" Ye Sawal " Forex Mai Any Wali Mushkilat " Par Mabni Hai "
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    " Ye Sawal " Forex Mai Any Wali Mushkilat " Par Mabni Hai "
    Asslamualeikum


    Topic Ka Naam : “ Trading Mai Mushkilat “

    Topic Ki Deegar Malomaat :


    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….

    Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Yen Hai Keh Hamein Forex Mai Kin Mushkilat Ka Samanah Karna Parta Hai Or Koun Karna Parta Hai Or Kis Liyte Karna Parta Hai Or Kia Wajohat Hoti Hain In Mushkilat Kay Peechay Ki Or Hamein Kis Trah Is Say Nibatnah Chahiye Or Hamein Iskay Kia Faiday Or Nuksanat Hotay Hain Or Faidy Nuksan Mai Tu Nhi BNadlaty Ye Sab Ap Is Thread Mai Reply Kar Saktay Hain Or Ap Acha Perform Kar Saktay Hain..

    Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

    Click image for larger version

Name:	maxresdefault.jpg
Views:	1
Size:	336.0 کلوبائٹ
ID:	12466460

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot; Ye Sawal &quot; Forex Mai Any Wali Mushkilat &quot; Par Mabni Hai &quot;

    dear forex markeet ho ya koi bhi aur business main ham kaam kartay hain jub tak ham us main khud koi mushkil ko samnay nai rakhtay hain koi bhi mushkil apnay aap hamray samnay nai aty hay is liye gar ham forex markeet main har kisam ki mushkilaat say bach kar is main trades karna chahtay hain to hamaray liye yeh baat bahut he zaruri hay k ham makreet main kaam karnay say pehlay isk baray main achay say acha knolwedge hasil kartay huway is main kaam ko start karain aur agar ham is makreet main without knowledge ya experience k kaam kartay hain to hamara is markeet main kamyaab hona bhi na mumkin hay aur isk baray main samjh lain abhi na mumkin hay jisk liye zaruri hay k ham makreet k start say lay kar is k end tak ka process hasil kartay huway is main kaam ko start karain aur agar ham aisa nai kartay hain to hamaray samnay har aik trades k baad lose hay aur har aik trades lainay main bhi ham kabhi acha koi acha faisla nai kar paingay jisk liye hamain sab say pehlay yeh learn karna lazmi hay k makreet hay kia is main kaam karnay k liye hamko kam say aur ziada say ziada kitni invest ki zarurat hay agar ham is baat ko sahi tareekay say smajh laitay hain to ham pay koi bhi markeet k baray main mushkil ka ana na mumkin hay jis main agar ham lalach kartay huway is markeet main kaam karty hain to tab bhi hamko markeet main bahut sari mushkilaat ka smana ho sakta hay agar ham markeet main unexperts traders k signals ko follow kartay huway kaam kartay hain to tab bhi ham is markeet main har aik mushkil ka smana kartay huway dikhai daingay aur agar ham mony managmnt say kaam nai akrtay hain to tab bhi hamko is markeet main bahut sari mushkilaat ka samna ho sakta hay aur agar ham nay aisay tareekay say opposit kaam karna hay to tab ham is market main anaewli har aik mushkil ka samna karnay ka experience apnay aap he hamko mil jayega.
    • #3 Collapse

      Re: &quot; Ye Sawal &quot; Forex Mai Any Wali Mushkilat &quot; Par Mabni Hai &quot;

      Dear aapane Jo topic discussion ke liye select kiya hai no doubt bahut hi important topic hai aur jitni bhi member Forex trading Mein kam kar rahe hain Har member ko Forex trading mein bahut sari Mushkililat ka Samna karna hota hai aur is situation mein bahut hi Sabar ke sath un Ko Samna karte hue Forex trading co successful banana hota hai jo ine Mushkilat ka Samna nahin kar sakta aur ghabra Jata Hai vah Kabhi Bhi Ek successful trader Nahin Ban sakta main aapke Samne Kuchh information share karna chahta hun ki aap ko Forex trading Mein Kaisi Mushkilat Ka Samna karna ho sakta hai aur Unka solution kya hai.

      Lack of information:
      Dear Forex trading main aapke liye Sabse Badi problem tab Hoti Hai Jab aapke pass Forex trading ke related information Na Ho Jab aapke pass information Nahin Hoti to aapke liye different problems ho sakte hain aur aap ek acchi trading karne ki koi position Mein Nahin ah sakte isliye agar aap ko learning ke related kuch problem hote hain to aapko un problem ko solve karne ke liye Forex kay related learning aur knowledge Hasil karna hoga.

      Kunk jab apko learning ni hoti tu us ma ap properly analysis ni kr sakhty or na hi apko candlestick ki information hoti hai or na hi ap ko indicator ka proper istemal krna ata hai is liye jab apk pas complete learning hoti hai tu us ma apk kafi problems solve ho jaty hain.

      Isi ka sath sath jab ap demo account per practice ni krin gay tu ap bahut sari problems face krna phar sakhty hain js ki waja sa ap kafi mistakes bhi kr sakhty hain. Is liye is related ap tamman problems demo per practice kr kay bhi khutm kr sakht hain. Main umeed krta hun ap meri post sa agree krin gay or apka questions clarify ho jye ga.
      • #4 Collapse

        Re: &quot; Ye Sawal &quot; Forex Mai Any Wali Mushkilat &quot; Par Mabni Hai &quot;

        Dear is bat mein koie shak nahe ke forex ke business mein boht se mushkilat ka samna bhe krna padta hai aur daffa traders ko tricky situation ko bhe face krna padta hai kyunki forex ki market kabhe bhe ek he direction ya ek he side per move nahe krti aur forex ke business ko samjhna bhe koie asan kam nahe is business ko samjhne ke liye acche se accha experience hona boht he zaroori hai aur ek kamiyab trader banane ke liye achi information gain krna bhe zaroori hai aur trader ko har ek cheez ke bare mein jo forex se related ho os ke bare mein achi information aur knowledge ka hona boht he important hai without proper knowledge aur experience ke koie bhe trader forex ke business ko samjh he nahe payaga

        forex mein aksar trader kyn fail ho jaten hain:-forex ke business mein 90% log fail he hoten hain ye ek karwa such hai forex boht se trader isliye fail ho jaten hain ke unke pass proper information aur proper knowledge nahe hota aur lack of knowledge ki wajah se he fail ho jaten hain kyunki forex ke business mein jitna profit hai utna loss bhe hai forex ke business ko ek side se nahe dekhan chahie balke risk factor ko bhe aapne mind mein rakh krke kam krna chahie forex mein kamiyabi tabhe milege jub kise trader ke pass acha knowledge aur experience hoga aur har ek situation aur har ek movement se wo trader achi tarah se wakif hoga tabhe koie trader forex ke kam ko achy tarike ke sath handle kr payegea

        Benefit of forex:-forex ke business mein benefits boht se hain aur kafi acchi facilities bhe forex ke business mein paye jaten hain ager is business mein proper focus ke sath kam kiya jaye aur sabar ke sath kam kiya jaye aur apne experience ka istemal ache tarike ke sath kiya jaye to ache se accha profit forex ke business ke earn kiya ja sakta hai forex ke business mein kamiyabi sirf aapke experience per he depend krti hai aur har mushkil hal bhe accha experience he hai kyuki accha experience he aapko har ek mushkilat he bahir nekal sakta hai aur jis trader ke pass skills ache hain wo aur behtar trarike ke sath kam krke forex ke business se accha profit earn kr sake ga Forex ke business mein profit aapki aur hamari soch se kahe ziyadeh paya jata hai bs zaroort hai aapne experience ko acche tarike ke sath use krne ki aur right time per entry lene ki jitna sabar ke sath kam karenge aur har ek cheez ko analysis krne ke bad he koie step lenge tab ja krke forex se accha profit earn kr payenge
        • #5 Collapse

          Re: &quot; Ye Sawal &quot; Forex Mai Any Wali Mushkilat &quot; Par Mabni Hai &quot;

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ibrahim6666 پيغام ديکھيے
          Asslamualeikum


          Topic Ka Naam : “ Trading Mai Mushkilat “

          Topic Ki Deegar Malomaat :


          Aj Me Jis Topic Pe App Sab Sy Baat Krnay Ja Rha Houn Wo Ek Bhut Acha Topic Hai Umeed Karta Houn Keh Ap SabKo Bhi Pasand Aye Ga Or Ap Sab Acha Response Kro Gay…Tu Topic Ko Start Karty Hain………….

          Aj Me Jis Topic Pe App Sab Say Baat Karnay Ja Raha Houn Wo Yen Hai Keh Hamein Forex Mai Kin Mushkilat Ka Samanah Karna Parta Hai Or Koun Karna Parta Hai Or Kis Liyte Karna Parta Hai Or Kia Wajohat Hoti Hain In Mushkilat Kay Peechay Ki Or Hamein Kis Trah Is Say Nibatnah Chahiye Or Hamein Iskay Kia Faiday Or Nuksanat Hotay Hain Or Faidy Nuksan Mai Tu Nhi BNadlaty Ye Sab Ap Is Thread Mai Reply Kar Saktay Hain Or Ap Acha Perform Kar Saktay Hain..

          Apko Agr Mera Thread Pasand Aya Ho Tu Ap Zaroor Ise Like Karein Or Mughe Support Karein Please.

          [ATTACH]16795[/ATTACH]
          Dear forex members trading me Kafi mushkilat ati ha lekin un mushkilat ko face karna boht himat ki bat ha ap apni himat mat hary trading me predictions kabi bi change hoskti ha koi bhrosa ni is liye sath sath analys market ko karty rahe emotions ko control me rahk k trading kare😍
          • #6 Collapse

            Re: &quot; Ye Sawal &quot; Forex Mai Any Wali Mushkilat &quot; Par Mabni Hai &quot;

            G han dear ye bat tu hai kay start mai kafi masail atye hain ap nay trading karni hai tu ap kaliye parshamiya tu banti hai kiyu kay trading karna he main point hai jub kay es mai kafi mushkilat bhi atye hain tu ap ka kam hai kay ap tradinh mai mahnet aur lagan kay sath apna kam hamesha kartye rhain shuru mai kafi masail ka samna karna parta hai per bad mai ap kay masail kafi kam ho jatye hain kiyu kay ager ap es mai lagtar kam kartye rhatye hain tu ap kaliye kafi asani ho jatye hain kiyu kay kam kay sath sath ap es mai acha kam kartye hain aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap apna kam acha kartye hain tu ap hamesha he es mai kamyabi hasil kar laitye hain tu apna kam ap achye say acha karain mahnet aur lagan kay sath apna kam jari rakhain kiyu kay ap ka kam kafi acha ho jata hai ager ap es mai mahnet ayr lagain kay sath kam kartye hain tu ap mistke kartye hain tu ap es mai kitni mistake kar lain gaye aik time pay kiyu kay ap es mai jitni zayda mistake kartye hain ap ka atna he zayda faida ho jata hai kiyu kay mistake say insan kafi seekhta hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain mahnwt aur lagan kay sath kam karain aur mahnet karna kafi had tak zaroori hota hai bina mahnet kay ap kabhi es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam es mai acha tabhi hota hai jub ap es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap ka kam hay ap es mai hamesha mahnet aur lagan kay sath apna kam jari rakhain aik na aik time pay trading ap kaliye asn ho jatye hain kiyu kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap ko es mai kamyabi tu mil he jatye hain tu acha kam ho aur kamyabi na milye aisa kabhi nhi ho sakta hai
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: &quot; Ye Sawal &quot; Forex Mai Any Wali Mushkilat &quot; Par Mabni Hai &quot;

              Assalamualaikum trading member forex trading mein aane wali mushkil ka hal aap aasani se talash kar sakte ho agar aap trading market mein technical and fundamental analysis follow karen aur market ko independent analyse karen to aap aasani se acche trader bankar market se acchi earning kar sakte ho aur Management kar sakte ho trading market mein earning aapki approach pet paint karti hai agar aapki approach acchi hai aur aapane trading market mein sabar ke sath trade old rakhi aur achcha analysis Kiya aap kamyab ho sakte ho.
              Forex trading market mein mental set up planning fundamental analysis economic calender code calendar use karne ka tarika aapko maloom app trading market mein Management kar sakte ho stop loss use kar sakte ho take profit use kar sakte ho support and resistance a successful ho sakte ho trading market mein multiple tools use karen trentline maloom karne ke liye apko forex forum ma kaam krna chye ta ky ky apko acha kqmm krny ki himaat ho saky trading ke liye multiple source use karte hue kam karna chahie aur focus hamara per hona chahie.
              Candlestick chart pattern support and resistance ine ko samajhne ke liye demo account mein practice karni hoti hai Pakistan forex forum mein senior members ko follow karna hota hai successful traders market mein kamyab ho sakte hain jab tak kaun ho anil ki samajh nahin aati management ki samajh nahin aati trailing stop use nahin kar sakte kamyab nahin ho sakte
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: &quot; Ye Sawal &quot; Forex Mai Any Wali Mushkilat &quot; Par Mabni Hai &quot;

                pricey foreign exchange markeet ho ya koi bhi aur commercial enterprise primary ham kaam kartay hain jub tak ham us principal khud koi mushkil ko samnay nai rakhtay hain koi bhi mushkil apnay aap hamray samnay nai aty hay is liye gar ham foreign exchange markeet foremost har kisam ki mushkilaat say bach kar is main trades karna chahtay hain to hamaray liye yeh baat bahut he zaruri hay ok ham makreet major kaam karnay say pehlay isk baray important achay say acha knolwedge hasil kartay huway is principal kaam ko start karain aur agar ham is makreet main with out know-how ya revel in ok kaam kartay hain to hamara is markeet primary kamyaab hona bhi na mumkin hay aur isk baray predominant samjh lain abhi na mumkin hay jisk liye zaruri hay okay ham makreet k begin say lay kar is k cease tak ka manner hasil kartay huway is essential kaam ko begin karain aur agar ham aisa nai kartay hain to hamaray samnay har aik trades k baad lose hay aur har aik trades lainay principal bhi ham kabhi acha koi acha faisla nai kar paingay jisk liye hamain sab say pehlay yeh research karna lazmi hay k makreet hay kia is main kaam karnay okay liye hamko kam say aur ziada say ziada kitni invest ki zarurat hay agar ham is baat ko sahi tareekay say smajh laitay hain to ham pay koi bhi markeet k baray principal mushkil ka ana na mumkin hay jis fundamental agar ham lalach kartay huway is markeet predominant kaam karty hain to tab bhi hamko markeet primary bahut sari mushkilaat ka smana ho sakta hay agar ham markeet essential unexperts investors okay alerts ko follow kartay huway kaam kartay hain to tab bhi ham is markeet primary har aik mushkil ka smana kartay huway dikhai daingay aur agar ham mony managmnt say kaam nai akrtay hain to tab bhi hamko is markeet foremost bahut sari mushkilaat ka samna ho sakta hay aur agar ham nay aisay tareekay say opposit kaam karna hay to tab ham is marketplace principal anaewli har aik mushkil ka samna karnay ka experience apnay aap he hamko mil jayega.

                اب آن لائن

                Working...
                X