Web Terminal and MT4

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Web Terminal and MT4
    Will you please tell me what is difference between Web Terminal and Meta Trader4 and how to use them. What is Mobile Terminals and why these terminals are invented? what are the benefits of these different type of terminals?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    web terminal mai app apna profit withdarw kar sakty hain or deposit bhi wahien say ho ga lekin mt4 mai app ko trade k liye market say connection ho ga or app trade laga sakty hain
     
    • #3 Collapse

      Well there's no much difference between these two terminal but the client based terminal is easy to use and work or low internet connection as well. Charts are clear in client based terminal and order placement is also easy.
      • #4 Collapse

        Web terminal Aap instaforex ki Website par bhi use kar Saktay hain but wo buhat Slow Kaam Karta hai MT4 platform zyada tez hai... mobile terminal istemaal karnay K liye Aap Ko meta trader k saray Tools say fimiliar hona zaroori hai Coz mobile Version main kuch option Kam hotay hain magar Smart phones main Ap MT4 platform instal kar Saktay hain...is Sab terminals ko bananaay Ka maqsad trading ko Asaan tarah Say Sar Anjaam Denaa thaa nothing Else.
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #5 Collapse

          bhai MT4 TRADER ko trading plateform daita ha iss kay zarihay hi online trading pc aur laptop kay zarihay ki ja sakti ha iss web terminal se insta ki site se diffirent qisam ki facility lay saktay hain aur mobile terminal kay zarihay apnay mobile se app online trading kar saktay hain ye sab traders ki sahulaat kay liya banay gay hain
          • #6 Collapse

            Meta trader 4 is a platform for practice with a demo account. But when you want to trade with a real account for deposit and withdraw you need to enter web terminal. That's all.
            • #7 Collapse

              mt4 mai app ko trade karni hoti hain jiss mai app ki live trade hoti hai jab app ka web terminal mai app deposit or withdraw k liye use karte hain in dono ka kaam zara mukhtalif hai
               
              • #8 Collapse

                bhai web terminal sit pe use kartay hain MT4 ko ap apany pc pe download karo gay and use karo gay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon
                • #9 Collapse

                  MT4 terminal ko humein download kar ke install karna parta hai aur web terminal online available hota hai. in dono main se zayada best mt4 terminal hi hai kyun ke iss pe kaam karna easy hai aur iss ki speed bhi bohat achi hoti hai. mt4 mobile bhi bohat acha hai aur mere android pe bohat acha chalta hai.
                  • #10 Collapse

                    web terminal aur mt4 dono he forex ko karnay k lye do mukhtalif plateform hai jiss k zarye hum apni trades laga saktay hain.web terminal me hum website khol k trade lagatay hain.
                    • #11 Collapse

                      janab metatrader 4 e hi hum trade kaga sakty hain ye sab brokers ka hota hain aur ye islye hota hain hum apna account login kar k trade laga paye agar ye na hota toh hum trade nahi laga patey easily ye hamre liye easy hain sab se
                      • #12 Collapse

                        Dear web terminal se better MT ka software hota hay us mein ap ko asani ziada hoti hay aur ap bari asani se trading ker sakty hain jab keh web terminal per ap ka account boht slow open hota hay
                        • #13 Collapse

                          Forex trading me meta trader 4 ek chart hota hai jis par market up down hoti hai or us par traders trading karty hai. or in dono me difference ye ha k hum mt4 par trading karty hai practice k liye or web terminal par trading karty hai or wo profit hum withdraw karwa sakty hai jab k demo account par hum profit nhi knowledge gain karty hai.
                          • #14 Collapse

                            Meta Trader 4 or Web Terminal aik hi cheez hai sirf meta trader 4 aik software hai jis me hum trading karty hain or web terminal website kay andar open hota hai jo kay broker ki website per ja kar hi trading ki facility deta hai. Mobile trading me bhi Meta Trader 4 hi use hota hai mobile pe trading karny kay liay ye sab aik hi cheez hain or har aik ka apna apna faida hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mt4 par ap conect hotay ho. yah software ap ko broker daitay hain trading karnay kay liyay. ap mt4 par login hotay hain aur demo acount par practice trading karty hain. demo kay baad real acount use karein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X