Aik sey ziada pairs ka faida ya nuqsan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik sey ziada pairs ka faida ya nuqsan?
    Jab hum aik sey ziada pairs main kam kartey hain to kabhi hamain faida ho jata hy aur kabhi nuqsan bhi ho jata hy. Kuch pairs ki direction aik jaisi hoti hy aur kuch ki different. Agar aap 4 pairs par kam kar rahay hain aur sub ko buying kia howa hy to ho sakta hy keh 2 pairs up ho aur 2 down to is tarah aap ko ziada faida nahi ho sakta. Jab tak pairs ki information na ho, yeh kam na karain? Aisey koinsey pairs hain jin ki direction aik jaisi hoti hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai hmein apne trading mein aik se ziada pairs mein trading nhe krne chahe kion keh es se trader ka zhn shaih kam na kre ga aur trading mein trader loss kre ga es lie trader srif aik pair ko ache trah smjha kre aur us mein trading kre
     
    • #3 Collapse

      trader ager zyada pairs pay work kery tu ic say faida hu sakta hai but ic man loss ka chance bhi increase hu jata hai. trader ku apny experience k mutabiq hi trades open kerni chahyn.
      • #4 Collapse

        yar dekehin mujhe ye baatein ajj tak samjh nhi ayi hy ky log different pairs estemall kyun katey hy ya itni sari trades ek sat q open kartey hy merey khayal se tou EURO / USD ka pair best hy aur mein ussi par working krti hun
        • #5 Collapse

          1 se zeyda pairs me trading karny ka koi faida nahi ho sakta hay han loss bahot hi zeyda ho sakta hay or jes pair me app ka expernice nahi hota trading karny ka to us me trading karni b nahi chaye
          • #6 Collapse

            aik say ziada pair mai trading karnay saay ziada loss be ho sakta hai aur ziada profit be . yeh sab quality of trading pay aur trader ke ability paay depend karta hai . I think k new traders ko aik he pair paay focus karna chahyie kuch arsa , iss saay aik pair ke command be achi ho jaiye ge aur working knowledge b ziada ho ga.
            • #7 Collapse

              Ager to ap k pas price action knowledge our experience ho to pher to ap kisi bhe pair main analysis ker k trading ker k acha profit earn ker sagty hain nahe hai to pher 1 ya 2 piar kafi hain
              • #8 Collapse

                Agar aap key pas currencies pairs key barey main complete information to hy aap aik sey ziada pairs main kam kar saktey hain lekan sometimes yeh buhat dangerous bhi ho jata hy. Agar pairs ka trend aap ki lots key against ho gia to aap ki equity buhat jald kam ho jaye gi. Is leye agar market unfavourable ho to aik sey ziada pairs main kam na karain.
                • #9 Collapse

                  gee bhai hmein apne trading mein aik se ziada trading ke pairs mein trading nhe krne he aur hm apne trading mein market ke sahih direction ko follow krein aur hm apne trading market ke sahih information hasil kr ke apne trading krein takeh hmein apne trading se acha profit ho jae
                     
                  • #10 Collapse

                    bhai yeh ap per depend krta hy k ap kis trha k trader hain agr ap mehnti or hardworker hain to is mein koi problem nhi ap jitni marzi pairs ki lgain lekin agr ap new hain to ap ko ithiyat k sath trading krni chaiye.
                    Mehnat Me Azmat hai
                    • #11 Collapse

                      gee bhai hmein apne trading mein aik se aisa pairs mein trading krne se faida nhe hota he kion keh aik se ziada pairs mein jb trading krte hien to mind sahih kam nhe krta he aur hm acha profit nhe le skte is lie hmein apne trading mein aik pair mein trading krna acha he
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Kbhi kabhi esa hota hai k ik pair ki worth uper neechay hoti rwhti hai to bnday ko amj nhi ata k wo buy kray ya sell
                        Us sey acha hai k zada pair hoon or options ho app k pass
                        But km pairs pr bnda zada time tk kaam kray to usko smj anay lgta hai or nuksaan km hota hai or profit zada
                        Too meri slha yeh k jm pairs pr kaam kro mgr zada pairs rakho takay app k pass otions ho
                        Kyonkay kbhi saf aaaf pata lg raha hota hai k market giray/brhay gi ti us hisaab say buy ya sell kray

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X