Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain
    Main ne dekha hai ke bohat se log pora din wait karte rehte hain but jese hi movement start ho wo aik dam trade laga dete hain humain wait karna chye ku ke market jese hi move karti ha to zyda tar wo support ya resistance line ko touch kar ke aik dam se wapis ati hai or hum ne wahi se trade le li hoti ha han agr to break kar jaye phr fida ha agr break na kare to bohat zyda loss bi de skti ha islye jese hi movement start ho thori dair wait karian or phr trade lagain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

    trade ko be soch samj kar lagan ho ga hamy trade lagany sy pahly is main stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account or balance ko wash hony sy bachta hain hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karny ka risk lyna chahye hamy is main confidence sy sahe trade lagane chahey hamy galt trade nahe lagane chahey
    • #3 Collapse

      Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

      g han hamain forum main soch smajh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay a ur fourm main movemnt ko dekh k hi hum achy say trade karien gay uar fourm m ain trader banany yk liye mhnt karni ho gi ta k loss km ho sakty hani aur forum main greed ko avod kar k hi hum loss say bach sakty hain but hamainf oruum main kam kar k h ihum acha earn karin gay a k loss km ho saky ga
      • #4 Collapse

        Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SarimWaqar پيغام ديکھيے
        Main ne dekha hai ke bohat se log pora din wait karte rehte hain but jese hi movement start ho wo aik dam trade laga dete hain humain wait karna chye ku ke market jese hi move karti ha to zyda tar wo support ya resistance line ko touch kar ke aik dam se wapis ati hai or hum ne wahi se trade le li hoti ha han agr to break kar jaye phr fida ha agr break na kare to bohat zyda loss bi de skti ha islye jese hi movement start ho thori dair wait karian or phr trade lagain.
        assalam walekum dear forex member apni bilkul sahi kahan hai jitna hamen acchi quality working karenge to hamen form per kamyabi hasil hogi isliye hamen chahie ki Ham apni daily targets Kochi tarike se pura karo form upar acchi working Karen is tarah Ham swayam per ek achcha kam yaha share kar sakte hain jitna Ham quality work karenge itna hamen fayda jyada hasil hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: SarimWaqar پيغام ديکھيے
          Main ne dekha hai ke bohat se log pora din wait karte rehte hain but jese hi movement start ho wo aik dam trade laga dete hain humain wait karna chye ku ke market jese hi move karti ha to zyda tar wo support ya resistance line ko touch kar ke aik dam se wapis ati hai or hum ne wahi se trade le li hoti ha han agr to break kar jaye phr fida ha agr break na kare to bohat zyda loss bi de skti ha islye jese hi movement start ho thori dair wait karian or phr trade lagain.
          aapki baat bilkul theek hain agar market bahut tej ke sath munh kar rahi hai to hamen trade Nahin lagana chahie kyunki useful trade lagana bahut risky hota hai agar for example market Hamare opposite direction mein move karna start kar de to hamen thodi se time mein bahut jyada loss Ho Sakta Hai jiski wajah se Ham disappoint ho sakte hain aur ham trading chhod bhi sakte hain to hamen chahie ki Jab market bahut tej ke sath move kar raha hota Hai to hamen trading Nahin Karni chahie.
          سرکار
          • #6 Collapse

            Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

            Hamen market ki movement ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie then Ham kam Karke acchi earning gain kar sakty hain Forex Ek online or Kabhi Khatam nahi hoga Ham usmein raat mein bhi kam kar sakte hain aur ham is mai Din Mein Bhi kam kar sakte hain Agar Ham itne kam karte hue Karte howe mistake karty Hain To Hamen nuksan ho jaega
            • #7 Collapse

              Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

              Dear brother forex trading men kabi kabi market achanak fast movement shuru kar deti hey iss liay fast movement men trade open nah karen kiun k account jaldi wash ho jata hey iss liay wait karen aur jab market kisi side pe bari move kar k stop karay tu uss waqt trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen lekin trend k opposite trade nah lagaen warna bara loss ho sakta hey
              • #8 Collapse

                Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SarimWaqar پيغام ديکھيے
                Main ne dekha hai ke bohat se log pora din wait karte rehte hain but jese hi movement start ho wo aik dam trade laga dete hain humain wait karna chye ku ke market jese hi move karti ha to zyda tar wo support ya resistance line ko touch kar ke aik dam se wapis ati hai or hum ne wahi se trade le li hoti ha han agr to break kar jaye phr fida ha agr break na kare to bohat zyda loss bi de skti ha islye jese hi movement start ho thori dair wait karian or phr trade lagain.
                dear friend aap ki baat bilkul theek hai forest reading ek aisa online business hai jismein Ham jab chahe jitna chahe kam kar sakte hain isliye hamen chahie ke job for of market ke munh mein bahut jyada fast Ho to hamen is portrayed nahin lagani chahie kyunki market ki movement kisi bhi waqt unexpected ho sakti hai aur aapka account ki awaaz ho sakta hai isliye hamen chahie ke Ham se kam Le aur apne acche ke sath he is per kam Karen ke hamen is achcha profit ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

                  Assalamu alaiku
                  Dear respected people ek samajhdar businessman market ki moment khyal rakhte hue apni e investment lagata hi aur jab ab vah dekhta hai ki a foxex account mein zyada movement Ho Rahi hai to vah apne account ko band kar deta hai Taki woh kisi bhi nuksan se a bache sake aur apne investment ko safe kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

                    Yes dear members h hamain forum main soch smajh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur fourm main movemnt ko dekh k hi hum achy say trade karien gay uar fourm main trader banany k liye mhnt karni ho gi ta k loss km ho aur forum main greed ko avoid kar k hi hum loss say bach sakty hain but hamain fourm main kam kar k hi hum acha earn karin gay ta k loss km ho saky
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab bi market bohat fast movement kar rahi ho to trade na lagain

                      assalamualaikum ji bilkul theek kaha aapane ke agar market bahut fast movement de rahi ho to use waqt kabhi bhi trade nahin lagani chahie kyunki use waqt hamare loss ke chances bahut jyada hote hain kyunki hamari trade risk per hoti hai isliye kabhi bhi fast movement ke time per trade na lagaen Bal ke thoda vate kar le market ke stable hone ka jab market stable Ho jaaye aur acchi indication dene Lage to tab trade lagaen aur acchi analysis karke trade lagaen Taki hamari trade ka main aap jaaye aur hamen achcha profit mile
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Jab Bi Market Bohat Fast Movement Kar Rahi Ho To Trade Na Lagain

                        Introduction


                        Trading ek aisa process hai jismein aap financial markets mein kharid aur bech kar profits hasil karte hain. Lekin kabhi kabhi market ki movement itni tez hoti hai ke usay samajhna mushkil ho jata hai. Aise waqt mein trading karna risky ho sakta hai. Is article mein hum dekhenge ke jab market fast movement kar rahi ho, to humein trading se kyun parhez karna chahiye.
                        Market Ki Fast Movement Kya Hai?


                        Market ki fast movement ka matlab hai ke prices bohat jaldi se upar ya neeche ja rahe hote hain. Is situation ko "volatile market" bhi kaha jata hai. Jab market mein high volatility hoti hai, to traders ko prices ki movement ka andaza lagana mushkil hota hai, jo trading ke liye risky hota hai.
                        Emotional Decision Making


                        Jab market fast movement kar rahi hoti hai, to traders ka emotional state bhi influence hota hai. Aksar traders ghabrahat ya panic mein aakar jaldi faislay karte hain, jo unki trading strategy ko kharab kar sakta hai. Emotional decisions se losses ka khatara barh jata hai, isliye aise waqt mein trading na karna behtar hota hai.
                        Risk Management


                        Trading mein risk management bahut zaroori hai. Jab market fast move karti hai, to risk barh jata hai. Agar aap trading karne ka faisla karte hain to aapko apne capital ka bohot bada hissa khone ka khatara hota hai. Isliye, jab market volatile ho, tab trade na lagana hi aapke liye behtar hota hai.
                        Analysis Ki Kami


                        Fast moving markets mein aapko analysis karne ka waqt nahi milta. Aksar traders charts dekhte hain, news updates ko follow karte hain, aur price patterns ka analysis karte hain. Lekin jab market tezi se move kar rahi ho, to aap in analyses ko nahi kar sakte, jo aapki trading decisions ko behter banate hain. Is wajah se bhi trading na karna acha hota hai.
                        Slippage Ka Khatara


                        Fast market movement ke doran slippage ka khatara barh jata hai. Slippage tab hota hai jab aapka order price par nahi lagta, balki kisi aur price par lagta hai. Yeh aapki expected profit ko khatam kar sakta hai. Isliye, aise waqt mein trading se parhez karna hi behtar hota hai.
                        False Signals


                        Market ki fast movement aksar false signals ko janam deti hai. Traders kuch indicators par rely karte hain, lekin fast movements mein yeh indicators sahi signals nahi dete. Is wajah se, traders galat decisions lete hain, jo unki capital ko nuksan pohanchata hai. Yeh false signals bhi trading na karne ki wajah hain.
                        Wait and Watch Strategy


                        Fast market movement ko dekhte hue, "wait and watch" strategy ko apnana behtar hota hai. Is strategy ka matlab hai ke aap market ko observe karte hain aur tezi se movements ka intezar karte hain. Jab tak market stable nahi hoti, aap trading se door rahte hain. Yeh approach aapko behtar decisions lene ka mauqa deta hai.
                        Psychological Effects


                        Fast market movement ka psychological impact bhi hota hai. Traders ki confidence level gir jata hai, aur wo trade karne se katrate hain. Jab market mein tezi hoti hai, to aapko chinta hoti hai ke aap kaise trade karein. Yeh psychological pressure bhi aapki trading performance ko kharab kar sakta hai.
                        Technical Analysis Ka Asar


                        Fast moving markets mein technical analysis karna mushkil hota hai. Indicators jaise ke Moving Averages, RSI, aur MACD fast movement ke doran accurate nahi hote. Yeh analysis ko bhale hi chhoti si movement par bhi rely karte hain, lekin tezi se movement ke doran yeh signals misleading ho sakte hain. Isliye, jab market fast ho, tab technical analysis na karne ka faisla lena behtar hota hai.
                        Fundamental Factors Ka Asar


                        Market ki fast movement aksar fundamental news aur events se hoti hai. Jab news aati hai, to market turant react karta hai. Is wajah se traders ko samajhna mushkil hota hai ke market kis direction mein ja raha hai. Fundamental analysis ka waqt nahi milta, jo trading decisions ko behtar banata hai. Isliye, aise waqt mein trading na karna behtar hai.
                        Better Trading Opportunities


                        Market jab stable hoti hai, tab trading opportunities zyada hoti hain. Aapko prices ki movement ka asar samajh aata hai aur aap behtar trades kar sakte hain. Fast moving markets mein trading se pehle market ki stability ka intezar karna behtar hota hai. Yeh aapko zyada profitable trades karne ka mauqa deta hai.
                        Learning Experience


                        Jab aap fast moving market mein trade nahi karte, to yeh aapke liye ek learning experience hota hai. Aap market ke behavior ko samajhne ka mauqa lete hain. Aap seekhte hain ke kaise market react karta hai aur kaise aap better decisions le sakte hain. Yeh aapki trading skills ko develop karne mein madadgar hota hai.
                        Conclusion


                        Aakhir mein, jab bhi market bohat fast movement kar rahi ho, to trading na lagana hi behtar hota hai. Emotional decisions, high risk, aur false signals ke khatrey se door rehna zaroori hai. Is wajah se, market ko observe karna aur stable hone ka intezar karna aapko zyada profitable trades karne ka mauqa dega. Trading ka maqsad sirf profit kamaana nahi, balki samajhdaari se decision lena bhi hai. Aapki success aapki trading strategies aur market ki stability par depend karti hai.



                        اب آن لائن

                        Working...
                        X