Trading main kia cheez important hy? --- Money ya Planning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes dear ma ap i bat ko smaj chuka ho ka agar ap na forex ma kamiab hona ha to is ka lia ap ko is ma mhnat karna ho gi or ak achi trading kar ky
    ak achi earning kar sakty ha or isi lia ma ap ko bta do ka hum isi trha sa hi ap is ma kam kar sakty ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear ji mera bhi ye hi khayal he k peso se zyada planning important he kiyu k agr hum planning kar k trading karege to hum fir se bhi pese earn kar sakte he or agr hum sirf pese hoge or koe plaaning nahi hogi to hum profit bhi hasil nahi kar sakege par ulta loss kar k apne pese bhi zaya kar dege is bat se clear hota he k planning pese se zyada importan hoti he.
      • #18 Collapse

        dear ye bat thek hy k forex me zyada tar trader profit ko ahmiat dety he or me ap ki bat sy agree krta ho k forex me ko profit ki bajaye information ko ahmiat deni chahye jis jo k ap ko long term profit dy gi
        • #19 Collapse

          Dear forex international trading business ha jis may hamay work karnay kay ley kafe experiance knowledge learning skills practice aur planning ke zarorat hote ha jis kay baghier hum treading nhe kar saktay aur ager hum ko planning my success hasel nhe ha to learning key ley demo ko follow krna parta ha jis say hum apny confidence ko bhe increase kartay rahay han
          • #20 Collapse

            Yeh dono cheezey kafi need hai is field main kiyun ke money ke bagair ap trading ker nahi sakte hai or planning ke bagair ap is field main jataey hai lekin failed hotey rehte hai so proper money management or planning zarori hai
            • #21 Collapse

              Hmen is business me sb se zyada imp ha planning hmen is business me hmeshah achi planning k sath hi kam karna chahe kyun k agr hm is business me achi planning k sath kam karty hain tu hmen is business se money b asani se hasil ho jati ha asay
              • #22 Collapse

                planning ziada important agar ap koi planning nahi karatay or samhajtay hain kay ap earning kar saktay hain to ye baat sar a sar galat hay kiun kay agar ap money earn kar bhi letay hain to wo sirf kuch waqt kay liye hain phir apko planning karni hi hogi jo bhut zaroori hay forex main
                • #23 Collapse

                  pnalniing bohat zarore hay ap ko chu k ap trkading ko shuro karna se pehaly ak acah sa plan bana oew takdey ap ko esm me zead se zead faida hasil ho ap ko kafe zead income ho
                  • #24 Collapse

                    trading me dono hi chezyn important hy matlab ham trading karty hi money k liye hyn but planning ko mady nazar nahi rakhyn gy to hamy loss hoga but agr ham planning k sath trading karyn gy to loss nahi balky profit hi profit hoga
                    • #25 Collapse

                      jee haan dear wesy tou dono zaroori hain yeh magar hamain zyaadaa tawajja money ko nahi balky planing ko deni chaahye q k planing k zarye ham apni money ko barhaa sakty hain
                      • #26 Collapse

                        well jab hum posting isliye karty ain kyun k hamare sath pese nahi hoty aur hum yahan bonus earn kar k kaama kar phr trading karty hain warna agar aap k sath pese ho then ap real account open kar k trading kar sakty hain janab ..
                        • #27 Collapse

                          bhai trading me planning importance rakhti hai planning ki waja se he aap ki success hoti hai forex ke business me is lye planning apni sahi kar ke he trading karen ge to aap phir zyada profit gain kar saken ge is business me .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading main kia cheez important hy? --- Money ya Planning

                            Forex trading main money dono chezain important hain. Money hona zaroori hai kion k agar money nhi ho gi to planning krny ki reason hi nhi ho gi
                            Agar money hai to planning bohat hi zaroori hai. Agar planning achi ho gi to profit bhi zyada ho ga So planning is very important too.....

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X