talented traders kyo fail hoty.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    talented traders kyo fail hoty.
    Forex mein aapko talented traders bhi milain gy or hard working traders bhi lakin talented traders bohat zyada kamyab nahi hoty kyo ky talent kahin na kahin trader mein lalach ky zariye short cut istemal karne ko majbor kar deta hy jiska result nakami mein milta. Chahy forex ho ya koi bhi selected field talent beshak competition mein rakhti lakin sakht mehnat hamesha kamyabi ke manzil par karwati. Forex ke history un kamyab traders sy bhari hoi hy jinho ny sakht mehnat ke or himmat nahi hari ye bhi haqeeqat hy ky kuch traders born talented hoty trading ky hawaly sy lakin jo traders passion ky sath trading karte unko loss kabhi bhi slow down nahi karta jabke talented traders beshak dusro newcomers sy behtar hoty lakin aik loss he unko mentally weak kar deta hy. Hard working traders apna target hit karne mein isliye kamyab hoty kyo ky loss or failure ko face karne ke skill paida hoti mehnat sy or yehi wo skill hy jo kamyabi ke taraf gamzan karti. Isliye har trader ko chahiye ky sakht mehnat py focus kare or apne talent ky sath involve karke market mein survive ky sath win bhi kare.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: talented traders kyo fail hoty.

    G dear aam tornpay aisa nhi hota hai kay telented fail ho jain per ap ko pta hai jis tarha aj kam market mai covid 19 ka raj chal rha hai tu aisaye time pay tu jitna bhi acha trader hai wo mat kha jata hai kiyu kay market ki moment ka kafi masla bana howa hai aj kal kafi masla chal rha hai aj kal trade kay hisab say ap kam nhi kar patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai soch samjh kay aur daikh kay kam karain ta kay bad mai ap ko es mai lose kam ho kiyu kay market ki samjh nhi atye hai ager market mai aik bar masla chal parta hai tu kafi masail ban jatye hain tu ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai us time pay kam karain jis time pay ap ki karket stable ho jatye hain kiyu kay market stable nhi hoti tu masla chalta rhata hai tu ap ka acha kam tabhi es mai hota hai jub ap ki market stable ho jati hai tu ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain air sath he ye khyal ap rakhain kay market jub tak stable nhi hotie hai ap risk kam say kam liya karain kiyu kay risk kafi zayda ho jata hai jis time pay market stable na ho tu kafi masla ban jata hsi tu ap nay maslye ssy bachna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap esai risk managmnet ka khas khyal rakha karain ta kay bad mai ap ko es mai masla nhi banta hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap esai acha kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu achye kam mai kafi had tak kamyabi hai tu ap apna kam better say better karnye ki kpsesh karain kiyu kay ap ka kam better ho ga tu ap es mai hamesha he acha kam kar pain gaye aur tu air ap es mai profit zayda laye pain gaye kiyu kay ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay es mai kamyab tu ho he jana hai tu ap ka kam hai kay ap achye say acha kam karain apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap es mai acha kam kar pain aur acha kam kar kay ap kamyab ho pain tu ap ka kam hai kay ap apna kam achye say acha kiya karain ager acha result ap may laina hai tu kam acha karna parta hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: talented traders kyo fail hoty.

      Forex business me talent ki koi ehmeyat hi nahi hoti hay na hi ye traders ko koi help de sakti hay, talented trader me esi ko samjta hon jes ka knowledge aur experience best ho ga, esy traders me bahot hi achi qualities peda ho jati hay jo key talent se kam nahi hoty, experienced traders jo key qualified aur talented hoty hey ye kabi be fail nahi ho sakty hey fail esy traders hoty hey jes ka knowledge aur experience basic level se be kam ka hota hay, talented traders ban kar ham market ka har tarha se jaiza le sakty hey aur yahi ability hamy Forex business me fail nahi hony deti hay, Forex business me fail hony se bachny key ley success hasil karny key bawajood be mehnat karni chaye aur kesi be tarha se hardworking ko avoid karny ki koshish nahi karni chaye, agar hamary mind me ye ho key ham expert aur talented traders hey aur hamy ab mehnat nahi karni chaye to ham Forex business me har tarha se hi fail ho sakty hey aur es buri tarha se fail ho sakty hey per se ham kabi be 1 kamyab trader nahi ban saken gey, hamesha kamyabi se pehly aur kamyabi key bad be mehnat karni chaye ta key ham Forex business me apni success ko maintain kar saken, Discipline aur planing ki trading hi hamy fail hony se bachati hay aur 1 talented aur experienced trader hi proper discipline aur planing key sath trading karny ki koshish karta hay.
      • #4 Collapse

        Re: talented traders kyo fail hoty.

        Dear brother Forex trading me Ham dekhte hain ki bahut jyada talented members bhi Hote Hain vah Jo ke ismein fail ho Jaate Hain aur uski Sabse Badi vajah yah hoti hai ki vah ismein active hokar Kam Nahin Karte aur ismein knowledge Hasil Kar Ke Kam Nahin Karte sirf aur sirf vah over talented Ho Jaate Hain jisse vah overconfidence Mein apnon loss kar dete Hain.

        Dear brother Forex trading main Vahi log Kamyab Hote Hain Jo log ismein active mind ke sath kam karte hain aur ismein Achcha knowledge Hasil Karke kam Karte Hain Jo log ismein mehnat karte hain Vahi log trading Mein sabse Sasti kar sakte hain na Kami UN Logon Ko hoti hai jo ismein serious hokar Kam Nahin Karte aur ismein active Nahin Hote trading Mein Kamyab hone ke liye aapko proper ismein knowledge Hasil karna hoga aur is main proper main aat karna Hogi tab hi aapko ismein success mil sakti hai.

        Jo log trading Mein overconfidence ke sath kam karte hain Vahi log ismein na Kami ka Samna Bhi Karte Hain Kyunki Ham dekhte hain ki Forex trading mein bahut jyada log na kam ho Jaate Hain aur uski vajah Yahi hota hai ke vah ismein aur confidence ke sath kam karte hain aur ismein apni learning ko increase Nahin Karte aur apne experience ka istemal acche se nahin Karte Jo log Achcha experience rakhte Hain unko chahie ko iska istemal bhi acche se Karen Dakan unko ismein fayda ho sake.

        Over trading se bhi Hamen was ho sakta hai aur jo talented traders Hote Hain vah Log overtrading Bhi Karte Hain Hamen ismein overtrading bilkul bhi nahin Karni chahie Agar Ham ismein kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen Sabar ka Samna karna hoga aur Sabar ke sath ismein kam karna hoga tabhi Ham ismein success Hasil kar sakte hain otherwise Mein Kabhi Bhi trading Mein success Nahin Mil sakti kamyabi Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen proper working karna Hogi aur is Mein Maulik Hasil kar ke kam karna hoga aur Hamen overtrading bilkul bhi nahin Karni chahie.
        • #5 Collapse

          Re: talented traders kyo fail hoty.

          Ye bat zarori nahi hai k jitny bhe talented traders hoty hain unko hamesha he loss ho ye bat hargiz nahi hoti hai
          Loss as kam nahi lena cheye .hum agar loss karen gy hum sometime loss karny sa bhe sekhny hain magar hamen kabhi bhe lalach nahi karni cehye hamesha he lalach sa dur reh kar he kam karna cheye agar hum forex main lalach karen gy to hum kabhi bhe kamiyabi hasil nahi kar sakty hain na he achi earnings gain kar sakty hain
          Or ye bhe mumkin ho sakta hai k expert traders main lalach bhe ho sakti hai or jub traders main lalach paida hoti hai to unko hamesha he bhot loss hota hai or wo kabhi bhe kamiyabi ki truf nahi ja sakty hain lihaza bagair lalach kiye he kam karna cheye or kabhi bhe koi shortcut way sa kam nahi karna cheye tabhi hamen kamiyabi mil sakti hain or hum achi earnings bhe gain kar sakty hain..
          Expert traders ko bhe hamesha he bhot soch smjh k sath he kam karna cheye or kabhi bhe lalach nahi karni cehye tabhi kamiyabi mil sakti hai
          Hamen forex main hamesha he bagair lalach kiye he kam karna hoga or hamesha he market ko analysis kar k he kam karna hoga or hamen kabhi bhe risk nahi lena cheye tabhi hum kamiyabi hasil kar sakty hain or bhot achi earnings bhe gain kar sakty hain..
          Last edited by ; 29-07-2020, 05:50 PM.
          • #6 Collapse

            Re: talented traders kyo fail hoty.

            Dear Fail honay ki bahot sari wajohat ho sakty hen agar ham ghor karen to pata chalta hay kay forex men ek aam aadmi jab kisi had tak kamyab hota hay aor wo kuch munafa kamanay lagta hay to usay apnay ap par bharosa hona lagata hay hay kay kay wo ab forex men trained ho chuka hay aor ab aisi koi rukawat nahi hay jo usay profit hasil karnay say rokay ge aor wo aisay he trade men khud atemadi say trade karnay lagta hay aor aisay he jo log talented traders hotay hen to unko ko to apnay ap par aor bhi zeada etimad aor bharosa hota hay jiski waja say wo ek aam trader ki nisbat mazeed khud etimadi say over lot size say trade kartay hen jis men kuch arsa to wo bari hunarmandi say kamyab ho jatay hen magar ek din wo bahot baray loss ka shikar ho jatay hen kyn kay kay wo ais bat ko bhol chuky hotay hen kay unhen kabhi loss bhi ho ga to esi ghalt fehmi say wo loss ko ja ponchatay hen.

            Aor agar ham ye mushahida karen kay jo motadil traders hon gay wo forex men kafi had tak kamyab rahay hen aor ho rahay hen jo ais bat ko bhi zehan men rakhtay hen kay unhen nuksan bhi ho jaye ga kyn kay dunea men har jaga han jayen aor dekhen to har ek karobar men nafa aor nuksan hota hay aor jin traders ko ye pata hota hay kay nuksan ho ga to ham nay kea karna hay aor nuksan say bachnay kelye ehtayati tadabir kea karni ho ge to wo nuksan nai authatay hen aor agar nukasan ho jay to unhen pata hota hay kay ab jo nuksab ho gaya hay usay cover kesay karna hay aor aaenda say es tara kay nuksan say ham mehfoz kesay rahen gay agar ham nay bhi aisay he tadaber ikhayar ken to ham nuksan say mehfoz ho kar forex men Insha Allah kamyab o kamran rahen gay aor ham ko ais men hamesha kamyabi ho ge aor agar sirf apany talent pay ghumand kea to ham profit to zror kama len gay magar sath men ek din itna nuksan bhi kar len gy kay jo kamaya ho ga wo bhi hath say nikal jaye ga. ais lye hamsha soch smjh kar forex men kam karna lazmi hay tab he ham kamayb hon gay.
            • #7 Collapse

              Re: talented traders kyo fail hoty.

              Dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath share ki hai aur ismein aapane bahut hi acchi detail ke sath Ham Ko describe Kiya Hai ke talented traders Kyon Nakam ho Jaate Hain is Hawale se main bhi aapke sath Kuchh important information share karna chahta hun aur aur kuchh Aisi reasons aapke Samne Rakhna chahta hun Jiski vajah se talented trader Forex trading mein nakam ho Jaate Hain.

              Sabse main reason Forex trading Mein kamyabi Hasil na karne ki aap ki knowledge aur information Hai Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai Jiske bare mein aapko kabhi bhi complete knowledge aur information Hasil Nahin ho sakta uski sabse main reason bhi hai ki market ki bahut sari Aisi movement hoti hai hai Jiska expert traders ko bhi Idea Nahin Hota aur is situation Mein expert aur senior trade abhi nuksan kar Jaate Hain.

              Sometime market ki moment bahut hi unexpected Ho Jaati Hai jismein bahut Sare traders Ko nuksan Ho Jata Hai aapane note kiya Hoga Jab market Mein Kuchh news Aati Hai To Unka market ke upar bahut jyada impact Hota Hai Jiski vajah se market Mein movement bahut fast Ho Jaati Hai Aisi situation mein bhi bahut Sare traders Ko nuksan Ho Jata Hai.

              Iske alava agar aap rules and regulations ke sath Kam Nahin Karenge aur Market ke important factors for example different types of analysis different types of indicators risk management ke rules and regulations money management ke rules and regulations over trading over confidence ka sath kam na krna bbi ik reason ho sakhti hai fail hony ki.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: talented traders kyo fail hoty.

                Dear aapki bat bilkul theek hai boht se log is wajah se fail hoten hain ke unke pass sabar nahe hota aur jis trader ke pass accha sabar nahe wo kabhe bhe kamiyabi hasil nahe kr payega aur boht se trader accha experience aur knowledge na hone ki wajah se bhe fail hoten hain aur jin traders ke pass accha experience bhe hota hai phir bhe wo lalach krke kam krten hain aur is wajah se fail ho jaten hain forex ki business mein 100% se 90% trader fail he hoten hain aur sirf 10% trader he kamiyabi hasil krten hain jo forex ke business ko serious lete hain forex ke business mein kamiyabi hasil krne hai to risk ko manage krna hoga aur hamesha active mein reh krke he kam krna hoga aur khud ko mentally strong bhe rakhna hoga aur kahe per gap hai to ose fill krna hoga aur aapne knowledge aur experience kok increase bhe krna hoga jitna ziyadeh experience hoga utna he accha forex se profit earn kr payenge

                forex ke business mein kabhe jaldbazi nahe dekhani chahie aur over trading se dur raha karen hamesha focus ke sath aur complete experience ka use krke he trading karen aur har cheez ko proper tarike ke sath monitor krke kam karenge tabhe forex ke business se accha profit hasil kiya ja sakta hai jitna ziyadeh focus ke sath kam karenge aur technical cheezon ka istemal ziyadeh karenge tabhe forex ko aur behtar tarike samjh payenge aur accha profit bhe earn kr payenge jitni ziyadeh mehant ke sath kam karenge utna he hame fayda hoga

                forex ke business ko asan banana ke liye jitna ho sake aapne experience ko increase karen aur aapne trading skills ko improve karen jo important cheezain hain unke bare mein zaroor knowledge aur achi information gain karen jesi technical analysis hogya aur fundamental analysis hogya aur indicators chart etc in cheezon ka impact forex ki market per boht ziyadeh padta hai ager hamari grip in cheezon per acchi hogie tabhe hum forex se business ko aur ache tarike se samjh paygen bs focus ke de krke forex ke kam ko sekhna chahie aur lalach mein aa krke kabhe trade nahe krne chahie jitna sabar ke sath karenge utna he accha profit forex se earn karenge

                اب آن لائن

                Working...
                X