Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.
    Dear ap agar ais market mai koi trade lagaty hai aor aus ka target set karny k liay ap plan bana rahy hai to aus ko apny trading skill k hisab se set kary ais se ap ko ais market mai faida ho jata hai jo traders ais market mai apny trading skill ko acha kar lety hai wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ki kamyabi ap k skill k saht hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

    Nothing is impossible in this world agar aap Logon ke pass knowledge Aur Skill aur planning hai to aap log kabhi bhi fail Nahin ho sakte aap Logon Ko chahie Ki Soch Samajh Kar kam Karen acche knowledge aur acchi planning jo hai vah aap Logon ke trade Ka Aisa honi chahie agar aap log acchi second rakhte Hain To aap log kabhi bhi fail Nahin ho sakte isiliye aap Logon Ko Kaha Jata Hai Ke Din Raat mehnat Karen study Karen education ko improve Karen aur Jor trading ke andar forest trading ke andar Jo tools istemal hote hain for example indicators vah hote hain aur uske alava economy calendars aur economy calculator apps calculator benefit calculator ya last calculator on logon ko aap Logon Ko sikhana chahie ki aap Kis Tarah per calculation vagaira Karte Hain.Agar aap log is trading ko long-term Lena Chahte Hain To koi bhi chij aap Logon ke liye impossible nahin hai isliye aap Logon Ko chahie Ki Soch Samajh Kar kam Karen mehnat se Agar log aap log acchi mehnat Karte Hain To ISI mein aap logon ka fayda hai aur aap log Achcha kam kar sakte hain aur acchi chij Sikh sakte hain.
    ​Forex is the Best Business of the world!
    • #3 Collapse

      Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

      Assalam walekum ji bilkul theek kaha aapane kekya hamen Apna trading target apni trading skills ke mutabik rakhna chahie aisa bhi hota hai ki hamen learning nahin hoti achcha knowledge nahin Hota aur ham Target bahut High rakh lete hain aur FIR Ham usko acchi bhi nahin kar paate aisa nahin karna chahie balki apni skills ko improve karna chahie aur FIR hamen Apna target chief karna chahie Taki Ham apne trade ko kamyab bana sake aur hamen achcha profit
      • #4 Collapse

        Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
        Dear ap agar ais market mai koi trade lagaty hai aor aus ka target set karny k liay ap plan bana rahy hai to aus ko apny trading skill k hisab se set kary ais se ap ko ais market mai faida ho jata hai jo traders ais market mai apny trading skill ko acha kar lety hai wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ki kamyabi ap k skill k saht hai.
        Asalam o alaikum Dear forex member bilkul theek bat ki ha apny humein ager forex mein kmiyab hona ha to trade bahot soch samjh kar lagana hoga tabhi jar kar hum us se acha profit hasil kar sakein gy. Dear forex member jb ap trade lagany lagy to markeet ko achi tarh se analys kar len or har aik cheez ko acha tarh se analys karn ager ap yeh kar ky tarde lagyn gy to apky loss ky chance bahot kam ho jayn gy.
        • #5 Collapse

          Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

          Assalamu alaikum I hope you will be enjoying good health ji main aapki baat se bilkul Musafir Ho ji bilkul theek kaha aapane kekya hamen Apna trading target apni trading skills ke mutabik rakhna chahie aisa bhi hota hai ki hamen learning nahin hoti achcha knowledge nahin Hota aur ham Target bahut High rakh lete hain aur FIR Ham usko acchi bhi nahin kar paate aisa nahin karna chahie balki apni skills ko improve karna chahie aur FIR hamen Apna target chief karna chahie Taki Ham apne trade ko kamyab bana sake aur hamen achcha profit
          • #6 Collapse

            Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

            ap ke pas jitna zyda knowledge ho ga ap ko utna fida ho ga rakhte Hain To aap log kabhi bhi fail Nahin ho sakte isiliye aap Logon Ko Kaha Jata Hai Ke Din Raat mehnat Karen study Karen education ko improve Karen aur Jor trading ke andar forest trading ke andar Jo tools istemal hote hain for example indicators vah hote hain aur uske alava economy calendars aur economy calculator apps calculator benefit calculator ya last calculator on logon ko aap Logon Ko sikhana chahie ki aap Kis Tarah per calculation vagaira Karte Hain.Agar aap log is trading ko long-term Lena Chahte Hain To koi bhi chij aap Logon ke liye impossible nahin hai isliye aap Logon ko fida ho ga or ap ko success mile gi.
            • #7 Collapse

              Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
              Dear ap agar ais market mai koi trade lagaty hai aor aus ka target set karny k liay ap plan bana rahy hai to aus ko apny trading skill k hisab se set kary ais se ap ko ais market mai faida ho jata hai jo traders ais market mai apny trading skill ko acha kar lety hai wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ki kamyabi ap k skill k saht hai.
              Salam dear member apny bilkul sahi kaha hai humy apny daily k target ko apni trading skill sy hi use krna chahiye tbhi hi apko forex trading me kamiyabi ho skti hi , hamen forex man apna daily targets ko pori mehnat ker informative banana chaheye. Q k forex per informative post aur thread ka bonus acha deta ha. Knowledge hasil kerna k liye hamen apna seniers k post aur thread ko acha sa read and learn karen.
              • #8 Collapse

                Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Hooria315 پيغام ديکھيے
                Nothing is impossible in this world agar aap Logon ke pass knowledge Aur Skill aur planning hai to aap log kabhi bhi fail Nahin ho sakte aap Logon Ko chahie Ki Soch Samajh Kar kam Karen acche knowledge aur acchi planning jo hai vah aap Logon ke trade Ka Aisa honi chahie agar aap log acchi second rakhte Hain To aap log kabhi bhi fail Nahin ho sakte isiliye aap Logon Ko Kaha Jata Hai Ke Din Raat mehnat Karen study Karen education ko improve Karen aur Jor trading ke andar forest trading ke andar Jo tools istemal hote hain for example indicators vah hote hain aur uske alava economy calendars aur economy calculator apps calculator benefit calculator ya last calculator on logon ko aap Logon Ko sikhana chahie ki aap Kis Tarah per calculation vagaira Karte Hain.Agar aap log is trading ko long-term Lena Chahte Hain To koi bhi chij aap Logon ke liye impossible nahin hai isliye aap Logon Ko chahie Ki Soch Samajh Kar kam Karen mehnat se Agar log aap log acchi mehnat Karte Hain To ISI mein aap logon ka fayda hai aur aap log Achcha kam kar sakte hain aur acchi chij Sikh sakte hain.
                Dear member aapki baat bilkul theek hai hamen chahie ke hamapni acchi scale aur apne knowledge ke sath Hi Kam Karen kyunki jitna hamare pass khel aur acchi planning ke sath hi Ham kam karte Hain to hamen isase achcha fayda ho sakta hai isliye hamen chahie ki Ham soch samajh Kar kam Karen achcha Na Lage aur acchi pancakes aapki agar ham log kam karte Hain to hamen se achcha fayda har sal ho sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

                  g han bhai agar ap forex me trading krte hian to ap ko apni skill ke mutabiq trading krni chahiye jitna ap ka experience aor knowledge hai ap usi tarah apna experince use kr ke trading krain overconfidence nhi hona phir is se ap ka loss ho sakhta hai sirf apne uper confidence rakhna aor dil lga kr mehnat krni hai apna forex ko time ziada se ziada dain takey ap jaldi se forex me skills improve kr sakhain.
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

                    Bilkul dear member aapane bilkul apni trade ka target Hamen Hamesha apni skill aur apne knowledge ke aur apne analysis ko follow karte hue Rakhna tha Jitna Dada Ham Apne knowledge aur apne experience ke according kam Karenge Forex Mein Kamyab Ho Jaenge Kamyab hone ke liye Hamen Jyada mehnat aur Jyada struggle karne ki jarurat hai Jitna Jyada struggle Karenge itne Kamyab Ho jaenge Hamen Apne knowledge and experience ko increased karna hai Jitna Jyada Maar experience Hoga Itna Jyada Ham forex market Mein Kamyab ho sakte hain Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

                      Ji han bilkul Hamen apna trading target set karna chahie aur use complete karna chahie hamara trading target complete tab Hoga jab Ham trading skills ko use Karenge Hamen mehnat Karni chahie aur ek time table banakar uske mutabik kam karna chahie tab hi Ham ismein acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakenge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni trade ka target apny trading skill k hisab se use kary.

                        Ji main aapki baat se agree hun har trader ko apni experience ki limit mein rehty huy trading target set karna chahie agar Ham apni limit cross karenge to hamen kisi time bhi loss ho sakta hai isliye limit mein rahte hue apne experience ke mutabik trading Karen.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X