Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?
    Forex trading main aksar traders ziada expert nahi hotay woh poori taran nahi jantay k market kab aor kaisay move karay gi es liay woh aksar wrong order laga daitay hain jis say un ko bohat ziada loss ho jata hay aisay traders main say ziada tar new traders hotay hain jin ko Forex trading ka koi ziada experience nahi hota aisay traders kay liay expert traders signals share kartay hain maira ap say sawal hay k signals kia hotay hain aor kia yeh Forex trading main kamyabi kay liay zarori hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

    is forum main learn ka rk hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain learning kar k hi hum suesful tradr ban skaty hain but hamain knowldge k begai rhum kam ni kar skaty hain tab hi hum sucess ho sakty hain tab hi hum perform kar k hi hum sucss ho sakty hain au forum main earn karien gay
    • #3 Collapse

      Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
      Forex trading main aksar traders ziada expert nahi hotay woh poori taran nahi jantay k market kab aor kaisay move karay gi es liay woh aksar wrong order laga daitay hain jis say un ko bohat ziada loss ho jata hay aisay traders main say ziada tar new traders hotay hain jin ko Forex trading ka koi ziada experience nahi hota aisay traders kay liay expert traders signals share kartay hain maira ap say sawal hay k signals kia hotay hain aor kia yeh Forex trading main kamyabi kay liay zarori hain?
      Assalam Walekum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen trade signal se Aage trade Lagani chahie lekin Hamen chij ka Jarur Khyal bhi Rakhna hai ki Ham Jo trade Laga usko 7 Sal Jana bhi Jarur Karen Jitna Ham Forex ke Prachin learning Karenge aur apne signal ko Sahi was Karke Apne technical analysis ke mutabik kam Karenge tab hi Hamen Swarupa kamyabi Hasil kar sakte hain dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar ham forum ke upar acchi quality working Karenge aur apni post aur threads quality ko Behtar karne ke liye Apne seniors ki post Aur treads Ko acche tarike se padenge aur usko sikhenge To Hamen is Forum per bahut kamyabi Hasil kar sakte hain. Balke Hamen Forex forum per acchi quality working Karke kam karna chahie Taki Hamare weekly bonus Achcha Aaye aur ham trading ke bare mein Achcha knowledge Hasil Karke Apne Dam account ke upar practice Karke apne aap ko ek Achcha profit bhi De Sakenge.
      • #4 Collapse

        Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

        Kuchh senior aur expert traders aapko Forex trading se related Kuchh signals Dete Hain ki aap filhal is condition Mein is specific currency pair ya FIR commodity ko apni trade may utilise kar sakte hain aur unko lagakar aap process cancel kar sakte hain signal no doubt expert rate acche acche hi hote hain aur Hamare liye profitable hote hain lekin Jab Ham signal Lete Hain To Humko ismein analysis Karni chahie yah Ham Ko Kaise benefits mil sakta hai aur kaise is expert Rider Ne yah signal Diye hain ismein kaun si Vishesh Shamil Hai Taki Hamari apni learning bhi ho jaaye
        • #5 Collapse

          Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

          Assalamu Alaikum dear forex member forex trading karte waqt hamen market ke situation market ke signals se pata chalti hai market hamen indicators ki Surat mein signal deti hai apni situation ki apni movement ki aur apne trends ki isliye hamen signals ko understand karna aana chahie tha ki hamen ko follow karte hue apni trade ki analysis Karen aur penetrate ko lagaen ke hamen achcha profit milehamari trade ki kamyabi ke liye signals bahut important hai kyunki agar Ham signals ko follow nahin karenge to hamare Los ke chances honge kyunki hamari trade risk per hogi aur hamen loss hoga aur itna loss ho sakta hai ki hamara account bhi band ho sakta hai isliye signals ko follow karke kam Karen
          • #6 Collapse

            Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

            Dear forest reading Mein signals Hote Hain Jo expert writers Hamare Sath Apne analysis share karte hain aur Market ko acche se analysis Karke trade karte hain in se Ham Agar ine per Amal karen to Hamein Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading yah Kaisa business hai jo Ham jismein Jitna Jyada knowledge Castle Karke kam karte hain Hamesha Main Tumhari jyada fayda ho sakta hai signals ko call Karke Ham Achcha profit kar kar sakte hain lekin iske liye aapko Swasth apni learning ko bhi Jari Rakhna Hoga aur knowledge Hasil karne ki koshish Karte Rahana hoga tab bhi aapko ismein success mil sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

              new members jin ke pas experience nhe hota hae trading ka wo khud se to trade nhe kar sakte hain to is liye wo senior members ke singals ko follow karte hain yani aik senior member market ka ache trah se analysis karta hae wo is min phir new members ko guid ekarta hae ke fila currency ya ommodity ko sell ya buy kar do to hamen signals ko bhe follow karna cahiye lakin over all hame cahiye ke hum is ainkhud kuch na kuch seekhn eke koshish kiy kareb is ke liye hmne is amin sahe tarah se dil se kam karte rehna cahiye take hum yahan se success bhe hasi kar len or is main hum kamayb bhe ho he saken
              • #8 Collapse

                Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

                G apne ek achi baat share ki hai k signal kya hote hain bhai Jo senior traders hote hain vah market ko watch karke analyse karke ek tara ka signal dete Hain ke kahan per hamen trade open karni chahie to vah signal bilkul kam karte hain lekin forex trading mein kamyabi ke liye signal jruri nahin hai ap kud bi market ko analyse kar sakte hain khud market to analyse karna Sikh sakte hain to forex trading mein kamyabi ke liye signal jaruri nahin hote Ham khud bhi apne signal bana sakte hain khud trading Sikh sakte hain market ko analyse karna Sikh sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

                  Forex trading ma kamyabi k lye ap k pass ziadah se ziadah knowledge aur trading experience ka hona bohat hi zaruri ha, expert aur professional traders isi lye forex market ma successful hotay hain q k uno ne is market ma bohat waqat guzara hota ha aur un k pass trading ka boaht sara knowledge hota ha, woh market k behave ko jantay hain, market ko ashay se analyse kar sakstay hain k market up jaye gi ya down is lye woh juniors ki help karnay k lye signals provide kartay hain k ab yeh pair buy kar lo yeh sell kar lo, ab signals services to aam ho gia h kuch free ma signals detay hain whatsapp group ma ye telegram pe aur kuch VIP signals paid provide kartay hain,
                  My suggestion: meray khayal se new traders ko khud mehnat karni chaye, khud market ko learn karna sekhain, kisi dosray pe rely na karain is se ap future ma khud ashi earning kar saktay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

                    Dear Forex trading business ke andar Jo log expert hote hain jinki learning aur practice acchi hoti hai aur jo profit banana jante Hain vah apni services provide karte Hain vah vah Baki logon ko signals Dena chahte Hain iske badle mein vah aapse fees lete Hain is Han vah signals aapko provide karte hain jiske mutabik aap trading karke acche pips banaa lete hain aur accha profit hasil kar sakte hain lekin is baat ki guarantee nahin Di ja sakti ke vah 100% accurate Ho jaenge kyunki Forex trading business mein kabhi bhi Koi trade 100% accurate nahin ho sakti isliye hamen chahie ki Ham bajaye kisi aur se signal by karne lage isase achcha hoga ki Ham khud Hi Forex trading business ko learning Karen is ko samajhne ki koshish karen demo account ke upar jyada se jyada practice Karen tan ke Ham khud analysis karke apni trading khud kar sake hamen kisi ke upar depend nahin karna chahie.
                    "Dream bigger. Do bigger"
                    (mahroosh)
                    :1f607:


                    • #11 Collapse

                      Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

                      Trade signals kisi expert se Milne wala ishara cya guess hote hen jis see ham trade ko Market judgement k mutabiq lgate hen hamen signal par trade lene se qabl in signal ko tassali se check Kar Lena chahiye kiun k har trader market ko apni thinking se guess karte hen aur mukhtalif traders ka trading point of view alag nazriya se hota he jab ham signal se trade Karen to poora in o rely ni karna chahie kiun k aksar signals ki accuracy hundred percent ni hoti he is lie khud se bhi Market ko analys karna zaruri hota he
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Signals kia hotay hain aor kia yeh trading main kamyabi kay liay zarori hain?

                        is discussion board most important examine ka rk hello hum achy say trader ban sakty hain but hamain getting to know kar k hello hum suesful tradr ban skaty hain however hamain knowldge ok begai rhum kam ni kar skaty hain tab hi hum sucess ho sakty hain tab hello hum carry out kar okay hi hum sucss ho sakty hain au forum important earn karien gay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X