Hum apni ghalti kyun nahi mantey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum apni ghalti kyun nahi mantey?
    Hamain chaheye keh hum apney aap ko change karain aur jo ghaltian hum sey hoti hain un ko accept karain takeh hum kamyabi ki taraf ja sakain. Lekan aisa nahi hota aur hum apni ghalti tasleem karney ki bajaye forex market ko blame kartey hain aur yun apni ghalti ko correct nahi kartey. Hamain chaheye keh hum apni mistakes ko accept karain???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han my dear friends forex trading market main main ne aksar traders ko dekha ha ke wo ek hi ghalti ko bar bar karte hain or apni ghalti nai mante or loss karte hain. is liye forex traders ko apni ghalti manni chahiye or next time wo mistake nai karni chahiye.
    • #3 Collapse

      g bhai froex trading mien ye hi hia ke ham is mien apni gyhalti ko maanene aur is mien ham phir apni ghaltiyon se seekhne ki koshish karen aur is mien ham proper tareeqe se chalen.
      • #4 Collapse

        Ap ki bay se bro main bilkul agree jrya hon k is maon humey apne galtion ko manna chahie kyun k jab tak is main hum apne galtion ko nai mane gay hum mere khyal main achy tradet nai bn skte haib is lie huney chahie k hum apne galtion ko mane aur jahan pao huney is main loss ho rha hah un mistakes ko dor kanrne ku sirf joshish hi na karain balke un ko dor bhe karain tab hi ja k hum apne ap ko ek auccessful trafer kh skte hain
        • #5 Collapse

          my dear hume apni ghalti lazmi mani chahiye kiun k forex me jo aik hi ghalti bar bar repeat karta hai wo ghalat karta hai so hume bht zada careful ho kr trading karni chahiye taa k hum loss se bac saken.
          • #6 Collapse

            G agr hum forex trading mein koi mistake karty han tu us mistake ko manna cahaiye agr hum apni galti nhi mane gay tu hum apni galti ko theek nhi kar sakty han aur phr wo hi mistake karen gay aur is traha forex trading mein loss hi ho ga is liye agr mistake ko man len gay tu us ko theek kar k profit earn kar sakty han
            • #7 Collapse

              Aik importance baat jo Sb ko accept karni hogi k jo apni mistakes sy nahi sekhta wo kbhe successful trader nahi ban sakta. Mistakes aik tarah sy insan ki rehnumai karti hain agr wo mistakes sy sekhy tu. Forex mn bh apni mistakes ko mana jaye aur administration pe blame karny k bjaye apni mistakes pe control Karen.
              • #8 Collapse

                dear yahi to waja hay k trading me ham ghaltia b karty hey or apni ghaltiu ko mannty b nahi hey jes ki waja se har dafa hi hamy muksan utana pardta hay.
                • #9 Collapse

                  Hamain apni mistakes ko accept krna chaheye aur un ko control krna chaheye. Jo log apni mistakes ko accept nahi kartey, woh forex ko blame krtey rehtay hain. Aisey traders ko loss ziada hota hy aur woh apni mistakes ko repeat krtey rehtay hain. Hamain apni mistakes ko repeat honey sy bachana hy takh loss ko kam kr key profit ko barha sakain.
                  • #10 Collapse

                    yes apni mistakes ko nazar andaz nahee karna chaye balk un ko analyze karna chaye k ye mistake kis waja se hui hai aor future main kaise bacha jaa sakta hai aisi mistakes se
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Yh insani fitrat ha k wo apni galti kabi nhi manta. But i think k jo insan apni galti maan k usay drust krta ha ya km se km nxt tyn us se bach jata ha to wo trading kamyabi zaror hasil ker lata ha .

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X