Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.
    Trading k lye sharp mind buht important hy kiun k jitne bhi faisle hoty hain un mn kisi type ki la parhwai nahi ki jaa skti aur buht hi soch samjh kr everything done krna parti hy.so is lye khud k mind ko thora active rakhen aur forex ki dunya mn zara zyada guzaro waqt aur khud k lye suitable opportunity ki talaash mn raho jaisy hi tumhare ridar mn koi trade ae foran hi judgment bahtreen kr k avail kro aur profit kamao agr lazy mind k sath kam kro gy tu nuqsan ho ga aur sahi waqt ko cash nahi kr pao gy aur decision mn accuracy khtm ho jae gi.so mind development program per focus krna chye its need of time
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

    Bilkul main ko Hamesha fresh karna hokar Pyar karna Kyunki Jawab Nahin Koi Faisla Lene Hote Hain Koi decision Lene hote hain to Hamari positive Soch Hamare kam Aati Hai To iske liye Hamen trading Mein Jab Bhi Humne knowledge Hasil karna hai to Itna fast Kishan Pranali Hasil karna hai ki Ham jaldi main bhi Faisla acche kar sakte Kyunki Jab use Aati Hai To aapane Dekha Hai kamarkattu Hai condition highly volatile Ho Jaati Hai Aur usko Kuchh samajh Nahin a raha tha to vah trader ki apni ability hoti hai kya hua kis Tarah trade karta
    • #3 Collapse

      Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

      I know ki Ham Logon ke mind ko Tej Hona chahie lyca Souten Ki Tarah lekin trading mein agar ham log ke pass knowledge Nahin Hoga yah chij ke bare mein samajh Nahin Aaegi to ham log Jab kholenge To Ham online ko samajh hi nahin Payenge lazmi Hai samajh na uske liye learning learning Hogi to ham log Apna mind sure Ki Tarah use Karenge aur FIR trading samjhenge aur FIR ham log Apne Waqt Ko Bhi Kash Karenge Agar Nahin to sab Kuchh Juli Agar Sare maje Kash Ke Honge
      • #4 Collapse

        Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

        Agar ham is me APny mind ko fresh rhak Kar treading karty Hy to ham ko acha faida hsisl hoskata Hy ham ko chaiye ky ham is e achajam Kary agar ham is me acha Kam karty Hy to ham ko acha faida hota Hy or achi mhenat sy ham ko acha is me Bounas acha istamal karna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
          Trading k lye sharp mind buht important hy kiun k jitne bhi faisle hoty hain un mn kisi type ki la parhwai nahi ki jaa skti aur buht hi soch samjh kr everything done krna parti hy.so is lye khud k mind ko thora active rakhen aur forex ki dunya mn zara zyada guzaro waqt aur khud k lye suitable opportunity ki talaash mn raho jaisy hi tumhare ridar mn koi trade ae foran hi judgment bahtreen kr k avail kro aur profit kamao agr lazy mind k sath kam kro gy tu nuqsan ho ga aur sahi waqt ko cash nahi kr pao gy aur decision mn accuracy khtm ho jae gi.so mind development program per focus krna chye its need of time
          G haan dear fellows hame apne mind ko sharpp karna chahiey aor apne mind se soch samjh Kar trading kia karo taa keh apko Kam se Kam loss ka samna karna pare friends forex but hi kmaal ka business hai isko daily time dia Kare taa keh AP acha profit enerate Kar sake.
          • #6 Collapse

            Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik tough aur risky business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti iss liay pahlay apna mindset theek karen aur phir strong mind k sath soch samaj kar trading karen aur achay waqt ka wait karen kiun k market her waqt profit denay ki position men nhi hoti iss liay jab market aik trend k sath move karti hey tu uss waqt apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

              mind ko fresh kar k hi hum acy say trade kar skty hain so hamain cahhye is k baryr main planing karni ho gi tab hi ihum kamyb ho sakty hain aur forum main ghr main bi beth khi hum acha earn karien gay aur market main kam karny k liye is forum main pahly learn karna ho ga tab hi hum sucseful trader ban sakty hain aur forum main practice kar k hi hum run kaein gay
              • #8 Collapse

                Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

                Assalamualaikum mera pyara bhai apna extending Business mein actively mind ke sath kam karne ki koshish karen aur is my correct strategies ko use karte hue kamyabi Hasil Karen Jo log jaldi Barish emotional hokar Forex trading business Mein kamyabi Hasil karne ki koshish Karte Hain vah Kabhi Bhi kam Yaha Businessman trader Nahin Ban sakte ho na hi kamyabi Hasil kar sakte hain to Main Tum Sath nibhaunga Kyon Forex trading business Mein Sabar Lagane ke sath hardworking ko continue rakhte Hue kamyabi Hasil Karen aur kam Yaha Businessman bane
                • #9 Collapse

                  Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

                  bilkul sahe kaha hae ap ne hamen koi bhe opportunity miss nhe karne cahiye balke hamne cahiye ke hum is se faida hasi karte raha karen or is main hum mehnat karte raha karen hum is main jitne bhe zayada mehnat karte hain hum is amin utna he kamayb bhe ho he jata hae to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main dil laga kar ache tarah se trade kiya karen hum is main jitne bhe zayada mehnat kar jate hain hum is main utna he success bhe hasil kar he jate hain bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is amin sahe tarah se ache tarah se kam bhe kar he liya karen tab he to hum is main success bhe hasil kar liya karen tab he to hum is mai kamaybbhe ho saken tab he to ap is main kamayb bhe ho he sakte hain tab he to ap is amin kamayb bhe ho he jate hain is tarah s eh eto hum is main kamayb bhe ho he jate hain or aik ache trader bhe ban jaye hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

                    g dost, forex ma kam kartay huay apnay mind ko sharp aur active rakhain, market ki moment par focus karain aur usay observe kartay rahain jb achi oppertunity milay to us ko avail karian, jaldbazi ma aur baghair sochay smjhay trade open na karain warna ghalti ho jay gi jo nuksan ka sabab bnay gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

                      Agar aapka mind relax hai aapko kamyabi Hamesha relax Milegi isliye mind ko satisfy Karke Jab Bhi focus kamyabi per aap Agar Karenge absolutely aapke liye kamyabi very very good effort se Hogi Achcha kam Karen mind ko bilkul apni pareshani Jo Forex Mein launch hone ki vajah se Mili hai usko khatm Karen aap mistake ko bhi khatm Karen aap Grah se Karenge absolutely aapke liye benefit kamyabi Hogi hai isliye important kamyabi ko add Karke aap Jab Forex Mein kam Karenge absolutely aapke liye very very good opportunity se kamyabi Milegi isliye acche Waqt per kam Karke aapka main bhi le sakte hain acchi management se kam Karke aap kamyabi le sakte hain Is Tarah profit hi profit aapke liye hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

                        Asslamualikum ji han apne bilkul theek kaha hy mind ko sharp kren trading main trade lgane ka sahe time dekhen takh acha profit gain kr sken mehnt krne wale ko hamesha kamyabi milti hy jb tk mehnt nai kren gy trading main kabhi kamyab nh ho skty
                        • #13 Collapse

                          Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: naeemafzal پيغام ديکھيے
                          Trading k lye sharp mind buht important hy kiun k jitne bhi faisle hoty hain un mn kisi type ki la parhwai nahi ki jaa skti aur buht hi soch samjh kr everything done krna parti hy.so is lye khud k mind ko thora active rakhen aur forex ki dunya mn zara zyada guzaro waqt aur khud k lye suitable opportunity ki talaash mn raho jaisy hi tumhare ridar mn koi trade ae foran hi judgment bahtreen kr k avail kro aur profit kamao agr lazy mind k sath kam kro gy tu nuqsan ho ga aur sahi waqt ko cash nahi kr pao gy aur decision mn accuracy khtm ho jae gi.so mind development program per focus krna chye its need of time
                          Bilkul sir apki bat thek hai. Forex me wohi log successful hoty hain jinka mind taiz hota hai. Jis
                          se wo br wqt faisly kr k market se milny waly loss k imkanat ko limit me rkhty hain. Is lye
                          jb b trading start kren to pehly apne mind ko full fresh kr lence hahye or tension k sth kbhi
                          b trading start na kren. Or ye apne Rules ko hi follow kren taky hm big loss se khud ko bachany
                          me kamyab ho saken.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Mind ko sharp kren trading k lye.sahii waqt ko cash kro.

                            jee haan trading kaay waqt hamein apna mind sharp rakna chahe tabb he humm kaamiyaab hon sakten hain aur kaamiyaabi hamare qadam chome gee aur is liye mind kaa sharp hona chahe tabb her humm bahut ziyada profit haasil kerr sakten hain aur hum is main jitne bhe zayada mehnat kar jate hain hum is main utna he success bhe hasil kar he jate hain bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is amin sahe tarah se ache tarah se kam bhe kar he liya karen tab he to hum is main success bhe hasil kar liya karen tab he to hum is mai kamaybbhe ho saken tab he to ap is main kamayb bhe ho he sakte hain tab he to ap is amin kamayb bhe ho he jate hain is tarah s eh eto hum is main kamayb bhe ho he jate hain or aik ache trader bhe ban jaye hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X