news par trading risky trading hote hy .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: news par trading risky trading hote hy .

    jee haan dear app ke baat bil kull thk haiu kaay news perr terading karna hamare liye bahut nuqsaan hai aur pherr hasmein news perr kabhe bhe trust nahe karna chahwe tabb he humm ache earning haasil kerr sakten hain aur hum is main sahe se trade kiya karen agar humnews trading karte bhe hain to prioper stop loss or take profitke sath he hamne is main trade lene cahiye is tarah se he to hum is min success bhe hasil kjar he jate hain or kamayb bhe ho he jate hain bas hamne is amin dil laga kar ache tarah se acha kam kar he lena cahiye tabe he to hum is main success bhe hasil kar lete hin or is main hum kamayb bhe ho he jate hain bas hamne is main dil se sacha kam karna ho ga take hum kamayb bhe ho he saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: news par trading risky trading hote hy .

      Je bilkul technical analysis k sath sath fundamental analysis k trading strategy ka hisah hona bohat hi zaruri ha, ap ne bohat hi ashi bat ki ha k news per trading bohat hi risky hoti ha q k news forex market ko bohat ziadah effect karti ha, market bohat taiz move karti ha is lye news pe trading se avoid karna chaye lakin agar ap expert trader hain aur new ko released honay pe asha analysis kar letay hain to ap is se bohat asha profit bhi earn kar saktay hain, high profile news ka data jab release hota ha to market bohat ziadah up down move karti ha, is lye wait karain news k guzar janay ka, jab market stable ho jaye aur trend clear ho to os waqt bhi strong signals pe entry lain, ta k ap apni trading ma risk se bach sakain aur profit earn kar sakain
      Example: CPI, Core CPI, Unemployment rates/Employment rates, FOMC data etc

      اب آن لائن

      Working...
      X