One Pair Trading is safe than more?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    One Pair Trading is safe than more?
    Agar aik sey ziada pairs main trading ki jaye to yeh buhat risky ho jati hy aur is main agar market against ho jaye to balance ko safe rakhna mushkil ho jata hy. One pair trading main hum apni investment ko safe rakh saktey hain aur ziada loss sey bachay rehtay hain. Aap ka kia khayal hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    asalamoalaikum according to my experience we should try to trade in a one pair . this is for thy benefit of us /i completely agree to you......
    • #3 Collapse

      jab hum is forum me trading karty han to agar humary ek pair me trade successful chal rahe hoti hai to humen ek or pair pe trade laga deni chaye kyoun k hum is forum me multi pair pe trade kar skhty han
      • #4 Collapse

        G han my dear friends yhe bat sahi ha ke agar hum ek se ziada pairs par trading karte hain to hum kisi bhi pair par sahi se focus nai kar pate. is liye mere khayal main forex traders ko chahiye ke wo ek time main ek hi pair par trading karni chahiye.
        • #5 Collapse

          g han is se apko faida ye hoga ke ap is mien just kisi bhi ek hi pair ke expert ban sakte hian aur is mien ap achi trading karke is mien earning bhi ziyada kar sakte hian.
          • #6 Collapse

            gee haan bhai forex trading mein one pair pr trading krna trader ke lie sahih he aur trader ko apne trading mein sahih trading krne se fiada milta he aur trader ko aik pair mein trading krne es us pair ke smjh ae ge aur woh trend ko smjh kr trade kre ga
             
            • #7 Collapse

              han dear y eaik real kama hai is ko kahin bhi kia ja kst ahai ye aik real kaam hai is ko bahut sy loog krrahy hain ye aik acha kaam hai is ko kahin bhi kia jakst ahai ye aik ach akaam hai aur kahn bhi kr sakty hain
               
              • #8 Collapse

                is buiness ko kisi waqt bhi kr sakty hain ye aik ach akaam hai is ko bahut sy loog krrahy hain ye aik online kaam hai is ko kahin bhi kia j akst ahai y eaik real kaam hai is ko bahut sy loogkrrahy hain y eaik real kaam hai
                 
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai hmein apne trading mein sirf aik pair mein trading krna chahe aur hm ko apne tradin gmein ziada risky trading nhe krne chahe aur hm apne trading mein sahih trend ko smjh kr apne trading krein aur apne trading mein safe way se apne trading kr ke acha profit hasil krein
                   
                  • #10 Collapse

                    Yeh aik risky business hy aur multiple pairs main kam krna kafi dangerous ho sakta hy. New traders ko aik hi pair main kam krna chaheye, takeh ziada risk na lia jaye aur big loss sey bacha ja sakay. Experienced traders aik sey ziada pairs main kam kar saktey hain aur acha profit bana saktey hain. Pairs main kam krney sey pehlay in key barey main information lena bhi zarori hota hy.
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul ye sahi hai k ak hi pair pe kaam kiya jaye is se us ki daily ki movement ka bi pata chal jata hai or us k8i averrage high or low ka bi pta chal jat ahya jis se trading krne main kafi sahulat ho jati hai or acha idea ho jata hai jis se hum achi trading krn k profit earn kr sktay hain
                      • #12 Collapse

                        i think humay aik apir mei he trading krni chaiye takay humara aik he jaga pe focus acha ho hum oss pair ky achay trader ban jay khud pe zyada pairs ka burden daalany ka faida nahi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Over trading ko control krnay say ap ki investment safe ho gy. Agr ap nay over trading ko control na kiay tou ap forex market mai loss he kro gy. Es lye ak trader kay lye zartoori hai k wo forex market mai over trading ko control kray. Jis ki waja say es kay markrt mai loss bhe control ho gy.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X