfident bhi mat bno.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      definitely brother trader ko over confident ho kar trade hargiz nahi karni chahiye, because forex aik risky platform he agar ap overconfidence me trade karte ho to ap ko highest loss bhi ho sakhta he, is leye always trade planing ke sath karni chahiye...
      • #18 Collapse

        g han confidence hona bahot achi baat hai lekin overconfidence hona sahi nahi hai and kisi ko bhi kabhi bhi overconfidence nahi hona chahiye isi trha aap main patience hona chahiye and aap ko kisi bhi trha arrogant nahi hona chahiye.
        • #19 Collapse

          well ji haan janab agar hum jo lose karty hai and jo mistake karty hai ar hum un se sikhney lagey toh hum jald hi forex business ko samjney laagey gey and hum jald hi hum is main kamyab hongey isliye main kahunga k lose se sikhna chayeh..
          • #20 Collapse

            ji this thread is true and kuch trader is hawas me trap ho jaty hai but wo next working bhi isi base py karty hai and wo careless hony ki waja sy loss achieve krty hai so un ko asa nahi krna chye bal k respected working sy apni earning karni chaye na k over confidence sy,....
            • #21 Collapse

              dear forex mai overconfident hone se loss he hota hy ap ko chahiye k daikh aur smjh k kam karo aur apni life ko set karo forex aik acha business hy jo ap ko boht kch hasil karne mai madad deta hy so ap mehant karo aur acha kam karo...
              • #22 Collapse

                Re: Dont be arrogant or over-confident

                Ji forex ma trading krta waqat humma over confidence nahi hona chahiye humma ya pata hona chahiye ka forex aik risky business ha aur jo marzi hogai is ma risk to hota he ha is liye humasha humma zyada se zyada knowledge gain krna chahiye taka hum acha profit hasil kr sakta q ka aghr humma market ka bara ma pata ho ga to humma zyada profit milla ga is liye apko trading ma patience experience aur knowledge ki bohat zyada zarorat hoti ha
                • #23 Collapse

                  Re: Dont be arrogant or over-confident

                  There are some poor effects of overconfidence due to which we ought to go through losses in foreign exchange buying and selling commercial enterprise. Overconfidence invites greediness or you can say that greediness invitations overconfidence. self belief is ideal and crucial for doing foreign exchange commercial enterprise, but while the trader gets overconfident or greedy he takes unwise, illogical and hasty choices.
                  • #24 Collapse

                    Re: Dont be arrogant or over-confident

                    Assalamu alaikum ji han aapane bilkul theek baat kahi hai main aapki baat se agree karta hun Paras mein kam karte hue jab Ham mein achcha khasa profit hustle hone lagta hai to Ham aur confidence ho jaate Hain aur apne kam ke bare mein jab tavajjo nahin dete jisse main bahut jyada nuksan uthana padta hai forex mein kamyabi hasil karni hai to hamen chahie kya main uske sath kam Karen aur jyada se jyada time ke sath kam Karen aur hamen overconfidence hone ki jarurat nahin hai aur confidence hone se hamen bahut jyada nuksan ho jata hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Dont be arrogant or over-confident

                      Hamen Forex form mein urgently or overconfidence ke sath Kam Nahin Karna chahie Kyunki Agar Ham jaldbazi ke sath kam Karenge To Kabhi Forex form Mein Ham successful Nahin ho sakte jaldbaji se Hamesha nuksan hota hai Hamen jaldbazi se avoid karna chahie aur overconfidence se bilkul Kam Nahin Karna chahie conference Hona acchi baat hoti hai lekin overconfidence Hamesha lost deta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Dont be arrogant or over-confident

                        Assalamu alaikum my dear Forex friends ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Kam acche tarike se kar rahe Honge sometimes Ham overconfidence Ho Jaate Hain Jiski vajah se Ham Lash ka Samna karna padta hai overconfidence Ham kab Hote Hain overconfidence Ham use Waqt Hote Hain Jab Ham Jyada profit hasal kar Chuke hote hain aur ham Khud Ko samajhte Hain Ki Ham sabse Bade trader hain aur Hamare training Karne Ka Tarika sabse alag hai aur ham loss kar hi Nahin Sakte Hamen yah pata nahin Hota ki loss profit Ek business Ka hissa Hota Hai Ham bahut jyada lalach Mein a Jaate Hain isase Ham loss karte hain is and overconfidence Mein a Jaate Hain Ki Ham Jo trade open kar rahe hain ya completely Ham Hain Pata Hai Ke profit Mein hi jayegi Yahi overconfidence Sansar Hamare liye last ka Sabha Ban sakta hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X