jitni mehnat utna hi profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jitni mehnat utna hi profit
    Assalam-0-Alikum dear forex member aj ka mera topic hai jitni mehnat utna profit kuxh log mehnat tu nahi karty likn profit acha chty hai jab k unko smjhna chiye koi b kaam ku na ho mehnat karni sy koi b kamyab nai ho jata or forex online business hai jo puri duniya main use kiya ja raha hai forex main jo mehnat karna hai jo experience or acha knowledge rkhta hai profit b usko hi milta hai or knowledge or acha experience humhy mehnat karny sy hasil ho ga bagir mehnat ik tu hum loss main jye gy or dosra humhy profit b acha nahi ho ga jab tak mehnat kary gy us waqt tak hum kamyab hoty chly jye gy is liye humhy chiye k hum mehnat kry or acha profit gain kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jitni mehnat utna hi profit

    Jitni mehnat utna profit aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jitni zayida mehnat say kaam kray gay tu aap ko atna zayida profit ho ga agar aap mehnat nahi kray gay achi trading nahi kray gay tu aap ko Kam profit ho ga iss Lia jitni zayida mehnat atna zayida profit
    • #3 Collapse

      Re: jitni mehnat utna hi profit

      Profit of ko aapki trade ki vajah se Milta hai aur trade main aapko analysis karne hote hain aap jitne acche analyses Karenge aap Court Nahin Achcha uska result Milega isliye Hamen chahie ki Ham Apne analyses per focus Karen aur jitne Jyada Ham Apne analysis per mehnat Karenge utna hi kamyabi Hamare liye Aasan Hogi isiliye sabse pahle Hamen Apne analyses to focus karna Kareeb chahie trend ko find Karen Agar train ke bare mein pata chal Jaaye to Uske bad hi Hamesha trade Karen Tanki side per
      • #4 Collapse

        Re: jitni mehnat utna hi profit

        Dear forex ke kam mein jitni jyada mehnat karenge utna hi aap Ko fayda hoga without mehnat ki koi bhi trading forex ke business mein kamyabi hasil nahin kar payega mehnat karke hi kamyabi hasil ki ja sakti hai chahe aap kis be filled mein chale jao ya kisi bhi business ko join kar lo agar aap vahan per mehnat karenge tabhi aap ko kamyabi milegi aur forex ka business ek international business hai jismein mehnat karke hi kamyabi hasil kar sakte hain aur jitna ho sake apne trading skills ko improve Karen aur learning per focus the demo account per acche tarike ke sath prektis Karen aur forex ke business ko samajhne ki koshish karen jitni jyada aap practice karenge aur mehnat ke sath kam karenge badle mein apna hi achcha aap ho profit hasil hoga forex ka kam bahut hi achcha kam hai aur ismein profit unlimited hai
        • #5 Collapse

          Re: jitni mehnat utna hi profit

          walaikum.aslam dear forex friend apki bat bilkul durust hai jitni mehnat kro gy utna phal mily ga kisi bhi mehnat raey ga nahi jati han kbhi kbhi apki kamiyabi ka time muqarar hota hai is liye jaldi se mayus ni ho jana chahye apne phal ka intzar kren apka phal apko zrur mily ga na umeed nahi hona
          • #6 Collapse

            Re: jitni mehnat utna hi profit

            اصل پيغام ارسال کردہ از: iffatjutt پيغام ديکھيے
            Assalam-0-Alikum dear forex member aj ka mera topic hai jitni mehnat utna profit kuxh log mehnat tu nahi karty likn profit acha chty hai jab k unko smjhna chiye koi b kaam ku na ho mehnat karni sy koi b kamyab nai ho jata or forex online business hai jo puri duniya main use kiya ja raha hai forex main jo mehnat karna hai jo experience or acha knowledge rkhta hai profit b usko hi milta hai or knowledge or acha experience humhy mehnat karny sy hasil ho ga bagir mehnat ik tu hum loss main jye gy or dosra humhy profit b acha nahi ho ga jab tak mehnat kary gy us waqt tak hum kamyab hoty chly jye gy is liye humhy chiye k hum mehnat kry or acha profit gain kry
            forex market Mein kamyab hone ke liye aapko mehnat karni hoti hai agar aap is market mein main jyada mehnat karte hain to aapko is market mein jyada profit Mil jata hai is market Mein kamyab hone ke liye aapko money management ke rules ko Man Mein rakhte hue kam karna hoga jo tradus market Mein money management ke rules to follow nahin karte unko kabhi bhi kam ja bhi nahin milati aapko is maarpeet Mein kamyab hone ke liye mehnat karni hogi uske bad aap is market Mein kamyab Ho jaate Hain Jo traders market Mein trading plan banakar kam karte hain unko achcha profit Mil jata hai
            • #7 Collapse

              Re: jitni mehnat utna hi profit

              Forwx main kaam karte hue hun jitni nehnat karen gen utna bume js main profit hoga isliye hume chaye k bum is main mehnat or hardwork karte rahe taa m hum har haal maim successful ho saken gen isliye hume is main kamyab hoskte hain.
              • #8 Collapse

                Re: jitni mehnat utna hi profit

                Assalamu alaikum ji han aap ki baat se main agree karti hun ke Ham jitne jyada mehnat karte jaenge hamen utna hi achcha profit Hasal hoga agar Ham forex per jyada profit hasil karna chahte hain to hamen jyada mehnat karni padegi forex per prophet mehnat per depend karta hai aap aap jitni jyada mehnat karte jaenge aapko utna hi jyada profit milta jaega ek achcha forex per jyada mhnat karke hi apne trading ko kamyab banata hai mehnat kamyabi ki kunji hai shukriyàaaaa ☺️
                • #9 Collapse

                  Re: jitni mehnat utna hi profit

                  Ji bilkul Hamen Kisi bhi work ko complete karne ke liye bahut ziada mehnat ki zarurat Hoti Hai bilkul isi Tarah Forex forum Bhi Ek great business Hai Un Logon ke liye Jo bahut zyada hard worker Hain isiliye agar aap Forex forum Mein Kamyab Hona chahte ho to aapko mehnat karna Hogi aap demo account per work Karen demo account per kam Karen wahan sikhen samjhe informative post Karen unko read Karen Apne senior se tips Hasil Karen beneficial aur successful tips Hasil Karen Taki aap Forex forum Mein acche aur beneficial trader ban sko isiliye zyada Se ziada mehnat Karoge utna hi Achcha knowledge or experience milega Jaisa ki aapane kaha hai ki jitni zyada mehnat uthana ziada profit bilkul aapane sahi kaha hai Ham Kisi bhi kam Ko Jitna zyada interested Lete Hain Hum Uske Mutaliki utna Acha sikhate hain aur Acha perform kar sakte hain bilkul isi Tarah forex Mein Bhi Ham jitni zyada mehnat karte hain utna hi zyada Hamen sikhane Ko Milta hai aur ham Acha bonus gain Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jitni mehnat utna hi profit

                    Asalam o Alaikum g mehnat k bgair to koi kam nahi hota agar ap chahte hai k ap zayada se zayada profit earn kare to us k liye apko mazeed mehnat karne pare gi ku k kuch members sochte hai k hum mehnat b na kare or profit b earn karte jaye to aisa bilkul b nai hota forex me ap jitni mehnat karte hai apko us k according bonus milta hai or usy bonus se ap trading kar k profit earn kar sakhte hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jitni mehnat utna hi profit

                      Ji bilkul Forex trading Mein learning bahut jyada jaruri hai agar aap learning Nahin Karte to aap ko kabhi bhi achcha bolate Nahin Milega To isliye aapko chahie Forex trading mein jyada Se Jyada mehnat Karen knowledge gained Karen Jitna Achcha knowledge Hoga utani hi aapka Achcha bonus hoga to isliye Forex trading mein aap jitne ki posting aur thread Honge utna hi acche aapka bonus Hoga Jab aap acche aur posting karte hain to aapko life her comments acche Milte Hain isase aapko bonus increased hota hai aap acche thread aur posting Usi time kar sakte hain Jab aapke pass Forex ke relevant knowledge Hoga Agar aapke pass Forex ke relevant knowledge Nahin hoga to aap kabhi bhi achcha bonus Nahin Le Sakte Kyunki FIR aapko market ki samajh Nahin Aaegi Jab aapko market ki samajh nahin aati to aap ki posting aur thread Kisi kam Ke Nahin Hote To aapka ni bntaa hai to aapko Forex trading Mein loss hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jitni mehnat utna hi profit

                        yess dear aaap nay bilkul theek kaha kay ham jitni mehnat karein gay utna hi ptrofit hasil karein gay koi bhi kaam mushkil nahi hota har kaam ko easy banany kay liye hamari mehnat hoti hai ham apni mehna say har mushkil or imposible kaam ko posible bana sakty hein but is kay liye hamei mehnat say kaam karna hoga hamara khud par yakeen hi hamein kamyaabi ki taraf lay kay jata hai is liye kabhi himat na harein ordil laga kar kaam karein gay to zaroor kamyaab hongay.
                        • #13 Collapse

                          Re: jitni mehnat utna hi profit

                          "Motivational workhard....Quotes for success in life"..... hard work karne se insaan ko kamyabi milti hy kamyabi se profit milta or profit se he hmara faida hy hmara achha kaam hmein milta hy hmary knwledge se hmari achhi observation se, hmein mukamal twajha se apne kaam per focus karna chahye to he behtreen profit mill sakta hy .laperwahi se koi b taraki nhi kar sakta laperwahi hmary profit k lya nuksandy sabit ho sakti hy.Forex hmein kaam per focus karna sikhata hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: jitni mehnat utna hi profit

                            G dear jitni mahnat utna zayada profit. Ham deakhty hain k koie bhi kam ho koie bhi loge hon jis Kam main jitna zayada mahnat karte hain utna zayada earning hasil karte hain ager dear ham ko bhi pakistan forex forum main se accha profit hasil karna hai to ham ko pakistan forex forum main zayada see zayada mahnat karni chahiye to hi ham is se accha profit hasil kar sakte hain is laey pakistan forex forum main mahnat karin.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jitni mehnat utna hi profit

                              Assalam o Alikum,


                              G han bikul forex Asa forum h k jis ma hum jitni mehnet krein gy hmein utna reward mil jay ga asa nai b k hum kaam tora krein gy to hmein ho is zaysa mil jay ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X