Moving average indicator ka istemal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average indicator ka istemal
    Agar Ham market Mein acche capital per trading karna chahte hain To Hamen moving average indicator Ka istemal Karna chahie ya indicator bahut benefit Deta Hai yah Hamari trade ko profit Mele aata hai aur Hamen nuksan se vichar leta hai moving average indicator ka istemal Apne trade use secure karne ke liye Kiya Ja sakta hai Hamen isko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Kyunki Agar Ham usko ignore kar dete Hain To Hamen nuksan Ke Siva Kuchh Bhi Hans Nahin Hoga Forex kabhi bhi khatm na hone wala Achcha business hai agar Ham ismein hardworking Karte Hain To Hamen hundred percent kamyabi milati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average indicator ka istemal

    Aam tor par ham log trading kay doran charts par focus kartay hain lakin bohat say expert traders charts kay elawa indicators ko bhi samnay rakhtay hain waisay to indicators ki bohat si types hain lakin en sab main say Moving Average indicator ko ziada importance hasil hay.Moving Average: Moving Average indicator aik simple sa khat yehni line hoti hay jo candles kay oper nechay price kay sath sath chalta hay jis say market kay trend ka pata chalta hay.
    Agar yeh khat price kay oper ho to trend up hota hay aor agar nechay ho to trend down hota hay Moving Average two types kay hotay hain aik simple moving average(SMA) dosra Exponential moving average(EMA) en main koi khas faraq nahi hota lakin ziada tar EMA hi behtar results daita hay.
    Click image for larger version

Name:	Moving Average.jpg
Views:	1
Size:	856.4 کلوبائٹ
ID:	12329725 Lehaza ham ko trading kay doran charts kay sath market kay trends ko understand karnay kay liay indicators ko bhi use karna chahiay ta k without loss trading ki ja sakay.

    اب آن لائن

    Working...
    X