We should identify our mistakes ......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex aik risky kam hai is main mistake ki koi gunjaish nahe hai to agr ham apny mistake ko hal karna chahaty hai to lazmi hai k ham pahly un ko adentify karin or bad main un ko phir solve karna asan ho jain ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear agr ham apni earning ki bjye apni loss wali ghaltion ko judge krty rahen tu ham bhot jald is ko seekh jain gy aur profit hasil krty rahen gy warna agr ham sirf earning ko dakh dakh k khush hon tu ham seekh ni pain gy
      • #18 Collapse

        Hr trader say trading mai mistakes hotihai jinki wja say trader ko loss b ho skta hai lakin agr loss ho jaye to trading ko leave nhi krna chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or trading say related zayda say zyada knowledge ko gain krna chahiye or trading ko continue rkhna chahiye.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          Jo log apni mistakes ko control nahi kartey aur forex market ko blame krtey rehty hain unhain is business sey ziada faida nahi hota. Learning process main sub sey important yeh hy keh aap mistakes ko control krain aur future main in ko repeat na karain. jo log mistakes ko control krtey rehtay hain, wohi acha profit bana letay hain.
          • #20 Collapse

            Gee mery bhai ap ki baat durast hai. es market mai jo bhe mistake tou hum ko es mistake ko accept krna hai aujr es mistake ko remove bhe krna hai tou hum acha kam kr sakty hai.
            • #21 Collapse

              ji bilkul humein cahyein ky hum apni galtiyoo ko smajhey sekhey jabhi hum yahan par ek axhey trader ban paye gy janab lehaza yahan par mehnat kartey rahey agr app ny yahan par kamiyabi ko hasil karna hy tou kyun ky jo mehnat karey ga wohi kamiayb ho ga yahan
              • #22 Collapse

                Trading ko behtar bananey key leye zarori hy keh mistakes ko sath sath identify kia jaye takeh in ko control bhi kia ja sakay. Agar aap mistakes ko control nahi karain gey to wohi mistakes bar bar hoti rahay gi aur aap bar bar loss uthatey rahain gey. Mistakes control main ayen gi to trading perfect hoti jaye gi.
                • #23 Collapse

                  ji han bilkul humey apne mistakes identify karne chahie kyun k jab tak hum apne ghaltion ko identify ni karain gay un se saikhain gay nai hum dbra bar bar wohe ghalti karain gay to mera khayal hai humey siwaye loss k is main kuch bhe ni hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Forex trading business mein agr loss hota hy tu koi mistake hi hoti hy js se loss hota hy aur forex trading mein wo hi acha trader ban sakta hy Jo forex trading mein mistake karta hy phr us mistake ko cover karta hy aur agr bar bar wo hi mistake karta hy tu loss hi ho ga aur forex trading mein acha trader nhi ban sakta

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X