Asalam-o-alikum forex trading mein humein tab he loss hota hy jab hum se koi mistakes hote hy kuch common mistakes asy hain jo har trader karta hy aur usy loss hota hy hum agar apne mistakes se he learn karty hain jin ki wajah se humein loss howa hy to hum en ko mistakes se apne apko improve kar sakty hain some common mistakes are given below .
1st forex trading mein humein forex market ka acha experience aur knowledge nahin hota hy jis ki wajah se hum tuky par trading karty hain to humein es mein loss hota hy .
2nd lalach karne se aksar trader ko forex trading mein loss hota hy magar phir bhi kuch trader lalach se avoid nahin karty hain .
3rd kuch trader market mein apne account balance se zayada ka risk lety hain zayada lot size use karty hain money management ko ignore karty hain jis ki wajah se unhin loss hota hy .
4th kuch trader ko es liye bhi loss hota hy keh wo trading karty howe emotional ho jaty hain aur es mein mistakes karty hain .
5th humein forex trading asy he kabhi loss nahin hota hy jab tak hum koi mistakes nahin karty hain jab hum se koi mistakes hote hy to he humein forex trading mein loss hota aksar trader es liye forex trading mein nakam hoty hain aur loss karty hain kyun keh wo forex trading mein apne mistakes se learn nahin karty hain mistakes ko ignore karty hain repeat kart hain jis ki wajah se unhin repeat loss hota hy .
6th kuch trader ya samjhty hain keh forex trading aik game hy es mein luck chalta hy to wo jab luck par depend kar ky trading karty hain to unhin loss hota hy .
7th risky trader ko humesha forex trading mein loss he hota hy .
8th forex trading mein hum tabhe acha profit gain kar sakty hain jab hum es mein sabar karty hain kuch trader ky pas sabar nahin hota hy wo jaldbazii mein trading karty hain aur hold nahin karty hain to unhin bhi forex trading mein loss hoyta hy .
ya hain kuch common mistakes jo har trader karta hy aur usy loss hota hy agar hum just apne mistakes se he learn karty rahyn to hum aik kamyab trader ban sakty hain .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим