Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai
    Dear friends, Forex trading me har trader ka confident hona bahut zaruri ha. Jab tak confident ho kar trading nahi karaingay tab tak ek darr sa rahega k kahee trade ulat na ho jaimyab trading k liay achi planing bht zaruri ha, hmain market ko samajh kar apnay anaylisis karnay chaian aur un ki base par planing bnaen ta k hm profitable trade karain aur loss sa bach sakain, trade ma enter honay k liay acha entry point select karain aur jaldbazi ya lalach ma aa kar mistakes na karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

    hamy palning kar kky kam kkarna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hamy forex market ke movement ko samj kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hamy is mai ahteyat sy kam karn ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain forex aik international business hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

      agar hum es main planing kar kay humes main kam karain gauin to hum es main apnay targt ko aasane say hum pora kar skty hain our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our agar hum es main bgir learning kahy hum es mai kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our forex 1 bohtr bra business hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

        Ji dear, forex main ham ab he achi trade kar sakty hain ka acha knowledge or experience hasil karain. Forex main sanjeeda or positive minded rahain. Market analysis kar kay trading kay liye planning karain. Tab he ham coming trading kay liye confidence hasil kar sakain gay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

          Dear freinds,,forex trade m kam krny k lye zruri h k hm planning kren ta k trading krny m hmen koi mushkil na ho.but planning krny k lye hm m self confidence hna b zruri h ta k hm jo b planning kren us p hmen itna yakeen ho k hm is se forex trading m profit earn kr skty han.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

            planning kar lena bahut jyada useful sabit hota hai aur yah planning kis tarah se karni hai yah bhi members ko maloom hona chahie aur koi bhi planning jab members ko karna hoti hai to use planning se related achcha experience bhi hona chahie aur agar kisi bhi member ke pass koi experience nahin hota to fir unke liye planning karna bhi itna jyada aasan nahin hota isliye members ko pahle apna experience improve kar lena hoga
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

              Planning trading kernay kay liye bohat zaruri hai aur self confidence apni planning ko qaabil ammal bananay kay liye bohat zaruri hai. Forex trading business mai jo traders achi planning ker laitay hain aur uss planning pay ammal ker laitay hain wohi confident aur successful traders kehlatay hain. Forex trading business kay liye achi learning aur phir achi practical training bohat zaruri hai. Demo trading mai practical trading kernay kay liye her trader ko mehnat aur interests say he kaam kerna chaiye takay apnay business ko develop ker kay kaamyabi ka safar shuru kia jaa sakey
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

                bahut jyada suroor hai ki Hamare Sab planning Ho Hamare sath mein ekdum Poove Ho ki Ham is per kam kar sake aur Apna Ho sil component hota agar Ham sirf combat Hote Hain To Ham bahut Achcha kar sakte hain aur apne aap ko Kamyab bana sakte hain To Hamen chahie ki apne aap per kam Karen apne aap ko complaint banae motivated Rahe positive Rahe Apne mind Mein negative Todne Wale aur apne planning ko acchi Tarah Banaye Taki Ham Achcha kar sake aur Achcha bonus ka Mata ki aur profit kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

                  Planning ke Bajar Ham kabhi bhi kisi bhi field Mein Kamyab Nahin ho sakte planning sahab ke liye bahut hi jyada jaruri hai jo Insan Jyada Se Jyada aur acche se acche planning Karta Hai vah Jarur kamyabi Hasil karte hain aur jo Insan acchi se acchi planning nahin karta uske liye kamyabi Hasil karna bahut hi Mushkil ho jata hai Forex Ek Aisa Vishay se jismein bahut hi jyada race hota hai isliye Hamesha Main Har kam Soch samajhkar planning ke sath karna chahie ismein hamari ek Chhote se volt ki vajah se Hamen bahut bada loss ka Samna karna pad Ja sakta hai main koshish Karni chahie ki Ham Jyada Se Jyada planning Karen tabhi Ham Kamyab ho sakte hain Uske bad Ham kam hai aapko bhi nahin ho sakte
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein planning aur self-confidence bahut jaruri hai

                    Dosto trading risky business ha trader jab bi trade lagae use to profit k chance tab hi zada hoty ha jab usky ander confidence hota ha aur planing k hisab se chle tab usko profit hoga ager wo confuse hokar trade lagae ga to wo nuqsan ka samna kare aur bager planing k trading posible ni😄

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X