Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?
    Es baath mai koi shaq nahe honi chaheye kay ik professional trader he forex market ko achi tarha say analyse kar sakta hai matlab professionalism hogi taab he forex mai kamyabi kay ziyada chances hongay aab ik professional trader kay paas wo sub kuch hota hai jo kay successful trading kay leye zarore hai matlab trading skills aor experience technical analysis skills fundamental analysis skills indicators ki samaj waghaira es leye ye baath clear hai kay forex market kay leye professionalism lazim hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

    hamy is mai expert trader ban kar kam karna ho ga hamy apne learning ko best bana kar market main enter hona chahey jitne ache hamare learning ho ge hamara kam be utna he acha ho ga or hamy achy kam ka acha bonus hasil ho ga yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main international level par live or sada urdu mai kam karty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti kiun k iss men professional trader ki tarah pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur ziyada se ziyada mehnat karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen lekin forex trading ko serious len tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

        Market main entry ke liye hamare pass knowledge Ka Hona bahut Ro Rahi Hai Jab hamare pass knowledge Hota Hai To Ham confident feel karte hain Usi confidence ko Lekar Ham trades karte hain Agar use traders Mein mat loss Ho Jata Hai To Ham use experience ke Taur per nextrade Mein Apni strength banaa sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Es baath mai koi shaq nahe honi chaheye kay ik professional trader he forex market ko achi tarha say analyse kar sakta hai matlab professionalism hogi taab he forex mai kamyabi kay ziyada chances hongay aab ik professional trader kay paas wo sub kuch hota hai jo kay successful trading kay leye zarore hai matlab trading skills aor experience technical analysis skills fundamental analysis skills indicators ki samaj waghaira es leye ye baath clear hai kay forex market kay leye professionalism lazim hai
          dear friend forest form online worldwide business has mein Koi Di member kahin se bhi lagan hokar is per kam kar sakta hai lekin iske liye jaroori hai ki Ham iske basic rule ko follow Karen Jo ok hamen daily basis per ek kam karna hota hai doli basis for ham kam karte hue weekly se achcha bolane shasan kar sakte hain isliye hamen chahie ki achcha kam Karen aur bhi achcha achcha
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

            Forex trading mein trade krne ke liye apke pas knowledge ka hona boht zrori hy, trading ke liye knowledge or experience 2 lazmi chezein hain, knowledge apko kaam krne se or experience demo account sy hasil hota hy, trade market ko dekhte hoe lgai jati hy, markey ki movement ko notice kia jata hy uske baad hi ja kr trade ki jati hy, trading ke bare mein hum videos dekh kr sekh sakte hain ya phir kisi senior members sy bhi sekh sakte hain, trade krne ke liye market ko smjhna boht zrori hy, agr tu hum smjh jate hain tu hum kamyab hein nai tu nuksan hi uthate rhengy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

              yess dear aap nay theek kaha kay jab tak ham forex kay liye professional nahi hongay ham kabhi bhi kamyaabi hasil nahi kar sakty kamyaab honay kay liye hamein forex kay about knowledge hasil karna hoga tab hi ham forex mein earning hasil kar sakty hein is kay liye hamein din raat mehnat or lagan say kaam karna hoga jab tak ham kisi kaam mein mehnat nahi karty kabhi bhi kamyaab nahi ho paty kamyaabi hasil karna bohat mushkil hai is kay liye hamein apny kaam kay sath sincere hona parta hai jab tak ham professional ho kar kaam nahi karty kabhi acha earn nahi kar sakty .
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

                Bohat hi soch samaj kar trading ki jaye to best ha humain bilkul theek hey forex trading aik tough business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti kiun k iss men professional trader ki tarah pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur ziyada se ziyada mehnat karen to fida ho ga sab ko ap ko bi.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mai entries kay leye professionalism zarore hai?

                  hamy is mai expert trader ban kar kam karna ho ga hamy apne getting to know ko satisfactory bana kar marketplace primary enter hona chahey jitne pain hamare studying ho ge hamara kam be utna he acha ho ga or hamy achy kam ka acha bonus hasil ho ga yai aam process ke nisbat bohat ache task hain hum gar bathtub kar is fundamental global level par live or sada urdu mai kam karty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X