Moving average k elawa indicators
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average k elawa indicators
    Forex traidng min weise to buhat sare indicators use karte hin magar sab se acha to humin moving average hi lagata he es k elawa aur konsa indicator he jo humin kafi bari earning bhi de sakta he hum agar lag kar yahan karobar karin to humin market ka durasta andaza bhi de sake eisa koei indicator bataein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sorry to say mujhe is barey mein kuch nhi pata is liye mein app ki koi mada nhi kar sakhta.. mein sab members se darkaust karta hun k mujhe is barey mein bataye.. :)
    Join Our Paid group and get 1000 to 1500 pips monthly in just 50$
    • #3 Collapse

      g bhai moving average ke ilawa bhi kaafi saare indicators hain aur ham unko bhi apni trading mein help lene ke liye sue kar skate hian aur achi trade le sakte hain.
      • #4 Collapse

        moving average ke ilawa bhi bohat saare indicator shian jinko ap apni trading mein us ekar sakte hian bs bata hia isko theek se seekhne ki aur is mien mehnat ki.
        • #5 Collapse

          Even if a beginner working on the indicator would say that a lot depends on what and how he delivered the MM, and if not afraid to trade and turkeys are the same weight where it really justify themselves ...
          • #6 Collapse

            Unfortunately, when formed CU testers were only paid, and then it was somehow unnecessarily. This is important, but not the most important thing. The main problem in the absence of the generated TS and trade rules. That is, you need to work on the tester is something formed, and not just some kind of pattern on which has not yet decided how to trade.
            • #7 Collapse

              pyare doso asalam o alikum forex trading main koi short cut nahi hai loss ka soort cut hai per profit ka nahi ye apne mind main rakh len ap jitne b amount invest karen ge os ka max 35 to 40% hi nikal sakte hain her month agar ap ak successfull trader hain tab varna ap shortcut main loss hi karen ge normally bohat sa log trade without planning karta han moving avrege ke elava (RSI) b hai or ke elava fibonachi b best hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein hmein boht sare indicators die jate hien aur moving average sb se acha he aur es ke ilwa zigzag bhe acha he aur rsi indicator acha he in mein hm apne ache experience se market ke trend ko smjh skte hien

                اب آن لائن

                Working...
                X