Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai
    Dear friend Jo log Forex Mein nakam hote hain uski Sabse Badi vajah Hai Ki vah ismein lalach se kam karte hain aur Forex mein bilkul bhi money management Nahin Karte vah apni Lal aaj ki vajah se is se bahut zyada nuksan kar lete hain agar aap Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain isase Kuchh Hasil karna chahte hain to aap ismein kam Lot se trade open Karen aur Forex trading Mein kamyabi ISI Mein Hi Jab aap money management ke sath kam Karenge Lalacha Se Dur Rahenge Apne emotional per control Karenge isliye Khud per control karna sikhen aur money management ke sath trading Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayza khan پيغام ديکھيے

    Forex mein agar Ham Apne daily kam Puri mehnat ke sath Karen aur apne Karm ke andar Hamesha acchi quality laane ke liye Apne seniors ki post aur thread ko acche tarike se read karen. To ham apna knowledge main ijaafa kar sakta han. Aur is hamare daily targets informative bana kar ham ak acha weekly bonus le sakte hain. Forex forum per Jitna Hamare post aur Hamare thread ki quality behtarin Hogi itna hi Hamara weekly bonus Acha ae ga.
    • #3 Collapse

      Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

      Forex Trading me money management bohut zyada zarori hai. Hamen agar is pe amal karte hen to is tarah se hum bohut bare nuqsan se mehfoz reh sakte hen. Forex trading me money management is waja se bohut zyada zarori hai. Q k is me hum aone account ko wash hone se bachate hen. Aur agar hamari money management acha ho to hamara account bhi mehfooz hota hai. Money management kuch is tarah se karen k trade lagane se pehle us k nuqsan ka bhi tehmeena lagaye k agar nuqsan hota hai to mera account kitna bardasht karega. Aur wash hone se nache ga.Forum per krne ky sath apni trading practice lazmi kren sath main demo account pe. Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai. To us k leye stop loss zarur lagayen. Is tarah hamara management acha hi hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayza khan پيغام ديکھيے
        Dear friend Jo log Forex Mein nakam hote hain uski Sabse Badi vajah Hai Ki vah ismein lalach se kam karte hain aur Forex mein bilkul bhi money management Nahin Karte vah apni Lal aaj ki vajah se is se bahut zyada nuksan kar lete hain agar aap Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain isase Kuchh Hasil karna chahte hain to aap ismein kam Lot se trade open Karen aur Forex trading Mein kamyabi ISI Mein Hi Jab aap money management ke sath kam Karenge Lalacha Se Dur Rahenge Apne emotional per control Karenge isliye Khud per control karna sikhen aur money management ke sath trading Karen
        Aslam o alikum dear forex member bilkul theek bat ki ha apny forex mein kamiyab hony kaliey zaroori ha ky ap money ko manage kis tarah krty han dear forex members yad rakhein jitni zaida investment hogi utna he zaida profit lekin asal cheez yeh ha ky ap ny investment karni kis tarh ha kuch log apni jaldbazi or lalach ki waja se bahot bari investment kar dety han jiski waja se onko big loss ho jata ha ager ap kamiyab trader bannaa cahhty han to markeet ko achi tarh se analys karein or osky bad he trade lagayn ager ap analys kar ky trade lagy gy to apko loss or profit ki ratio ka andaza ho jy ga or apni investment os hisab se kar lengy to ap zaroor kamiyab hongy.
        • #5 Collapse

          Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

          ji han hamare jitna bhi capital zyada ho lekin agar ham soch samajh kar kaam nhi karen ge to hamain kabhi bhi kamyabi hasil nhi hogi is lye hamain hamesha soch samajh kar kaam karna chahye jitna ham soch samajh kar kaam karen ge to hamain usi hisab se kamyabi hasil hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

            Money management Ek bahut hi important factor hota hai jismein aap lot size ki selection Apne account balance ke mutabik karte hain money management rules and regulations ko follow karke trading karna bahut hi important hota hai aur aapke liye bahut jyada profitable sabit ho sakta hai isliye Hamesha money management ko apni trading Mein Shamil Karke ji trading Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

              Forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading money management ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye sabar aur achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading achi learning aur money management ke sath karni chahie aur forex trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein hum jald hi kamyab ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

                Trading Kay doraan money management ki bohut zayada ehmiat hoti hay . Aor agur traders achi money management ker lay to bohut kaamyabi haasil ker saktay hay. Ic liye traders Jo koshish kertay rehna chahiye kay apni money management ko strong rakhain aur her tarah say apni money management ka fayda forex business may laazmi uthaey. Kuxh traders ko money ka zayada pata nahi hota ic liye unhay demo trading account may money management ker Kay real trading kay liye tayyari kerni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayza khan پيغام ديکھيے
                  Dear friend Jo log Forex Mein nakam hote hain uski Sabse Badi vajah Hai Ki vah ismein lalach se kam karte hain aur Forex mein bilkul bhi money management Nahin Karte vah apni Lal aaj ki vajah se is se bahut zyada nuksan kar lete hain agar aap Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain isase Kuchh Hasil karna chahte hain to aap ismein kam Lot se trade open Karen aur Forex trading Mein kamyabi ISI Mein Hi Jab aap money management ke sath kam Karenge Lalacha Se Dur Rahenge Apne emotional per control Karenge isliye Khud per control karna sikhen aur money management ke sath trading Karen
                  Exactly proper money management ke sath Agar Ham trading Karte Hain To Hamari kamyabi Mumkin Ho Jaati Hai Kyunki Yahan Hamare liye first priority Hamare account balance ko safe Rakhna hota hai jisse main money management bahut help provide karta hai because money management ke through Ham Apna account capital long time ke liye save Rakh sakte hain and Hamara account capital se hoga to yahan se Ham acchi earning dekar Sakenge so Hamen always is Baat Ko importance Deni chahie ki apni Har trade main proper money management ke sath kam Karen lalach karne se avoid Karen and Yahan Apne emotions per control rakhen because jab Ham Yahan per control karte hain aur apne emotions per control Karte Hain To Ham Yahan kamyabi Ke Sath trading karte hue acchi earning ki Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

                    g bhi jan ap nae agr forec me kamyub hona to ap khud par zida sae zida time dain aor manht laogan sae kam krin aoro apny siner sae ra bta kairn aor as sae kafi zida kam kia jata hai so apo as me zida sae zid proft hsal kia jata hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management ke sath Forex se kamyabi Mumkin hai

                      Haar cheaz mei management ki zarorat partii hai ..aur har kaam k liay sabar bhe buhat zaroori hai...agar yeh dono cheazon ka khyal ap ni rakhai gyn tou apko koi faida ni hogaa jo bhe kaam ap kar rahay..lekin jisne inn donoo chezon ka khyal rakhaa uski earning buhat achi hogy InshALLAH

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X