Stop loss should be compulsory for trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss should be compulsory for trading?
    Mostly traders believe that the stop loss should be compulsory for trading, because it stops our losses, but on the other hand, many traders say that stop loss not only stops our losses, it also stops our profit. Please you analyze that which is correct and should use stop loss or not?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhai stop loss laga kr jb hm apne trading krte hein to hm apne trading mein save ho jate hein aur hmein ziada loss ka khtra nhe hota he aur hmein apne trading mein stop loss ke istemal se faida ho ga aur hm apne trading ache kr skein ge
     
    • #3 Collapse

      forex ke business me lazmi apna trading ka hissa bana lena chahiye ham stop loss ko kiun ke stop loss ki madad se ham hamesha bare loss se nikal sakte hain loss ki limit set kar sakte hain or acha profit bhi kama kar apne losses per control kar sakte hain .
      • #4 Collapse

        without stop loss and take profit forex man koi trade open nae kerni chahye ta market ager crash bhi ker jai tu trader ku kisi kisem ka loss na hu trade say or account bhi safe rehay.
        • #5 Collapse

          yar dekhein stop loss and take profit merey khayal se tou ek bhetareen option hy trading kartey waqt kyun ky hum is tarha loss aur profit dono ko set kar sakhtey hy is tarha na humein zaida loss ho ga aur na hum greedy hongy
          • #6 Collapse

            g han bilkul agar deka jaye to stop loss ki waja se hi account wash hony se bach sakty hey mery sath bahot esy howa hay k jab b me ne stop loss nahi lagaya mera account wash hi howa hay.
            • #7 Collapse

              g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien stop loss zaroor lagayen is mien ap agar stop loss sahi se lagayenge to hi ap is mien kamiyab hosakte hian.
              • #8 Collapse

                Jab trading ka experience na ho to stop loss zaroor use krna chaheye. Stop loss laganey sey aap big loss sey bach saktey hain. New comers aur aisey logon ko jin ko ziada loss hota hy, woh stop loss ka use zaroor krain. Sometimes market buhat ziada move krti hy aur aisi soorat main stop loss aur take profit ko use krney sey aap big loss sey bach saktey hain.
                • #9 Collapse

                  stop loss lagana achi bat hai is se ap aik khas had tak loss se apny apko bacha lety hein mager esa akser ho jata hai k market ap k stop loss ko hit ker k wapis a jati hai mager esa kabhi kabhi hota hai,is liey me zada stop loss use nhi karta hon
                  • #10 Collapse

                    stop loss lga k trading krny sy bhot best hoti hy trade . kio k stop loss lgany sy tention khatam ho jati hy wash hony ki los nai hota hy our agar stop loss na lga ho to phr account zeada tar wash ho jata hy
                    • #11 Collapse

                      gee haan bhai hmein apne trading ke wqt stop loss aur take profit ka istemal apne order mein lagana hota he aur hm apne trading mein sahih kam krein aur apne trading ke ache mangement krein phr hemin apne trading se acha profit hota he
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Ap ki baat theak hai k hum ko Forex market mai stop loss ko regular use krna hai tou hum es market mai zada say zada earning bhe hasil kr sakty hai. Aur daily ka target bhe achieve ho sakta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X