Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?
    Forex trading kay doran aksar traders ziada loss ki wajah say apna account wash kar laitay hain aor mazeed new deposit ya bonus aanay tak trading nahi kar patay trading kay liay ya to un ko deposit karwana parta hay ya phir posting kar kay bonus hasil karna parta hay main ap sab members say yeh pochna chahta hoon k kia wajohat hoti hain k trader ko ziada loss honay ki wajah say account wash ho jata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

    hum agar kam karty howe mistake kar drty hain to hamy loss ho jy ga hamy mistakes ko avodi kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn akr saky gy hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi be boss nah hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

      Forex trading ka doran account wash hona ki Kiya waja ho sakti hai bohat acha swal hai forex main aap ka account wash tab hota hai jab aap zayida Lalach ka sath trading krtay hai tu aap Jo zayida noksaan ho Kar aap ka account wash ho jata hai iss Lia aap ko kamyabi ka Lia lalach ko khtam kray
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

        Juld bazi experiene ka na hona and sb sa bhar k lalach
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

          hanji dear jab ham forex trading karty hein to us kay liye hmein achi planing or stratgy kay sath trade lagayein gay to kabhi nakaam nahi hongay is liye hamein jab bhi trade lagayein to hamesha soch samjh kar or jald baazi say door reh kar kaam karien gay to kabhi nakaam nahi hongay hamri kamyaabi isi mein hai kay ham mehnat or lagan say kaam karein or achi earning karein jab ham lalach mein akar kaam karty hein or zaida lot lga daity hein to kabhi kamyaab nahi hoty or hmari trade hamesha loss ki taraf jati hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehnaz پيغام ديکھيے
            hum agar kam karty howe mistake kar drty hain to hamy loss ho jy ga hamy mistakes ko avodi kar ky kam karna ho ga then hum kam kar ky earn akr saky gy hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi be boss nah hain
            Dear member forex trading me aksar sarif zyda losses hony ki Surat me apna account wash ker lyty hen or mazeed newtdeposite any tak trading nii ker part hume losses se learn kerna chiay ta k hmara account wash hony se bach jy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

              Forex trading mein account wash hony ki kein wajoohat ho sakti hai..
              pahle baat yah ki hamare account mein investment bahut kam hoti hai..dusra yah ki Ham trading ke bary mein tajurba nahin rakhty.. jubk trading ke liye bahut mehnat aqal or tajarby ki zarurat hoti hai..trading ke dauran humse kuchh aisi galtiyan sar zard hoti hain jiski vajah se Ham Apna account wasch karva baithaty Hain..hamen chahie ki Ham zeyada se zeyada trading ke bary mein learning hasil Karein..apni galti se sikhane ki koshish karen aur aainda mistakes karne se avoid Karen.. FIR he aap ek achy trader Ban sakte hain..
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                Forex trading ke dauran hamari account was hone ki bahut si vajohat hoti hain Jin mein ek to yah hai ki jab aap la ilmi ya apni ghuflat ki vajah se Koi galat rate laga dete Hain aur wala uski taraf chalti Hui aapka account watch karva deti hai dusri baje ke bad jacket hamen market ki movement ka sahi andaza nahin Ho pata aur hamari lagai Gai treat loss ka voice banti hai teesra ja ke basket Ham market ko galat tarike se analyse kar lete hain aur apni trade set kar dete Hain to vah bhi hamare liye loss ka voice banti hai aur hamara account watch karva deti Hai isiliye hamen pahle market ko acchi tarike se analyse karna hota aur tab hi apne trade lagani hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                  Dear Forex trading mein sabse badi vajah loss hone Ki ye hai hai ki Ham market ko analyse nahin karte market ke moment ko check nahin karte market ki observation nahin karte aur ham take profit or stop loss ka istemal nahin karte hamen chahie kya ham cool mind rehkar focus ke sath trading Karen har ek chij ko observe Karen isase aapka account wash nai ho ha ha ba ap ko profit ho ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                    Forex trading kay doran aksar traders ziada loss ki wajah say apna account wash kar laitay hain aor mazeed new deposit ya bonus aanay tak trading nahi kar patay trading kay liay ya to un ko deposit karwana parta hay ya phir posting kar kay bonus hasil karna parta hay main ap sab members say yeh pochna chahta hoon k kia wajohat hoti hain k trader ko ziada loss honay ki wajah say account wash ho jata hay?
                    Dear is ki boht si wajoohat hoti hain. baz okat hm stop loss set nai krty to is ley b trade loss me aa jati hai jsy
                    manage krna b boht mushkil ho jata hai or at least account wash ho jata hai. Dosri wja ye k hm greed krty hain
                    or apne margin se hatt kr over trading krty hain tb b hmara account wash ho jata hai. lehaza hmen chahye k in
                    sab se bach k rahen or aitdal k sth aik asool bna kr aram se trading kren. Or apne mind ko relax rkhen apne rules
                    ko follow kren.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                      Dosto account wash tab hota h jab ap lalch karty ha jo professional trader hoty ha wo lalch ni Karty bus saber se kam le aur mehnat kare zada se zada time trading ko de ache se analys kare apny emotions ko control me rahkeh ☺️Zada profit k lalch me apna bara loss mat karde
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                        Forex trading kay doran aksar traders ziada loss ki wajah say apna account wash kar laitay hain aor mazeed new deposit ya bonus aanay tak trading nahi kar patay trading kay liay ya to un ko deposit karwana parta hay ya phir posting kar kay bonus hasil karna parta hay main ap sab members say yeh pochna chahta hoon k kia wajohat hoti hain k trader ko ziada loss honay ki wajah say account wash ho jata hay?
                        Forex trading MI account wash hone ke liye aapko yaad rakhna hoga Kya aap aisi kaun si mistake kar rahe hain jiski vajah se aapka account was ho raha hai jo today's market Mein Mani Mani mitcoe follow nahin karte unka account was ho jata hai aapko chahie kapus market Mein soch samajh Kar kam karte rahen Jo tradus market Mein account was hone se bachana chahte Hain unko is market Mein achcha kam karna hoga agar aap aise market Mein mehnat karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aap is market Mein money Mein nahin mere ko follow karte hue kam kar rahi hote Hain Jo tradus market Mein discipline ke sath kam karte hain unko achcha result Mil jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                          Forex forum mein mostly hamara account wash ho jata hai aur account was hone ki different reason ho sakti hai first of all hamare account was hone ki reason hi ho sakti hai ki Ham agar trading ka galat use karte hain galat re tarike se trading lagate Hain to use raat mein hamara account pass ho sakta hai aur ISI tarah agar hamen galat signal milte Hain aise signal Jo bilkul prefer na hun aur ham bahut jyada loss mein chale jaen to Surat mein hamen hamara account wash ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                            forex trading karty howe humara account bhi wash ho sakta hy es ki bhut se wajohat hote hy jab hum forex trading karty howe ache trades nahin karty hain aur forex trading mein mistakes karty han to es ki wajah se humara account wash hota hy es liye humein chahiy keh hum forex trading mein agar apna account ave rakhna cahhty hain aur wash honbe se bachana chahty hain to humein chahiye keh hum es mein mehnat karin aur forex trading karne se phle humein forex market ko ache tarah se analysis kar ky he trading karne chahiye takhe hum se koi mistakes na ho jis se hum nakam hon saken aur humein loss ho forex trading mein humein apne he mistakes ki wajah se loss hota hy es liye humein es se bachna chahiye takeh hum loss se bach saken thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading kay doran account wash honay ki kia wajohat hoti hain?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                              Forex trading kay doran aksar traders ziada loss ki wajah say apna account wash kar laitay hain aor mazeed new deposit ya bonus aanay tak trading nahi kar patay trading kay liay ya to un ko deposit karwana parta hay ya phir posting kar kay bonus hasil karna parta hay main ap sab members say yeh pochna chahta hoon k kia wajohat hoti hain k trader ko ziada loss honay ki wajah say account wash ho jata hay?
                              dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar ham forum ke upar acchi quality working Karenge aur apni post aur threads quality ko Behtar karne ke liye Apne seniors ki post Aur treads Ko acche tarike se padenge aur usko sikhenge To Hamen is Forum per bahut kamyabi Hasil kar sakte hain. Balke Hamen Forex forum per acchi quality working Karke kam karna chahie Taki Hamare weekly bonus Achcha Aaye aur ham trading ke bare mein Achcha knowledge Hasil Karke Apne Dam account ke upar practice Karke apne aap ko ek Achcha profit bhi De Sakenge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X