Assalam-0-Alikum dears forex member umeed karti hoon k sab khairyt say ho gy aj mera topic kamyabi pay hain kamyabi insan ko kaha say kaha lay jati hain agr ap chaty hain k kamyabi apka muqdar bany tu apko chiye k mehnat kary jab tak koi mehnat nai kar lyta wo insan kabi b kamyab nahi ho skta jo log kamyab hoty hain wo mehnat karty hain yah baat sach hain k mehnat kamyabi ki kujni hain or yah kunji hasil karny k liye humhy mehnat karni ho gai apko kamyabi us waqt mily gai jab ap mehnat or dil laga k kaam kary gy
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим