Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain
    A.O.A dear friends successful trading krny k liay market k fundamental aur technical analysis krna boht zarori hy taky hum market ki movement ko achy say understand kr sakain aur profitable trades laga kr acha profit gain kr sakain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

    dear friend, agr regular profit earn karna ha to is k liay anaylisis bht ahmiat rakhtay hain, is k baghair trading karnay sa hmain aik do martaba faida to mil sakay ga lakin routine k sath mushkil ha, lihaza hmain apnay experience ko use kar k achay anaylisis karnay ki koshish karni chaiay q k ye kamyab trading ki base bntay hain
    Last edited by ; 29-07-2020, 11:52 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

      Hamen analysis ka istemal karte hue market Mein kam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karke acchi second ke Agar Ham kam karte hue Koi Galti Karenge To Hamen nuksan ho jaega Hamen mehnat Karni chahie Forex Mein Ham part time bhi kam kar sakte hain Ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain Hamen ismein analysis ko sikhane ke bad is ko use karna caeey
      • #4 Collapse

        Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

        Kiya hum analysis ka baghair trading mein profit hasal Kar saktay hai bohat acha swal hai forex main aap agar market ko dhakay gay nahi tu aap ko market ki movement ka knowledge nahi ho ga tu aap trade lagay gay tu aap ko noksaan ho ga iss mein aap ko baghair market ka dhakay trade nahi lgna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

          jab kisi member ki kismat uska sath de rahi hoti hai to fir vah jab koi bhi trade bagair kisi planning ke aur market ko analyse kiye bagair open kar leta hai to fir usko vah profit de jaati hai lekin aisa har ek bar nahin hota hai members ko chahie ki jab bhi hua Koi bhi trade open kar lene wale ho to uske liye pahle vah market ko bahut jyada acchi tarah se analyse kar len market ko analyse kar lene ke bad hi members ko acche se idea ho jaega ki UN logon ne apne trade kis tarah se open karni hai
          • #6 Collapse

            Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

            G trading kelye agr hm chezon ko phly s analyse kr Len k Kia market value h to nakami k chance km hon gy but agr analysis k bghair krty hen trade to phr chance ki bat h k may b apka luck chal jae aur AP profit ki taraf ajaen.so agr AP n luck azmana h to small size ki lot lgaen ye na ho k AP analysis k bghair trade kren aur apka account wash ho jae
            • #7 Collapse

              Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

              Forex trading mai analysis say profits nahi hotay bulkay analysis say trading kay ideas miltay hain aur phir uss pay trades open ki jaati hain. Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Takay apnay business ko profitable banana asaan ho saktay. Jo traders trends aur analysis ko judge nahi kertay aur unn kay mutabiq apni trading plan nahi kertay woh tukkay say trading kertay hai aur tukka trading kabhi bhi kaamyab nahi ho sakti hai. Iss liye analysis kerna seekhna zaruri hota hai aur demo mai apnay skills ko improve kernay say kaamyabi easy hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                Frowx nain kaam karte hue hume js main analysis kat acha profit haisl hota hai q k aese he bhm js main unsuccessful hoskte hain isliye humw cahey k hum js main analysis kar k bews sy faida hota hai isliye hume is main hardwork karte chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AmirRamzan پيغام ديکھيے
                  A.O.A dear friends successful trading krny k liay market k fundamental aur technical analysis krna boht zarori hy taky hum market ki movement ko achy say understand kr sakain aur profitable trades laga kr acha profit gain kr sakain.
                  forex market me profit army karne ke liye aapko is market Mein learning karni hogi Jo tradus market Mein acchi learning kar lete hain unko kamyabi mil jaati hai aapko is market Mein acchi ladne karne ke liye hard work ki jarurat hoti hai jo dress market Mein hard work nahin kar sakte unko kabhi bhi kamyabi nahin milati aapko chahie kapus market Mein soch samajh Kar kam karte rahen agar aap is market Mein hard work kar lete hain to aapko ismein aasani se kamyabi Mil jaati hai Jo tradus market Mein mehnat karte hain unko kamyabi aasani se milati hai aapko chahe wapas market Mein hard work karte rahen Taki aapko is market Mein kamyabi mil jaaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                    Hamen analysis ka istemal karte hue market Mein kam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karke acchi second ke Agar Ham kam karte hue Koi Galti Karenge To Hamen nuksan ho jaega Hamen mehnat Karni chahie Forex Mein Ham part time bhi kam kar sakte hain Ham ismein full-time bhi kam kar sakte hain Hamen ismein analysis ko sikhane ke bad is ko use karna caeey
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                      Walikum Salam dear 🌝
                      Hum analysis Kiya Bina trade main kbhi bhi kamyab nhi ho sakty trade lagany say phly humen market ki movement ko acha say watch karna ho ga candles ko achy say analysis krna ho ga phr trend line ko follow krty hot hi trades lagani chahaya q Kay humen market kay sath sath hi chlny say hum profit lay sakty Hain Bina analysis Kiya hum kamyab nhi ho sakty is liya zayda say zayda mehnat karn
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                        assalamu alaikum remember khairiyat se honge trading karte waqt hamen analyses ki movement ko surur istemal karna chahie agar isko soch samajhkar ki market ki ko samajh Kar kam Karen kya Ban sakte hain isiliye jaruri hai kya karna chahie sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                          Asslam.o.alaikum friends
                          Hm analyse k binaa market m trading ni kr skty market main trading k liye hmain market ko analyse krnaaa hugaa achha profit gane kar sakte hain forex mein trading se pahle market kbups down ko janana zaroori hai hamen market k trend ko follow karte hue trading karna chahiye ta k hm loss sy Bach skain .. business ko profitable bnanay k liye hmain unique method sy work krnaa hugaaa shukriyàaaaa ☺️
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                            Forex trading Mein kam karte hue Hamen analyses karna bahut jaruri hota hai Hamen analyses ke bagair market Ko Nahin samajh sakte Hamen pahle sabse pahle market ke analyses karne chahie uske bad hi Forex Mein acchi kamyabi Hasil ki Ja sakti hai Hamen analysis Karenge tab hi soch samajhkar trading kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya hum analysis kiay bina trading main profit hasil kr sakty hain

                              Kabhi bhi nahi ham pakistan forex forum trading main market ki analysis na karin to ham is se kabhi bhi accha profit hasil nahi kar saktay hain. Ham ager market ko analysis na karin aur trading karin to ham ko is se sirf aur sirf loss hi hota hai. Is leay dear ham ko jab bhi trading karni chahiye to ham ko market ko analysis kar k trading karni chahiye ta k ham ko is se acha profit hasil hi saky.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X