Doston ap ne note kia ho ga k aj kal har koi bohat hi general se thread create kar raha ha, mehnat, struggle, etc walay topics, meray khayal se is tarh k topics bohat ziadah discuss ho chukay hain, ab hamain apnay threads ma ksi na ksi indicator k istemal ko discuss karna chaye ta k dosray forum members is se faidah utha sakain aur woh aik behtreen trading strategy ko bana sakain,
Example: Stochestic oscillator: yeh market ki future ki movement ko pehlay se hi bata deta ha, market overbought aur oversold condition ka bhi bata deta ha,
Example: Stochestic oscillator: yeh market ki future ki movement ko pehlay se hi bata deta ha, market overbought aur oversold condition ka bhi bata deta ha,
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим