Aik din main market maximum kitney pips tak up aur down ho sakti hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik din main market maximum kitney pips tak up aur down ho sakti hy?
    agar aap forex market main different pairs ko judge karain to aap ko pata chalay ga keh kuch pairs aik din main maximum buhat kam up aur down hotey hain aur kuch pair aik din main maximum 200 ya 300 pips tak up aur down ho jatey hain. Is ki kia waja ho sakti hy keh koi forex market ko detail main bata sakta hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear brother abb yah to market ki movement per depend kerta hai jitna market move kery gee yah fix nai hota k market ki movement her din sames pips ki movement kery akser market boht slow movement kerti hai aur akser iss ki movement boht fast hoti hai iss leya iss ka answer dana to mushkil hai :)
    • #3 Collapse

      bhai jaan main is main kissi bhe currency main trade nai karta main is main bas oil and gold main he trade karta hoin and in main daily bohat he high movement hoti hai and main enjoy karta hoin.
      • #4 Collapse

        ye tu market ka news per depand karta ha ager koi news ani wali hu tu os din market bhot zada move karti ha or jis din news na aye tu os din market zada sa zada 150 pips or kam sa kam 100 pips move karti haan average value main.
        • #5 Collapse

          han bhai agr ap currency pairs ki movement ko deakhna chaty hain tu wo ap demo account ma b deah sakty hain aur vasy b hamy kuch pata nahi hota kab market apna trend chance kar ly tu EUR/USD k sath trading karni asan hoti ha pips hisab ki hoti ha..
          • #6 Collapse

            gee bhia forex trading mein 70 se 100 tk 130 tk currency pair up down hote hein aur yeh sb chezin market per depend krte hien aur forex trading ke trend ko dekh kr phir in ke support aur resistance ka andaza lagya jata he jahan tk mein ne dekha he to yhe up down hota he
            • #7 Collapse

              dear ye kuch nahi kaha ja skta hai yte aik good buiness hai is ko bahut su loog kr rwhy hain lekin mukhtalf hao ye aik onljne karo bar hai is ko bahyut sy loog office mein beth kr kr rahy hain
              • #8 Collapse

                ye sab aap ko dekhna ota hak sab ka sab news pr hota ha ja bnews koi hoti ha high tu uss din zeda mbemnet hoti ha or uss din zeda move krti ha market ye sab ka sab news pr hota ha aap ko news dekhni chae meri bhia
                • #9 Collapse

                  Aik din main market about 300 pips tak up ya down ho sakti hy aur hamain usi hisab sey equity ko manage krna chaheye aur lots ka size decide krna chaheye. Lekan sometimes jaisey Brexit par gbpusd aik din main about 1000 pips tak down ho gayee thee. Is leye market ko judge krtey rehna zaroori hota hy.
                  • #10 Collapse

                    Forex market aik din main about 300 pips tak up ya down ho sakti hy aur hamain is ko dekhtey hoi lots ka volum select krna chaheye. Sometimes market is sey ziada bhi up ya down ho jati hy. Market analysis aur market judgement buhat zarori hy aur risk key factor ko mind main rakhtey hoi risk lena chaheye aur trading krni chaheye.
                    • #11 Collapse

                      forex ki market ki moves buhut fast hoti han jis say trader ku safe side pay rehna chahye. per day man 10000 points ki moves bhi abhi aik mehina pehlay daikhi hun gun ap nay broker bhi wash hu gay thay
                      • #12 Collapse

                        Jnab ye market ki pay depend krta hai k wo kitna zyada move kr rhi hai or kis level tk speed say move kr skti hai or ye sb cheezay apko market chart ko analyse krnay k bad hi pta chlta hai isi liye market mai enter honay say phlay chart ko zroor analyse krna chahiye or entry or exit points mil janay k bad hi trading krni chahiye.
                        • #13 Collapse

                          dear ye tu depend karta hy market mai data aur news pe jin ki waja se ap ko daikh sun aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko faida ho aur ap apnii life ko b set karo aur acha kam karoa ur apnii life ko se tkaro aur acha eanr karo...
                          • #14 Collapse

                            forex kay pairs me volatility volume kay trade honay par ati ha jitna volume trade hobga utni zada volatility ati ha jub news ati ha os wakt bohat zada volume trade hota ha market me khas kar jub interest rate ka decision hota ha market jub volume trade nehi hota wo stuck b ho jati ha kuch pairs ki movement volatilty ki waja se bohat high hoti ha or kuch pairs ki movement kam hoti ha yeh pairs kay combination par b ha mean gbpnz normal me b 100 se 150 pips ki movement day deta ha jub kay eurusd ki normal movement 70 se 100 pips hoti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G yeh kehna bohat mushkil ho ga k market kitney point aur kiss din kitni neechey ya ooper aye gi, Yeh to market pr depend karta ha.....Be careful.... Thanks...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X