Never be Disappointment in Trading..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never be Disappointment in Trading..
    Forex trading aik aisa business hy is main profit key sath sath loss bhi hota hy. Hamari yeh koshish hoti hy keh hum loss sey bach kar profit hasil karain aur agar kabhi kabhi loss ho jaye to is sey disappoint na ho balkeh apni mehnat aur study ko continue rakhain. Am i right?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes you are right i do agree with you Forex aik trade ka platform ha is main loss aur profit dono k chances hain agar hum acha experience gain karain to loss ka chance kam ha aur agar loss bhi ho jay to dissopoint hone ki zarurat nahi ap next time profit bhi kama sakte ho?
    • #3 Collapse

      jee haan bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main ager hume akk kamyab trader bna hai to iss k leya zaroori hai k hum is business main chote mote loss ko bear kerna sekh jaye ta k ager hume loss ho to choti se baat per hum disappointed na ho jaye :)
      • #4 Collapse

        yes my dear hume trading k doran disappoint nahi huna chahiye balke mehnat karte rehna chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte hain ye humare liye best opportunity hai.i just love forex.
        • #5 Collapse

          Yes bro you are right i do agree with you Forex aik trade ka platform ha is main loss aur profit dono k chances hain agar hum acha experience gain karain to loss ka chance kam ha aur agar loss bhi ho jay to dissopoint hone ki zarurat nahi ap next time profit bhi kama sakte ho..thankss!!
          • #6 Collapse

            g bilkul forex mein to loss hota hi hai,is liye is mein kabhi bhi disappoint mat hon aur is mein practice karte jayen,apko chahiye ke ap is mein mehnat karen aur apne losses ko apne prosits se manage karte jayen.
            • #7 Collapse

              My dear friends forex trading market main forex trades ko hoslamand hona chahiye. or thore se loss se disappointed nai hona chahiye. kiyun ke forex main jahan loss hota ha wahon profit bhi hota ha. is liye forex main loss se mayus nai hona chahiye.
              • #8 Collapse

                JI mere bhai myn ap ki baat se agree krta hon k forex myn hum ko loss or profit dono hote hyn is lye k ye hmare business ka hissa ha. is lye hum ko dis appointment ni hona chaye. or apne kaam pr tawajo deni chaye. or dil laga kr kaaam krna chaye. or apni mistakes se seekhna chahye. tah k hum ko loss ko face na krna pare. is lye hum ko forex myn full attention deni chaye./
                اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
                • #9 Collapse

                  Trading mai aap kbhi disappointed mat hona q kay agr trading mai aap disappointed hogay to aap thk sai trade nhi kr skogay trading mai zaroori hai kay sakht mehnat kro.
                  • #10 Collapse

                    bhai app ki baat sy agree kerta hon her business main loss profit dono hoty hy forex trading b aik business hy is liay app kbi b disappoint na ho ager kbi loss ho jay balkeh ap loss sy learn kery aor next time same ghalti na kery is sy trading behter hoge app ka loss recover ho gay ga.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemriaz پيغام ديکھيے
                      Forex trading aik aisa business hy is main profit key sath sath loss bhi hota hy. Hamari yeh koshish hoti hy keh hum loss sey bach kar profit hasil karain aur agar kabhi kabhi loss ho jaye to is sey disappoint na ho balkeh apni mehnat aur study ko continue rakhain. Am i right?
                      Ji Bhai aap bilkul theek kar rahe hain Hame Forex day trading karte ho Karte disappointing nahi hona chahiye Agar Hame Dosti Ho Jaye to Hame happy Rehna chahiye aur apni mistakes ko thik karna chahiye
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Jihad trading Main Agar aapko loss Ho Jaye to aapne disappoint Nahi Hona aapne apni mehanat gari rakhni Hai Aur Jeene mistakes ki wajah se aapko loss hota hai aapne apni on mistakes ko recover karna hai aur achi Tarah kaam karke Forex trading Main Apne loss ko recover karna hai
                        • #13 Collapse

                          i absolutely agree with you ,ap na bilkul thk kha forex trading ak up and down business ha is ma loss bhe hota ha or profit bhe agr ap ki planning ,strategy,practice or knowledge acha ho ga to profit bhe zada ho ga kuch log khty ha k loss ho gaya ha magr ho apny mistakes ko ni dehkty ha k loss q howa ha jb bhe loss ho to mistake ko talash karo k agly br loss na ho.
                          • #14 Collapse

                            Forex Main Agar aapko loss Ho Jaye ya aap kaam karne mein fail ho jaye tab aap Nahi Yahan Par disappoint Nahi Hona aur Kabhi disheart Nahi Hona yahan par kaam karne ke liye Jaroori hai ke aap Himmat se kaam kare aur Kabhi Himmat nahi Ani Forex main aapko loss hota rehta hai isliye Apne Tension nahi lene aur apni mehnat aur Lagan aur apni hardworking ko continue Rakhna hai yeh aapke liye bahut zyada Zaroori Hota Hai Aur bahut important Hota Hai Jab yahan par kaam kar rahe Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Apki baat bilkul theek hai kamyabi hasil kerny k liye bohat mehnat aur time chahiye ye aik hi din main hasil nahi hoti iss main hum ko bohat sari mushkilat ka samna kerna perta hai aur jo log mayus ho jaty hain wo kamyab nahi ho sakty kion k acha trader banny k liye hum ko mehnat aur practice ki zarurat hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X