Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@
    Friends hamy forex trading ma small lot ko hamesa select karna chahe. Forex trading ma jo big lot ko select karta hai wo hamesa he loss ma rehta hai. Forex trading ma big lot acct ko foran kha jati hai. Forex trading ma hamy apny acct ko hamesa small risk ma dal kar profit hasil karny ki khosis karni chahe. Jo trader rat o rat ameer hona chahta hai ye business us k lae ni hai. Ap es bary ma kiya kahyn gy plz comment??@#@@$##
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے

    Assalamu Alaikum dear Forex number aapane bilkul sahi kaha hai Jagah Rameshwaram gori ki working Karva Rab Ne aapko Kamyab karne ki koshish karen aur Hamesha Apne land size ko small rakhen Hamare Desh Chris meloni aur Hamara lawspice maal Hoga Aur Is Tarah Ham for Olympic kamyabi Hasil kar sakte hain aur Jitna Ham Apne large size ko Chhota Rakhenge or Risk Management Limited Apna that size Le Jaenge To Hamara last minimise ho jaega aur bataya Jaega isliye Hamen chahie Kasam acchi Karen.
    Loss Ka Hona aapki Lalach aur Emotions per control na hone ki vajah hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

      hum trading kar ky pasia kama sakty han hum is mai live chat kar sakty hain ham is mai hteyt sy kam karna ho ga then hum kam kar ky eanr kar saky gy hum is mai posting kar sakty hain hum is mai agar greedy ban kky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai soch samj kar kam karna h ga hum is mai apny boss kud ap he hty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

        G han forex trading men kamyabi ka mukamal daro madar lot size ki achi selection pe hota hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir trade open kartay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur balance k hisab se small lot size ko use karen aur 30 percent se ziyada lot nah lagaen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

          minimum risk Lena aap ke patient ko show karta hai ki aap forest mein apne patients ko kis kis tarah maintain karte hain kyunki bahut sare traders aise hote Hain Jo jaldbaji mein aakar aur lalach mein aakar bahut jyada rasgulle lete hain aur apne account ko bahut jyada khush mein Dal dete Hain jiski wajah se unka account was ho jata hai laga aapane bilkul bhi aisa nahin karna aur propose small dress lena hai small risk lene se Mila diya hai kya aapane lot size ko bahut hi kam rakhna hai Taki aap minimum risk per trade karke unlimited prapt bana sake otherwise use karenge aur jyada se jyada ho jaega
          ​BELIEVE IN YOURSELF!
          (Ahsan999)
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
            Friends hamy forex trading ma small lot ko hamesa select karna chahe. Forex trading ma jo big lot ko select karta hai wo hamesa he loss ma rehta hai. Forex trading ma big lot acct ko foran kha jati hai. Forex trading ma hamy apny acct ko hamesa small risk ma dal kar profit hasil karny ki khosis karni chahe. Jo trader rat o rat ameer hona chahta hai ye business us k lae ni hai. Ap es bary ma kiya kahyn gy plz comment??@#@@$##
            Forex trading market mein Aisa nahin hai ki Aap Yahan Se trust profit gain kar sake Yahan aapko loss bhi hota hai sometime Yahan hone wale loss ki vajah Ham Khud Hote Hain aur vah reason Hai Jab Ham Yahan Big Lot size use karte hue trading karte hain Hamen always is market Mein small risk lete Hue trade Karni chahie Jab Ham Yahan Sambhal lot size set karte hain FIR Hamen is market Mein loss ke chances kam hote hain Kyunki small load Hamare trade Mein loss ke risk ko kam kar deta hai Jiski vajah se Ham Apna account Yahan Se Hi Rakh sakte hain is market mein jo members raato Raat Amir Hona Chahte Hain unko Yahan bahut careful hokar kam karna chahie Kyunki is market Mein Kamyab hone ke liye koi bhi Aisa shortcut Tarika Nahin Hai Jisko use Karke Aap Yahan raato Raat Amir Ban Jaaye Yahan per kamyabi Hasil karne ke liye aapko always proper tarike se hardworking Karni hoti hai and Apne account balance ke hisab se risk Lena Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

              Ji ap ne bilkal thek kaha hea.yrading karte waqt hamean big lot nahi balke smal lot se profit kamana chahyea agr smal lot mean apko lose ata bhi hea to kam ayea ga aur big lot mean apko nuqsan hone ka zeyada khadaha ho ga lehaza soch samjh k kam karen lalch mean na parhen thora profit best profit
              Last edited by ; 30-07-2020, 06:53 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

                G han dear members forex trading men kamyabi ka mukamal daro madar lot size ki achi selection pe hota hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir trade open kartay waqt apnay balance pe nazar rakhen aur balance k hisab se small lot size ko use karen aur 30 percent se ziyada lot nah lagaen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey jab hum thora sa profit gain kar rhy hoty hain to humy trade ko close kar dena chaye agr hum lalch karty huy trade ko continue rahkyn gy to us humy loss b ho sakhta hy ya humra account b wash ho sakhta hy es lye humy chaye k hum apny account ko save rakhty huy small lot ka use krain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma acct ko kam sy kam risk ma dalna chahe. Small lot = small risk#@

                  Dear frinds ap nay thek kaha h k hamain apna lot size small rakhna chahiyay is say hamara profit ziyada ho ga aur hum loss say bacain gay aga hum trading safe krain gy tu hamara account safe ho ga aur hum iss main trading ache kar saktay hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X