Assalamu Alaikum dear Forex members I hope you all are fine Forex per Jab Ham trading the kam Shuru Karte Hain To Humne market ki analysis Karke trading Karni hoti hai aur sometimes aisa hota hai ki market ki situation stable Nahin Hoti Aisi Surat Mein Hamen trade Nahin Lagani chahie Bal ke Hamen thoda wait kar lena chahie aur jab market stable Ho Jaaye to tab trade Lagane chahie Taake Hamari trade Kamyab Jaaye aur Hamen Achcha profit Mile Kyunki Jab market ki situation unstable Hoti Hai To Uske trendz bhi Upar niche Hote rahte hain aur uski situation critical hoti hai aisi Surat mein agar Ham trade lagayenge to hamare trade risk per Hogi aur Hamare loss ke chances bahut jyada Honge isliye Hamen loss se bachte Hue trading Karni chahie aur jab market unstable ho to thoda wait kar le aur jab situation Hamare liye favourable ho aur Market acchi indication de rahi ho to apni trade ki analysis Karke trade lagaen Taake hmari trade Kamyab Jaaye aur Hamen Achcha profit mile
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим