Signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hay
    Hamsha ap ko khud learn krna chaiye kuch log signals ka sahara letay hain apni learning waste krtay hain proper knowledge na hone wala kis tarah success hasil kar sakta ha .es mai hard work se trade mai behtter kam kiya ja sakta ha forex mai proper knowledge ka hona boht zaroori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hay

    signal se trading Hasil karna Hamare liye bilkul bhi Sahi nahin hai agar Ham signal ko dekh kar trading Karenge To Hamen isase koi bhi fayda nahin Hoga Kyunki Ham isase learn kar Nahin Payenge Kyunki Agar Jo log learn nahin kar paate vah kabhi bhi kam Yad Nahin Hote isliye Hamen signal se nahin Hamen Apne experience Se Hi Kam karna chahie tha ki Ham acchi tarike se Sikh kar karne karne mein Kamyab Rahe
    Today's Latest Update

    RockMan's Trading Journal
    • #3 Collapse

      Re: Signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus143 پيغام ديکھيے
      Hamsha ap ko khud learn krna chaiye kuch log signals ka sahara letay hain apni learning waste krtay hain proper knowledge na hone wala kis tarah success hasil kar sakta ha .es mai hard work se trade mai behtter kam kiya ja sakta ha forex mai proper knowledge ka hona boht zaroori hay.
      Dear friends jo bhi hoo hame chahiey keh apni taraf se ache analysis karne ke baad hi trade open kare baaqi phir qismat inshallah profit zurroor hogaa aor friendd forex ko time den is business ko tarraqi de kar ap achi earning kar sakte hai aor jitna chahey kmaa bhi sakte hai lekin experience chahiey.
      • #4 Collapse

        Re: Signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus143 پيغام ديکھيے
        Hamsha ap ko khud learn krna chaiye kuch log signals ka sahara letay hain apni learning waste krtay hain proper knowledge na hone wala kis tarah success hasil kar sakta ha .es mai hard work se trade mai behtter kam kiya ja sakta ha forex mai proper knowledge ka hona boht zaroori hay.
        Salam dear g bilkul signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hey trading k bary agar hume kuch seekhna ho ya information lyni ho hume apny seniors se seekhna chiay ta k hmary kam me perfection ah saky or hum kamyab ho saken .
        • #5 Collapse

          Re: Signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hay

          Yes dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai ap ko signal ko follow karna ho to ap ko ais market mai signal k baad ap ko ais market mai khud analysis karny ho gay aus k bad ap ais market mai kamyab ho jaty hai jo traders ais market mai mehnat karty hai aus ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko mehnat karni ho gi aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai jo traders ais market mai learning karna chaty hai aun ko signal par trade nai kari chyae.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Signal trading ap ki learning ko waste krwa deti hay

            Yes signal vs experiene agar dakhen to exprance ziada bhatr gy is Lia hamen bhe experiene sa apna Sara Kam krna chaea q k hm ne end tk Jana hy to exprance ka shara e hmary Lia sb sa best hy

            اب آن لائن

            Working...
            X