Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen
    Forex trading mein agar success rate dekhen to hamen andaza hota he k is me kamyabi ka tanasub intihayi Kam hota he dekha jaye to ten out of hundred percent traders is me kamyab ho pate hen aysa kiun he sab ko is me kamyabi kiun ni milti he is ka reason sirf aur sirf lalach he Jo Han dosto forex trading me lalach ka factor bahut se traders ka career tabah karne ka Sabab banta he yhi wo factor he jis se ham emotionally slip ho jate hen is ka Hal ye he k hamen forex me emotions ko over side Kar k sabar se trade karna he jitna cool ar relax reh Kar trade karenge survive karna utna sehl hoga hamesha win win policy ki soch rakhne Wala trader kabhi kamyab no ho sakta he
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

    Hamen emotions ko control Mein rakhte Hue Forex Mein kam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karti acchi earning Hasil kar Sakenge Ham isliye part time bhi kam kar sakte hain aur ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain Agar Ham ismein kam karte hue Koi galti kar dete Hain To Main nuksan Ho Jaega Hamen nuksan ke bad Sabar karna chahie aur Hamen next time apni galtiyan ko katem kar ky Apne kaam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

      dear boht se log lalach Mein aakar ke aur apne emotions Mein aakar ke kam karte hain aur vah kabhi bhi is business Mein kamyabi hasil nahin kar paate forex ki field mein agar kamyabi chahie to apne emotions aur lalach per control rakhna hoga aur kabhi bhi blindly trading nahin karni hogi balki sabar ke sath kam karna hoga aur bahut se logon ka account isliye clear hota hai ki vah Lawrence Mein aakar ki kam karte hain aur bahut se log is vajah se fail hote Hain kyon jaldbaji jyada karte hain yad rakhen forex ka kam Koi aasan Kam nahin is kam mein bahut risk involved hai agar iska Mein jaldbaji dikhayenge to hamesha nuksan Mein Hi rahenge forex ko samajhne ke liye sabse pahle learning Karen aur sabse pahle achcha experience hasil Karen aur acche trading skills hasil Karen tab jakr aap forex ki market ko samajh payengeforex ke business ko samajhne ke liye active mind ka hona bahut hi jaruri hai aur kabhi bhi blindly trading nale balke market ko analyses karke Hi Kam Karen jitni jyada mehnat ke sath kam karenge aur focus ke sath kam karenge utna hi achcha profit aap forex se hasil kar payenge
      • #4 Collapse

        Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

        kafi jyada log jab trading karte hain vah trading mein loss sirf aur sirf apne emotions ki vajah se lete hain vah apne emotions ko sahi tarike se handle nahin kar sakte aur is tarah se naraj Ho jata hai jab bhi trading karne lage to hamen bilkul confident hona chahie hamesha acche tarike se trading karni chahie relax hokar trading Karen chuke jab Ham aisa kuchh karte hain tab hamare liye profit ashray karna kuchh mushkil Kam nahin hota trading mein hamen har tarike se khud ko handle karna hota hai aur apne mind ko set rakhna hota hai kyunki trading ek itna aasan Kam nahin hota market analysis ko samajhna bahut hi mushkil hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

          hamen kabhe bhe emotional nhe hona cahiye balke hamen cahiye ke hum is amin sahe tarah se ache tarah se is main kam kar jana cahiye r is main hamen cahiye ke hum hamesha bhe relax mind ke sath kam karna cahiye tab he to hum is main is tarahs ehe to successful bhe ho he sakte hain bas hamne bhe cahiye ke hum is main mehnat karna cahiye ache tarah se kam karte rehna cahiye take tab he to hum is amin success bhe le he sakte hain agar hum is amin sahe se kam kobetter karte howe he apna work karte hain to is tarahsehe ti hum is main kamayb ho jate hain or is tarhs ehe to hum kuch na kuch hasil bhe kar he jate hain
          • #6 Collapse

            Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Veer786 پيغام ديکھيے
            Forex trading mein agar success rate dekhen to hamen andaza hota he k is me kamyabi ka tanasub intihayi Kam hota he dekha jaye to ten out of hundred percent traders is me kamyab ho pate hen aysa kiun he sab ko is me kamyabi kiun ni milti he is ka reason sirf aur sirf lalach he Jo Han dosto forex trading me lalach ka factor bahut se traders ka career tabah karne ka Sabab banta he yhi wo factor he jis se ham emotionally slip ho jate hen is ka Hal ye he k hamen forex me emotions ko over side Kar k sabar se trade karna he jitna cool ar relax reh Kar trade karenge survive karna utna sehl hoga hamesha win win policy ki soch rakhne Wala trader kabhi kamyab no ho sakta he
            Aslam o alaikum dear forex member bilkul theek bat ki ha apny jo banda bhi forex par kamiyab hona cahhta ha osy apny emotions ko side par kar ky kam karna pary ga kyun ky afer banda emotional ho kar lam kary ga to wo kabhi bhi kamiyab nahi ho sakta uski.waja yeh ha ky jb banda emotional ho kar kam krta ha to wo apny kaam par sahi trah se focus nahi kar pata jiski waja se os sy mistakes hoti han jo osy loss dila deti han is ky ilawa ager banda forex par kamiyab hona chahta ha to osy loss or profit dono ko sath le kar chalna parta ha lekin ager banda loss hony par emtional hoga to wo os loss ko recover nahi kar pay ga kyun ky phir wo mehnat karna chor dega. Isky ilawa forex mein learning bahot zaroori ha ager banda emotional ho kar kam kary ga to kabhi bhi learning nahi kar sakta.
            • #7 Collapse

              Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

              Asalam o Alaikum G forex ek online business yaha ap jitni mehnat karte hai uska sila b utna hi milta hai lekin yaha kuch members kam py focus nai daite apna target pura to karte hai lekin quality py kam nai karte or lalach har time rehta hai k hum zayada se zayada bonus hasil na kare or bonus na milne ki surat me kam karne me or laparwahi kar daite hai or kuch traders emotions me a k b trading kar daite hai jis se unka bohat loss ho jata hai is business me ap k emotions nahi apki mehnat kam ati hai is liye zayada se zayada mehnat karte rahe
              • #8 Collapse

                Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                yes dear, emotions ko control ma rakh kar trading karain to tb hi achay results hasil kar paen gay, is liay jaldbazi aur lalach ma koi faisla na karain bl k hoslay k sath aur relax ho kar kam karain ta k mistakes km sa km hon aur baad ma pachtana na paray
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                  Agar emotional ko side per rakhkar aap Agar apni trading Agar very well Karenge aapke liye absolutely kamyabi very well Ho Gai isliye aapko Chhaya hardworking ko focus Karke kam Karke Ham Jab Bhi trading Karen almost Hamare liye good profit acchi learning se Paise Ke Liye Hamesha strong Hoga isliye kam Achcha Karke Ham kamyabi good Le sakte hain Karke Ham kamyabi good Le sakte hain isliye good work always take a good time Is Tarah profit profit Hamare liye maintain hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                    Asslamualikum ji han bilkul theek kaha hy apne trading emotions se na kren balkeh mehnt kren acha work kren gy to lazmi kamyab hn gy jitna acha work kren gy utna hi jaldi kamyab hn gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                      Yad Rakhe Hamesha jazbati ho k koi bhi aap Koi kam Karte Hain To Hamesha aap uska kam Mein nuksan uthate Hain koshish karen Apne emotions ko control rakhen aggressive bilkul Na Ho Hamesha fresh cool mind se relax ho k trading Karen Kyunki trading bahut zyada technical term Hai Isko bilkul bhi easy Naal Hai Hamesha proper tarike se market ko understand Karen uski situation Dekhen analysis Karen Agar to aapko lag raha hai ki market suitable position mein hai aur aapki trade profitable Hogi to aap aaram se trade lagaen fresh mind ke sath lekin Agar aapko lag raha hai ki aapki trade loss Mein Jayegi aur aapka account wash hone ke chance Hai To Kabhi Bhi Aisi situation Mein trade na Karen Hamesha market ke suitable hone ka wait Karen jab tak aap. Proper way mein Kam Nahin Karenge understand Karke tab tak aapko profit Nahin mily ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                        Forest Mein Hamen Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie Ham kamyabi use Waqt Honge Jab Ham Apne emotional ko control per Rakhenge aur acche trading Karenge acchi trading se murde hai ki Hamen Apne Upar control Rakhna padta hai bus log Aise Hote Hain Jo overtrading karte hain aur trading se bahut jyada last ka Samna karna padta hai Hamen aur trading se avoid karna chahie aur trading profit Mein Aati Hai To Main Achcha profit Tujhe Jaati Hai market Mein Thoda Sa bahut Karti Hai To fir Hamare Aisa hand wash Karne Se Kam Nahin rukti isliye Agar Hamen Apne account mein pass hone Se Bachana Hai To Hamen overtrading se avoid karna chahie tabhi Ham kamyabi Hasil Karenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                          Emotions ke sath trade karna sabse bada risky kam hai. So donon mein se ek kam kar lo yah emotions ki valley mein chale jao ya FIR trade kar lo donon kam Sath nahin chal sakta he ek dusre ke dushman hai agar ek chij revive karenge to dusri automatic khatam ho jayegi faisla khud karna hai ki kaun se just select karna hai gari baat hai har Koi vah chij select karta hai jo use faida deti Ho tu to hamari bhi automatic selection trading hi hona chahie inke agar kabhi insan hai kisi vajah se pareshan Ho aur uska dil aur dimag Sath Na de raha ho trade ke liye to rest kar le koi baat nahin aise stress mein agar khud ka paisa jyada mat Karen. Jazbaat karobar ke liye suitable nahin aate chahe vah Koi Bhi Ho Pyar Se dealng karni padati hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                            Asslam-0-Alikum dear apki baat bilkul thik hai k humhy forex main apni emions ko control rkh k kaam krna chiye humhy trading krty waqt soch smjh kar km krna chiye jldbzi say kaam nai lyna chiye khud k mind ko fresh rkhy jitna humhra mind fresh ho ga forex main humhy utna hi faida ho ga ku k buth say log tension main a kr threads laga dty hai jis ki wjha sy humhy loss hota hai or humhy loss say bachna chiye or khud ko relax ho kar or cool mind say kaam krna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions ko side p rakhen,,,, relax ho kar trade karen

                              Bhai aapki baat bilkul hi dost hai ki Hamen Hamesha ko control karke hi trading Karni chahie. Ham Is Tarah hi trading karte rahenge apni motion ke sath chalate rahe first Karo ke Aap Ko Kisi Ek trade Mein Palas Ho Gaya Hai Uske bad aap sad emotions Mein a Jaate Hain. Agar Uske foreign bad yah aapane Koi trade Shuru ki to usmein aap ki emotions bhi Shamil Ho Jaenge aur ho sakta hai ki aap galat planning aur galat trade vote Pade phone staff isliye Yahan Tak Mumkin Ho relax Ho Jaaye pahle Chahe aap send ho ya khush ho to Uske bad hi aap trade karen to Achcha hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X