Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....
    Dear all friends jab hamein forex mein loss ho jay to hamein ghabrana nahi chahye balkay apni mehnat say usy recover karna chahye jab ham forex mein mistake ko ignore kar daity hein to yahi cheez hamein loss ki taraf lay jati hai so hamein loss ko recover karny kay liye lalach or jald baazi say door rehna hoga or soch samjh kar or aik proper planing kay sath trade lagani hogi phir hi ham acha profit earn kar sakty hein is liye loss say dar kay hamein forex ko chorna nahi chahye balkay patience rakh kay himat say loss ka muqabla karna chahye isi tarha ham kamyaab ho sakty hein.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

    Los sy aapane darna nahin forex trading main aisi hoti hai aur last ko aapane recover karnaaur jaise ki aap ko pata hai aajkal coronavirus aapane coronavirus se bhi darna nahin hai coronavirus se ladna hai aise hi aapane lost karna nahin beta loss to recover karna hai forex trading mein bahut korika karna forex trading ki khubsurti hai aur aap nurse corps Urdu ki apni trading mein lekar aana hai no doubt ke Jo log forex trading mail or se baat nahin aur trading perfectly karte hain aur babli trading co per karte hain aap mehnat karni hai aur kahan ko achcha karna hai aapane jaise ke coronavirus mein jo machhali aaye Hain aapke Ghar se Bahar nahin dikhna to aapane aise hi Amal karna hai aur aapke Ghar se Bahar nikale secondly aapane dar ki vajah se trading khatm nahin karni balki loss hota rahata hai aapane apni trading co perfect karna hai yah bhi proper vitarit rahe ho aap trading mein kamyabi ke liye allows me hota hai to aapane trading co perfect banana hai to lost se darna nahin hai loss forex trading hath se nahin hai ki nahin hota manav ko bhi hota hai mat kabhi aisa hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

      Yes dear aapane bilkul theek kaha hai hamen lost se ghabrana nahin hai balke loss se bachana hai agar loss Ho bhi jata haito hamen chahie ki Ham pahle se jyada mehnat karke pahle se jyada knowledge hasil karke loss ko profit mein tabdeel Karen aur Market ki observationxhibition karte rahen taake aap ko profit hasil ho sake.
      • #4 Collapse

        Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

        Loss aur profit har karobar ka lazmi juzz hai. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se hamen is me loss ka bhi samna karna par sakta hai. Lazmi nahi k loss sirf hamari ghaltibki waja se ho bulke bazz dafa hamare analysis thek bhi ho sakte hen aur hum ne jo calculation ki hoti hai wo bhi thek ho lakin achanak se market me changing ho sakti hai jis ki waja se hamen loss ho. Lekin hamare leye faida ki baat ye hai k hum tab hi kamyab hongy jab hum us loss pe qaboo pa lengay. Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.Aur ache trader ki tarah positive mind se trading jari rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

          agar humain es main loss ho jata hai to humian es main mahant say our boht sbr say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

            AOA Dear apne bilkul sahi kaha humien loss s drna no chaey balky loss ko apni mehnat s recover krna cheay.loss is a part of business.humien apni mehnat s loss ko recover krna cheay.Loss s ghabrana ni cheay.Apny kaam ko mehnat ke sath krna cheay jis s loss ke chances bhot km ho jaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

              kuchh aise traders bhi hain ki jo trading karte hue bahut jyada khabra jaate Hain kyunki unke pass trading se related koi bhi experience nahin hota aur experience na hone ki vajah se members ko trading karne mein bahut jyada mushkil ho rahi hoti hai aur har EK member ko chahie ki pahle bahut jyada acche se apni trading se related practice ko continue kar le uske bad members ke pass achcha experience bhi a jaega
              • #8 Collapse

                Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

                Insan jo bhi business ko Shuru Karta Hai usmein loss Karta rahata Hai Is vajah Se lor se Hamen Darna Nahin chahie ka store per Forex Mein Forex Mein Bande Ko Jyada loss hota hai Jabo shuruaat Karta Hai Apna FIR usko jakar fayda hote hain to aap aise hi Rahana aur usko pura time de red lagaen real per Jis per aap Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

                  yaar koi bhi business Ho hamen loas se bilkul bhi pareshan nahin hona chahie Jo log loss se pareshan Ho jaate Hain aise log life mein kamyab nahin Ho saktayAgar life mein kamyab hona chahte Hain Agar Forex trading mein kamyab hona chahte Hain to loss ko recover karna sikhen jab Ham loss ko recover karna sikhate Hain To Ham mein asal kamyabi use waqt milati hai hamara farz banta hai ki Ham mehnat Kiya karain jab Ham mehnat karenge To Ham kamyab Ho jaenge life mein kamyab hone ke liye mehnat ki importance bahut hoti hai mehnat karne wala insan ek din kamyab ho jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say darein nahi balkay mehnat say loss ko recover karein.....

                    aapane bahut acchi baat kahi hai Hamen lost Darna Nahin chahie lekin Agar ham log Karte Hain To Hamen Jis vajah Se log Kiya Hai usmein Stri ko Dur karna chahie aur apne liye mehnat karna chahie aur apne aap ko expert banana chahie Taki Ham Jo log ke hue hain uska kar sake aur apne low score record kar sake mehnat ke sath tha ki Ham Apna Kam kar sake aur aur mehnat kar sake aur apne aap ko expert banaa sake to ham log ko Agali recover kar sakte hain aur apne aap ko Kamyab bana sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X