Dont devalue yourself....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dont devalue yourself....
    zindagi main kabhi bhi disappoint na hon aur na apney aap ko yeh kahain keh main kabhi bhi successful nahi ho sakta. Jo log successful hotey hain woh bhi hamaray jaisay insan hotey hain. Aap bhi aik din successful ho saktey hain. Bus aram sey aur sabar key sath mehnat kartey hain aur apni direction saheeh rakhain, kamyabi zaror milay gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein agar ap kamiyab hona chahte hian to apne ap par bharosa karen kiunke agar ap apne ap par hi bharosa nahi karenge to apko is mein phir bohat mushki se hi kmaiyabi milegi.
    • #3 Collapse

      gee bhai hmein apne trading ke lie sahih mind se apne trading krne hote he aur hmein apne trading mein disappoint nhe hona he aur apne trading mein successful krne hotehe phr hmein apne tading mein faida milta he aur hm apne trading mein mehnat kr ke apne trading mein kamabe hasil krne hote he
       
      • #4 Collapse

        g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien apne andar skilsl develop karen agar ap apne andar sahi se skills develop karlenge to ap phir is business mien earning karen sahi se.
        • #5 Collapse

          Hamain trading key doran confident rehna chaheye, takeh apni ability aur experience ko perfectly use kr sakain. Hamain loss key bad khud ko devalue nahi krna chaheye aur himmat nahi harni chaheye. Agar hum dar jayen gey to phir kaisey agey jayen gey. Jo log loss sey ghabra jatey hain, woh agey nahi barh saktey aur loss karwa bethtey hain.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne ap pr bhrosa ho aur hm apne kam mein lagan se aur dil se kam krien aur apne forex trading ke business mein hm ko boht fiada hota he jb hm apne forex trading mein sbr se kam krein aur apne forex trading mein mhnt krein aur experience se apne trading krein
             
            • #7 Collapse

              Profit aur loss is business key parts hain aur loss sey pareshan nahi hona chaheye aur himmat nahi harni chaheye. Agar aap himmat har jayen gey to phir aap ko nakami key elawah kuch hasil nahi ho ga. Yeh business risky hy aur loss hona natural hy. Is leye loss ko accept kr key agey barhna chaheye aur is sey ghabrana nahi chaheye.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear forex ho ya koi b business ap ko mehant k sath he kam karna hota hy agar tu ap acha aur seekh k kam karo gy tu ap ko reward b osii hisaab se ho ga aur agar ap aysa nhn karo gy tu ap ko kch faida hasil nhn hone wala aur at the end ap haar jao gy seekhne bina kam karo gy soo ap ko mehanat karni chaiye...

                اب آن لائن

                Working...
                X