Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.
    Asalam o alaikum dear forex member men jo bat apse share karna cahata hu ky loss hony ky bad kia kerna cahiye. Dear forex member aik bat hamesha yad rakhien ky forex aik aisa business ha jis mein apko sirf profit he nahi hasil hota balky kabhi kabhi loss bhi ho jata ha asal cheez yeh ha ky ap us loss ko handle kis tarh karty han dear members jb apko loss ho jy to apko sabar se kaam lena chaiye or Ghabrana nahi cahyie. Jb apko loss ho jy to apko cahiye ky apni mistakes ko note kariin ky apko loss hua kis waja se ha or phir onko apny work se kahatm karny ki kosish karen. Jb ap apny work se mistakes ko khtam kar dengy to yaqeenan loss bhi khatm ho jy ga.akhir mein senior se request ha ky wo apna experience bhi zaroor share karein is bary mein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

    forex trading mein loss hota hai apne Allah se dar nahin no doubt ke har feed mein aur har profession mein aur har business main aapko loss hota hai law se aapane darna nahin hai balki losco recover karna haiforex trading mein sabse jyada lost new member ko hota hai jinko trading ke bare mein pata nahin hota hai kyunki vah trading bhi karte Hain aur apne kam ko acha karne ki koshish karte hain lekin log jyada hota hai sabse important message aur sabse bura kam unka you hota hai ki vah paise ke piche bhagte hain aur jyada profit vatan karne ke piche apna lost jyada karte hain aapane aisi nahin karna hamesha profit chhota chhota hoga aap uski earning acchi karenge aur aapki trading mein kaun bada ho gaya agar aapane acchi trading karni aur achcha kam karna hai to apne last ko khatm karna aur trading co perfect karna hai humko improve karna aur trading mein loss ko khatam karna aapki bahut important koshish karenge aapane ek recovery system banana hai jismein Ham loss ko khatm karke trading co perfect isiliye Ho Gaye aapke trading profit Ho Gaya aapka kam vidroh ka kam ko achcha karna aur trading co perfect banana aapke liye lazmi hai na usko recover jarurat nahin hai karne ke liye aapane hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

      hamy is mai sabar karna chahey hamy apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain or next time wo galti nahe karty jis sy hamy loss howa ho forex aik acha karobar hai hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey hum is main jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is main live kam karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

        Phaly sa ziada working ziada knlodage ziada experiene ziada thanks Len or phr plyning change kr k trade lagian
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent20 پيغام ديکھيے
          Asalam o alaikum dear forex member men jo bat apse share karna cahata hu ky loss hony ky bad kia kerna cahiye. Dear forex member aik bat hamesha yad rakhien ky forex aik aisa business ha jis mein apko sirf profit he nahi hasil hota balky kabhi kabhi loss bhi ho jata ha asal cheez yeh ha ky ap us loss ko handle kis tarh karty han dear members jb apko loss ho jy to apko sabar se kaam lena chaiye or Ghabrana nahi cahyie. Jb apko loss ho jy to apko cahiye ky apni mistakes ko note kariin ky apko loss hua kis waja se ha or phir onko apny work se kahatm karny ki kosish karen. Jb ap apny work se mistakes ko khtam kar dengy to yaqeenan loss bhi khatm ho jy ga.akhir mein senior se request ha ky wo apna experience bhi zaroor share karein is bary mein.
          dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar ham forum ke upar acchi quality working Karenge aur apni post aur threads quality ko Behtar karne ke liye Apne seniors ki post Aur treads Ko acche tarike se padenge aur usko sikhenge To Hamen is Forum per bahut kamyabi Hasil kar sakte hain. Balke Hamen Forex forum per acchi quality working Karke kam karna chahie Taki Hamare weekly bonus Achcha Aaye aur ham trading ke bare mein Achcha knowledge Hasil Karke Apne Dam account ke upar practice Karke apne aap ko ek Achcha profit bhi De Sakenge.
          • #6 Collapse

            Forex trading me loss bhi hota hai aor profit bhi agar badqismati se se s hoo jaey to ghabro nahi phir isko kisitarah recover karo aor woh hogaa AP ke experience se is liey dear AP forex ko time den aor galti na Kare.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

              Yes. Forex trading ma loss any par pareshan ni hona chahe. Forex trading ma loss k bad phr ay market ko examnine karna chahe or achy entery point par small lot k sath market ma enter ho jana chahe. Forex trading ma ik he din sara loss recover ni hota. Forex trading ma enter hony par b jaldi ni karni chahe. Forex trading ma agr acct wash ho giya hai to apko chahe k forum ma wapas chalyn jayn or phr sy lagatar mehnat karna sharu kar deyn
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent20 پيغام ديکھيے
                Asalam o alaikum dear forex member men jo bat apse share karna cahata hu ky loss hony ky bad kia kerna cahiye. Dear forex member aik bat hamesha yad rakhien ky forex aik aisa business ha jis mein apko sirf profit he nahi hasil hota balky kabhi kabhi loss bhi ho jata ha asal cheez yeh ha ky ap us loss ko handle kis tarh karty han dear members jb apko loss ho jy to apko sabar se kaam lena chaiye or Ghabrana nahi cahyie. Jb apko loss ho jy to apko cahiye ky apni mistakes ko note kariin ky apko loss hua kis waja se ha or phir onko apny work se kahatm karny ki kosish karen. Jb ap apny work se mistakes ko khtam kar dengy to yaqeenan loss bhi khatm ho jy ga.akhir mein senior se request ha ky wo apna experience bhi zaroor share karein is bary mein.
                Dear friend aapki baat bilkul theek hai Indian friend forest ek aisa online business hai jis mein han jab chahe Jahan se kam kar sakte hain se kaisa online business hai jismein sirf profit bhi nahin hota abhi hota hai isliye hamen chahieagar hamen Las Ho jata hai to vah hamen is per sabar se dwara kam karna hi chahie kyunki hamen hamari nahin aati dobara Apne last aur cover karne mein madad de sakti hai isliye hamen chahie hai ki ham sabar ke sath kam karte hue hi Apne knowledge or experience ke sath jab Ham kam karte Hain to hamen is dwara Apne lash ko recover karte hue achcha profit Hasan kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

                  Forex Mein loss aane ke bad Hamen Sabar karna chahie Jo log loss hone ke bad Sabar karte hain wo is main zarur acchi kamyabi Hasil karte hain Kyunki Sabar karne se hi kamyabi milti hai bagair Sabar karne se Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kuchh log Sabar ke Baje jaldbazi karte hain aur Apna Sara account Gava Dete Hain isiliye Hamen Apne account ko sev rakhne se bahut zyada fayda ****l karte hain aur ham Apna lost Bare aasani ke sath recover kar lete hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

                    Forex trading main agar loss ho bhi jaye to sub se pehly to ghabrana nai chahye balky come back krna chahye or dubara se seekh kr apni ghaltio ko door kr k ek bar phr koshish krni chahye kiu k ap tab haarty hain jab ap koshish krna chorr dety hain to koshish kabhi naa chorry kamyaabi zroor mily gi chahy der se mily but mily gi zroor
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

                      Yes dear Forex mein loss hone ke bad hamen chahie ke ham market ki moment per najar rakhen aur aur koshish karen ke hamari trade profit main jaaye ya possible hi market ko analyse karke hamen market ko observation karte rahana chahie agar Los Ho bhi jata hai to hamen main pahle se jyada mehnat karni hogi or mehnet se a loss or profit mein tabdeel karna hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

                        Assalamu alaikum my home all of you will be happy and enjoying good health with the blessings of Allah Almighty ji aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai Forex Mein loss Hamari apni mistake ki vajah se Aata Hai To Agar Hamen loss ka Samna karna padta hai to Uske bad Hamen Hosla nahi harna chahie Bandh Ke Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie yah dekhna chahie ke Hamen Kis vajah Se loss ka Samna karna Pada Aur aainda Ke Liye Hua mistake Nahin Karni chahie aur acchi se acchi posting aur threading Karni chahie Is Tarah Ham kamyabi Hasil kar sakte hain Shukriya.💐💐💐
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

                          AGGAR FOREX MEN HAMEIN LOSS HOTA HAI TO HAMEIN LOSS KO RECOVWER KARNA CHAHE AUR APNE KAAM KO ACHE TARAH SAAY KARNA CHAHE AUR POORI LIMIT POSTING KEE KARNE CHAHE TABB HE HUMM ACHE EARNING HAASIL KWERR PAYEN GAAY AUR PHERR HUMM APNE KAAM KO BEHTREEN SAAY BEHTREEN BANAA SAKTEN HAIN aur pherr humm loss ko recover kerr sakten hain aur pherr acha bonus haasil ho gaa
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein loss aany ky bad kia karna chayie.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent20 پيغام ديکھيے
                            Asalam o alaikum dear forex member men jo bat apse share karna cahata hu ky loss hony ky bad kia kerna cahiye. Dear forex member aik bat hamesha yad rakhien ky forex aik aisa business ha jis mein apko sirf profit he nahi hasil hota balky kabhi kabhi loss bhi ho jata ha asal cheez yeh ha ky ap us loss ko handle kis tarh karty han dear members jb apko loss ho jy to apko sabar se kaam lena chaiye or Ghabrana nahi cahyie. Jb apko loss ho jy to apko cahiye ky apni mistakes ko note kariin ky apko loss hua kis waja se ha or phir onko apny work se kahatm karny ki kosish karen. Jb ap apny work se mistakes ko khtam kar dengy to yaqeenan loss bhi khatm ho jy ga.akhir mein senior se request ha ky wo apna experience bhi zaroor share karein is bary mein.
                            dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar ham forum ke upar acchi quality working Karenge aur apni post aur threads quality ko Behtar karne ke liye Apne seniors ki post Aur treads Ko acche tarike se padenge aur usko sikhenge To Hamen is Forum per bahut kamyabi Hasil kar sakte hain. Balke Hamen Forex forum per acchi quality working Karke kam karna chahie Taki Hamare weekly bonus Achcha Aaye aur ham trading ke bare mein Achcha knowledge Hasil Karke Apne Dam account ke upar practice Karke apne aap ko ek Achcha profit bhi De Sakenge.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X