khud ko emotional na kren trade main
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khud ko emotional na kren trade main
    aslam o alaikum Dear Trading Psychology Kese Hoti hai us say kese bacha jae Forex pe Buht say Ache Broker hai aur broker ke sath connect Trader Master hai Aur Trader master ke junior Trader hai is trahan step by step System jura hua hai gorex pe acha kam kren khud mo fresh kren emotion na kren Forex pe jis trhan Forex ka system jura hai hum bi aise agr plan krenge to Hum psychology ke mareez nhi banenge aur Hum achi tarhan kam kar paenge Khud ko psychology say safe rakhe Thora thora kam step by step kren forum pe be acha kam kren ralex Ho kar kren Aur trade open kren to Emotion pe control kren Strategy apply kren analysis ko set kren Apne balance ke mutabiq Lot use kren Take profit Slop Loss Apni Hadod pe mukrar kar de aur khud ke mind ko fresh rakhe forex pe hamesha acha kam kren mahanat kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khud ko emotional na kren trade main

    hamy apny emotion ko kabo main rak ky trade lagane chahey hamy market main trade lagany sy pahly is mai take profit or stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hain hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy market ko achy sy samj kar aik time mai aik time main aik he trade lagany ka risk lyna chahey
    • #3 Collapse

      Re: khud ko emotional na kren trade main

      Yes forex ma emotional ho kar work karna khatray sy khali ni hota. Forex trading k mushkil business ma pehle sy apko pata hona chah k es business ma loss b hai or profit b. Forex trading ma loss ay mayoos hona kio professional trader ki nishani ni hoti. Forex trading ma jo loss ko sekh kar agy barta jae wo he successful trader ban kar samny ata hai. Forex trading ma kio directly profit tak ni ponch skta hai
      Last edited by ; 30-07-2020, 10:26 PM.
      • #4 Collapse

        Re: khud ko emotional na kren trade main

        ASSALAM-O-ALAIKUM ap bilkul sai kah rahe han trade ma humaien apny ap ko imotional nai kerna chahiya bulky himat sa kam lena chahiya apny ap ko relax rakhna chahiya or easily apna kam kerna chahiya taky ager ap ko loss bi ho to ap imotional na hon is liya hamaien kabi bi trade kertay howa imotional nai hona chahiya
        • #5 Collapse

          Re: khud ko emotional na kren trade main

          Forex mein hum ko kabhi bhi emotional nahin hona cahaiye aur emotional trading nahin karni cahaiye kiok agr emotional ho kar trading karain gey tu is se koi mistake ho sakti hai aur koi bhi mistake hoti hai tu is se loss hi hota hai hum ko apne emotions ko control kar kay trading karni cahaiye phr hi kaamyaab ho saktay han
          • #6 Collapse

            Re: khud ko emotional na kren trade main

            Jo log forex trading men apnay emotions pe control nhi rakh saktay woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay aur forex trading men loss aur profit hota rahta hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir trading k daoran apnay emotions pe control rakhen aur her kism ki situation ka mukabla karen aur sabr karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: khud ko emotional na kren trade main

              Ji han bilkul dear brother aapki baat sahi hai Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen ismein emotion per control Karke Hi Kam karna hota hai agar Ham ismein apni motion per control nahin kar sakte To Ham trading Mein sabse shasan nahin kar sakte trading Ek Aisa business hai jismein Itni Jyada Soch Samajh Kar kam karte hain aur office mein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain aapko ismein itna hi jyada fayda ho sakta hai ismein aapko apni emotions per control Karke Mein kam karna hoga aur ismein Sadar ke sath kam karna hoga to aapko success milegi
              • #8 Collapse

                Re: khud ko emotional na kren trade main

                Khud Ko emotional Mein Na Laya karo emotional ki vajah se aapka account varsh ho jata hai Sabse pahle Apna money management karo FIR jakar trade Laga Lo karna abhi ki taraf aapko bahut Ban Jaenge
                • #9 Collapse

                  Re: khud ko emotional na kren trade main

                  Profit and loss donon trading main mumkin hain trader ko profit hota hay to loss bhi kabhi na kabhi zaror ho ga aor agar loss ho raha hay to profit bhi zaror ho ga loss ya ziada ya kam profit ki wajah say trader ko emotional nahi hona chahiay bal k sabar say kam laitay howay soch samajh kar trading kartay rehna chahiay aor ziada say ziada mehnat karni chahiay aor mehnat say kamyabi hasil karni chahiay.
                  • #10 Collapse

                    Re: khud ko emotional na kren trade main

                    Kam karte hue kabhi bhi emotional now Hamesha relax trading co Kiya Karen Itna Karte aap relax ok trading Karenge Nahin aapko fayda Hoga aur aap Jyada mat kar sakte hain Bina soche samjhe kam ko perform na Kiya Karen Hamesha pagal Apna Kam pagal Lekar Kya Karen information on Karen Aage badhate paper for Nagara vagya Kare Hamesha Ek acchi Si gana ke sath kam Kiya Karen tabhi aapko Jyada Se Jyada achievement bhi sakti hai aur apni trading se successful earning kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: khud ko emotional na kren trade main

                      Trading karne ke liye har EK member ko apne mind se aur bahut jyada acchi decisions lene hote Hain aur yahi decisions member ke liye bahut jyada useful sabit hote hain aur har EK member ko chahie ke jab vah yahan per online hokar kam kar raha ho to kisi bhi member ko emotional hokar apni trading ko continue nahin karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: khud ko emotional na kren trade main

                        Assalamu alaikum
                        ji bilkul yah baat durust hai kya apne emotions ko apne kabu mein rakhen kabhi bhi lalchi nahin karna chahie apne emotions ko apne kabu mein rakhna chahie.
                         
                        SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

                        • #13 Collapse

                          Re: khud ko emotional na kren trade main

                          Emotional hona bhi ek bahut badi lanat hai misal ke taur per agar aap koi bhi trade lagate Hain To uske andar aap dekh Rahe Hain ki friends upar ja raha hai hai aur aap use mein bye kar lete hain to vah achanak lash down ki taraf Chala jata hai to aap emotional Ho jaate Hain aur aapko last ho jata hai aap emotional jab hote hain tab aap aap by kar lete hain aur usi Surat mein aap ko lash bear karna padta hai..
                           
                          SB dosto ko ek dusry ki post ko like krna chahyay..shukria.

                          • #14 Collapse

                            Re: khud ko emotional na kren trade main

                            Business mai khud ko kabhi bhi emotional nahi kerna chaiye aur na he Forex trading aisa business hai jiss mai emotional ho kay achi trading ho sakti hai. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai takay woh apnay business ko achay tareekay say run ker sakey. Koi bhi trader emotional ho kay achi trading nahi ker sakta hai. Jo bhi traders emotional trading kertay hain woh ya tou bohat achay profit zaya ker laitay hain ya phir bohat ziada loss ker laitay hain. Her trader ko apnay emotions pay bohat ziada control hona chaiye takay woh kisi bhi kisam ki situation ko handle kernay kay qaabil ho sakey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: khud ko emotional na kren trade main

                              hamy apny emotion ko kabo fundamental rak ky exchange lagane chahey hamy market main trade lagany sy pahly is mai take income or forestall loss ko laga lyna chahey forestall loss hamary account ko wash hony sy bachta hain hamy prevent loss ko kabe be forget about nahe karna chahey hamy marketplace ko achy sy samj kar aik time mai aik time predominant aik he trade lagany ka risk lyna chahey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X