All new comers are advised to dont trade a lot.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g haan slow and steady wins the race ka concept agr ap ly kr chahlian gay tu mazil asaan ho jaaaye ge. ..agr ap jald is main earn krna chahin gay tu apko forex trading main nuqsaaan ho ga. . .is liye properly seekh kr practice k baad forex main enter hona chahiye. . . . .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      nahi jaanb asi koi baat nahi hain is mian agar ap is month jo bonus earn karty hain and ap us ko trading kar k lose kar dety hain then ap nect moanth ka wait karty hain us k liye bonus earn karty hain wo apko recover nahi karna parhega janab ..
      • #18 Collapse

        Is bat men koi shak naheen kay forex ek online business place hai jahan hum online trading kartay hen aur forex trading men jitne b new comers hen unhen yahee mashwara he ke wo zeyada trade na kren
         
        • #19 Collapse

          forex trading mai bhot say loag big lot size ki waja say loss ka samna kar jate ha per humay hamesha say he apne capital per depend reh kar trading karni hoti hai us say ziayda hum trading nhe kar sakte hai trade lot ko humay kam say kam he lgana chaiye is say humara capital b save rehta hai and mazeed loss say bach sakte hai
          • #20 Collapse

            advice for new trader...please don't trade with high risk,. forex trading is very dangerous and most risky business. you can lose all capital just in one day because of forex business. you should apply good money management to control your risk. forex can gives sadness for you
            • #21 Collapse

              balkul g kai asisy badny hai jo just forex ki earning daikh kar in to ho jaty hai per un ko forex ka risk ka kuch pta nahe hota . is lai un k lai lazmi hai k pahly forex main zyda trade na lagain balky sakoon se trade karian
              • #22 Collapse

                Over trading or greedy trading say hmesha trader ko loss hota hai or sometime jb trader ko trading mai loss hota hai to trader angry ho jata hai or market say fight krta hai.jb k esa bilkul nhi krna chahiye.Agr loss ho jaye to trading ko leave nhi blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #23 Collapse

                  gee haan bhai forex trading mein new comers ko phle planing banana he ur apne trading mein experience se kam krna he aur trader ko mhnt krne hote he keh woh apne trading mein bhtre ke lie kam kre aur ache trading ke lie aik ache strategy bna lia kre
                  • #24 Collapse

                    bhai abhi mujhe maloom nahin k new trader ko kitni trading karni chahiye aur kitni lot lagani chahiye main abhi forex forum main naya hon aur main trading k mutaliq ilam hsil kar raha hon jab main trading karun ga tab main ap ko kuch na kuch ap ko is k bary main bta sakun ga.
                    • #25 Collapse

                      mare dost forex trading aik acha busines hai iss kaam main bohat sa profit hai jo forex trading main nay log aaty hain wo zeada profit dakh kar lalach main aajaty hain unko lalach nahi karni chahye ..
                       
                      • #26 Collapse

                        jee haan aap ny thik kaha HY JO LOG ISS KAAM MAIN NEW HAIN OR ZEADA PAISA KMANA CHAHTY HAIN or ye aik achi baat bhi hai but un tradars ko chahye ky choti lot sy kaam kro jo aapky control main rahy
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          g han forex trading mien jitne bhi new tarders hian unko chahiye ke wo is mien proepr money management us ekaren aur is mien kabhi bhi big lot mat use karen warna apko bohat big loss hoga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X