Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai
    Assalamu Alaikum dear forex members ummid hai ki aap sab theek Honge Mera aapse yah Sawal hai ki Ham Forex Ne loss ko kaise recover kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

    Ji han Bajar Uske bad FIR Kuchh sahi hai aur Main is Baat Ko manta hun ki agar Hamen loss Ho To Hamen ismein bahut hi gussa aata hai agar Hamen profit Ho To Hamen ismein bahut hi Khushi hoti isiliye Hamen chahie kya 12 Miloge Ho To Main kabhi bhi Dukhi Nahin honi chahie Kyunki lost to hota rahata hai aur profit bhi hota hai isiliye main chahie ke Achcha posting Sahi Ham profit Kama sakte hain Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar2677 پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear forex members ummid hai ki aap sab theek Honge Mera aapse yah Sawal hai ki Ham Forex Ne loss ko kaise recover kar sakte hain
      Salam dear members g agr humy loss hota hai to hum usy cover ek hi surat main kr skte hn wo humy chaiye k hum double mehnat kren tab hi hum is main kamyab ho skte hn isliye esa koi bhi kam na kren jis sy apko loss face krna prhe isliye mehnat krna kbhi bhhi na choren is main ap hi ka faida hai hum jtna acha or soch samjh k kam kren gy kamyab hongy isliye loss cover krne k liye humy zaida mehnat krni prhe gi tab hi hum kamyab ho skte hn pak forex main or achi earning kr skte hn is sy ....
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

        d3ar friend forex trading mn sb sa moshkil kam loss ko recover krna hota ha lekin agr ap sabr aur hauslay k sath small lot k sath chhoti chhoti trade lga kr loss ko recover kren to ap asani k sath loss ko recover kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

          walekum assalam dear friend loss ko Hamen recover karne ke liye mehnat ke sath sath market ke bare mein update Hasil Karte Rahana chahie Hamen Jitna Jyada Uske bare mein Hi Naam Hoga itne hi Ham nuksan se save rah Sakenge aur Sahi Faisla Le Sakenge aur acchi trading kar Sakenge Jab market to acchi Tarah Jaan Lenge To Hamara Jo nuksan Hua Hai osayrecover kar Sakenge
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: OnePoint1 پيغام ديکھيے
            Ji han Bajar Uske bad FIR Kuchh sahi hai aur Main is Baat Ko manta hun ki agar Hamen loss Ho To Hamen ismein bahut hi gussa aata hai agar Hamen profit Ho To Hamen ismein bahut hi Khushi hoti isiliye Hamen chahie kya 12 Miloge Ho To Main kabhi bhi Dukhi Nahin honi chahie Kyunki lost to hota rahata hai aur profit bhi hota hai isiliye main chahie ke Achcha posting Sahi Ham profit Kama sakte hain Shukriya
            Dear friend loss or profit to donon hi ka business kaise hote Hain forest Ho jata hai to hamen isko karna hota hai kyunki trading ka basic rule hai khola so jata hai to usko karna hota hai aur bad mein hi aap se profit hasil kar sakte hain isliye hamen chahie ki ham Apne lash ko khabar karne ke liye mehnat Karen Kahan ke Ham isase achcha profit hasil kar sake Hain hamare pass jab tak knowledge nahin hoga tab tak nahin karenge to use nahin ho sakta
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

              G to dear members 😇
              Loss ko hum tab hi recover Kar sakty Hain jb hum ak achi planning Kay sath chalen gain or Zyada mehnat kren gain apny loss ki wjhuhat ko khtm kren gain or Jo mistake hoi hun unhen improve kren gain then hi hum profit hasil Kar saken gain or loss ko recover krny Kay liya humen learning ki the best karna ho ga agr hamri learning achi ho jy gi tu work bhi acha ho jay ga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                Forex mien loss ko recover kerna bohat hi zarrori hota hai hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kare aur ache se ache quality ka kam kare aur sooch samjh ker kam kare. Jab hume loss ho jae tu hume hume preshan nhi hona chahie aur na hi emotional hona chahie agar hum aisa kare ge aur double minded ho ker kam kare ge tu hume sirf aur sirf loss hi hasil ho gi. Isliye sabar se aur hosel se kam kare tu hi hum forex mien kamayab hon ge. Zyada se zyada mehnat kare aur ache se ache quality ka kam kare jis se hume ache earning bhi hasil ho aur forex business mien kamayab bhi hon ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                  loss ko recover karne ke liye Hamen mehnat ki bahut jyada jarurat hoti Hai Ham itni jyada mehnat Karenge aur apni mistake ko mind Mein rakhenge learning Karenge utna hi Ham apne loss ko jaldi recover kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                    Dear friends loss ko recover karny ka bhot asan tareqa hai k ap aik to bhot lalach k chakar mai bhari bhari lot size na lgye bilky lot size kam rakh k apna loss recover karny ki koshesh kary or jaha tak ho saky sabr k sath kam kary or market ko dakh kr lot lgaye overloded tread hmari liye mazeed loss ka bahes banti hi
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                      dear friend, agr trade ma loss ho jay to pareshan nhi hona chaiay bl k planing k sath usay recover karnay ki koshish karain aur apni learning use kar k achay chance ko avail karain, small lot k sath trade karain aur ye baat mind ma rakhain k hm sara loss aik hi waqt ma recover nhi kar saktay bl k thora thora kar k recover ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                        Agar aap Forex trading ke andar loss kar lete hain to loss ko recover karne ke liye aapko kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie aapko apna loss Apne experience aur knowledge ke sath hi recover karna chahie bahut jyada trader is vajah Se Apna account watch kar lete hain ki Jab unko loss hota hai to Unka Dil Toot Jata Hai Jiski vajah Se vah ismein Badi lot size lagakar Apne loss ko recover karne ki koshish Karte Hain Jis vajah Se Unka account was ho jata hai aur sari investment Unki nuksan Mein Chale Jaati Hai Hamen ismein Sabar ke sath kam karna hai aur apne losco money management Apne knowledge aur apne experience ke sath hi recover karna hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                          Assalamu Alaikum nahin karta hun kya sab theek hun Kya Main aapko Dena chahta hun Kyon Tumko Chahe kam Forex Mein Dil lagakar manu's Ke Sath Ham Karenge Ham Karenge aur kar sakte hainHam Sabko Chahe kam Forex mein jyada Jyada Achcha aur bus party wala kam karna Kyunki best quality kam karne se acchi kamyabi Hasil Hoti Hai Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                            Loss Forex trading ka lazmi hissa hai ye mumkin nahin hai k apko hamesha profit ho aur loss kabi na ho. Jab b apko loss ka samna karna paray to usko ek he trade men recover karnay ki koshish na Karen. Q k ap ek trade men recover karnay k lye bari lot lagaen gay aur agar trade ap k against chali gai to apka account b wash ho jaye ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko kaise recover Kiya Ja sakta hai

                              Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki loss ko kaise recover Kiya ja sakta hai bilkul aise hi baat hai agar aap log apne dost ko recover karna chahti Hain to uske liye aapko market ke sath attach rahana hoga market mein acchi in tarika khyal rakhna hoga focus rakhna hoga ek acchi in aapka Sara lost recover kar sakti hai jitna jyada aap log mehnat ke sath trade lagoge ek hi trade Sahara aapka loss ko recover kar sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X