Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?
    Dear Forex Mein Hamen Main Apni post ki quality ko bhtr karna chahie a daily basis per 50 post aur 4 Threads create karne chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

    Pak forum me posts ko hum 50 se bulkul bhi above nahi kar sakte hn, aur threads bhi sirf 4 hi authorized hn lekin 7 tak kar sakte hn. Pak forum me posts ki daily limits hai aur jab hum us limit tak pohunch jate hen hen to hamen aik message melta hai k apka daily ka limit pora ho chuka hai ab agle din hi mazeed posts kar sakte hen. Aur ye message minutes k hisab se hota hai. Yani hamen 1440 minuts ka intezar karne ko kehta hai jo k 24 ghante bante hen. Daily limits Pak forum me 50 posts aur 4 threads ka hai. Thread hum zyada bhi kar sakte hen lekin posts zyada nahi hoti hai. To hamari koshash honi chaheye k hum har sorat daily ka ye target pora karen.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

      Pakistan forex forum main daily hum log 50 posts kar sakty han jtny bi posts karny to in main koshish karny maximum knowledge or experience share karny jin sy sab dostun ko fayda ho or acha profit hasil kar saken jtna hum behtar posts karny gy to humy utna he fayda ziada ho ga or hum log ache earning kar k kamyab hon gy is ley daily ziada sy ziada posts karn
      • #4 Collapse

        Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

        yahan per kam karte hue members ko maximum kam karna hai aur yah maximum kam members tab kar sakte hain ke jab vah regular online hokar aur apne kam per bahut jyada acche se focus kar rahe honge aur aise members ke Jo apni kam mein bahut jyada hardworking hote hain unke liye regular hokar aur apne kam mein jyada interest Lena jyada mushkil nahin hota aur apne kam ko vah acchi tarah se complete bhi kar lete hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

          Dear friends jesa k ap janty hain humin day by day kum sy kum 4 tried or 50 post krni hotti hy likn hum forex mein jetni zyda Post krin gy humry experience mein ettna zyda ezzfa ho ho ga or hum forex k achy member bn skin gy humin forex form mein daily ka kam daily krna chy jes sy humry profit mein bhi ezzfa ho ga or humra experience bhi bhry ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

            G ham Pak forum pa ak din ma 50 posts aur 4 threads kar sakta ha Forex sa related. Hama apna daily target complete karna chya aur sath ma is bat ko b zaror jan lana chya k un ke quality b achi honi chya un posts aur threads ma knowledge share kya jana chya taka hama forum ke trf sa Acha bonous b mil saka aur baki members ka b faida ho saka is laya hama mehnat sa kam karna chya jatni ham mehnat kara ga forum hama utna he reward da ga bonous ke surat ma.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

              dear friend Forex form ma post or trade Hamen regulate base per karne chahie Hamen Ek Din Mein 50 post aur r tread write Karni chahie aur post quality wali aur knowledgeable honi chahie Jab Hamari post aur trade quality wali hongi To Hamen bola Sabhi Achcha Milega Hamen chahie ke yahan is Pahar post quality wali Karen aur Hamari post Ho trade Aisi honi chahie jisse Hamare junior ki information Hasil kar sake Hamari post bhi informative honi chahie Hamari force GT informative Hogi Hamen bonus utna Achcha milega
              • #8 Collapse

                Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

                hanji brother aap nay theek kaha kay jab ham daily posting ki limits ko pora kar kay kaam karty hein to kabhi nakaam nahi hoty hamari kamyaabhi isi mein hai kay ham forex kay rules ko folow kar kay kaam karein or mehna say ji na chrain phir hi kamyaab ho sakty hein is liye hamen din raat kaam kar kaya apni limits ko pora karein or acha bonus hasil karein jab ham apni limits ko pora nahi karty kabhi bhi bonus hasil nahi kar sakty hamary week ki mehnat waste hojati hai is liye kaam kay miyaar ko bhi acha bnayein or mehnat say kaam karein.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Forum Mein Post Our Threads Ki Tadaad ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ZainSohawa پيغام ديکھيے
                  Dear Forex Mein Hamen Main Apni post ki quality ko bhtr karna chahie a daily basis per 50 post aur 4 Threads create karne chahie
                  Ji bilkul Forex forum mein Hamen Delhi base per 50 post Karni chahie aur iske sath sath 4 threads Karni chahie Kyon ka Agar ham posting ki limit ko increase Karte Hain To isliye Hamen Koi bonus Nahin Milega aur ISI Tarah Agar Ham 4 Se Jyada threads Karte Hain To Aise Bhi Hamen Koi fayda Hasil Nahin hoga Bal ke UN logon ka nuksan hoga jo Hamare Trends Ka Jawab Denge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X